Forex me lose.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    mere khyal se forex main loss hone ki kafi sari reasond ho sakti hain jese market ko analysis na karna hardwork na karna ya enough experience na hone ki waja see bhi ap ko nuqsan ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      forex aik aisi field hay k jis may loses hotay rhtay hay ... woi is field may kamyab hay jisko is pay kam karnay ka experince ho and usko pta ho k kis trah trading karni hay ,.... sooo all necesary k hum hardwork karay and loses say bach sakay
      • #618 Collapse

        forex trading business me sirf loss hi nahi ha profit be ha ager ap is business ko seekh kar experince bana kar karin gy to ap is business se boht profit be hasil kar skty hain so loss un ko hota ha jo is ko seekh kar experince bana k nahi karty......................
        • #619 Collapse

          dear forex trading aik business hay aur es business me gain aur loss to hota rehta hay es liye humain apne loss par perachan hone ki bajae apni mistakes ko theek karna chahiye aur forex demo account me trading kar kay asani se hum galtio ko theek kar kay apne loss lo recover kar sakte hain.
          • #620 Collapse

            forex trading business me sirf loss hi nahi ha profit be ha ager ap is business ko seekh kar experince bana kar karin gy to ap is business se boht profit be hasil kar skty hain so loss un ko hota ha jo is ko seekh kar experince bana k nahi karty
            • #621 Collapse

              Loss is a paert of every business like forex there is too many chances of loss.you can avoide losses by impmanting these steps.Get Rid of the Junk and dont keep yourself stick with losing positions.
              Diversify to minise the risk.
              Belive in your strategy.
              Stick To your Strategy
              Invest littel that you can easily afford to lose.
              Try to follow trend and never chase it.
              • #622 Collapse

                forex traing aik onlinebussiens hia jis mai app ne trading se earn karn ahota hai us ke liye apko hardworking ki zarorat hoti hai appka experince hi apko profit deta hia aur losss bhi karwata hai
                 
                • #623 Collapse

                  forex mai loss or profit 2no hotai hai hamai us say darna nahe chayha k hamai loss hojaye ga kbe yah nahe sochna chayah hami kbe be jb loss hota hai tu profit be tu hota hai na tu yah nahe sochna chayha hamai kbe be..............
                  • #624 Collapse

                    ji bhai ji app ny bilkul theek kaha hy k har naya treder apny aap ko expert samjhta hy or jab us ko loss hota hy to woh dil har bethta hy is har nay treder ko chaihy keh wo apny kisi aisy senior sy seekhy jo is me achi khasi maharat rakhta ho
                    • #625 Collapse

                      forx ain loss shuruaa main hota hi hai aisa hona koi bari baaat nhi hai lekin es loss ko cover kese karna hai es loss se vbachna kese hai es seekhny main bht time lag jata hai bht se log es kaam ko chor hi dete hain
                      • #626 Collapse

                        I think that forex business are very nice and all will be fine and all need process and hard work we will be very good and all will be fine with a focus and all will be fine and all need the process and it was very nice and all will be good with the hard work and we should be ready.
                        :o
                        • #627 Collapse

                          Mujhy nhi lgta hai k kisi new trader ko lagta ho ga k wo expert hai bus baat ye ahi k wo iss main aapny aap ko expert samjh kar iss main trader karta ahi and then jab loss hota hia tu wo jaan jata hai k nhi bhia iss main kafi time lagy ga
                          • #628 Collapse

                            g han forex main loose hota hai galtion ke wja se hamien forex main loss hota hai q ke galti par galti hamien dubba date hai to ise wja se hamien kaffi loss ho jata hai
                            • #629 Collapse

                              koe b kam ap karen gai to usme faida or nuksan apke sath sath chale ga ise trha forex trading me b looss k chances hain mgr ye ap pe depand karta hea k ap in losses ko faido me kis traha badlte hain apko cahey k ap ek expert teacher se is kam ko sekhe or phr time de k experince banae or profit haisl kare
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                yar mere hisaab se forex mein loss ki wajah hai k insaan bht ziada over confident hoajata hai js ki wajah se wo kch schta aur smjhta nai hai or wo apnii saree income eik minute mein loss kr beth ta hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X