Forex me lose.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    my dear friend agar hum n e kese teacher se learning kia to wo to bahot behtar hoga . leken aaj kal esa koi teacher maujood nahi hota ji hame trading seekaye . leken es ka ek easy tareeka hai agar hum pak foroum me posting ko parhe to yaha par seniors ke posts se hum learning kar sakte hai .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      forex me loss aik he base me hota hey jab app untreder hoty ho hey forex ke ley must hey ke app demo mey master ho aur ache se trding kery
      • #213 Collapse

        nice question dear g ah bhut se new trader aise hote hai jo apne aap ko expert samjhte hai ke hum jaisa trader koi nai hai is khush fehmi ki waja se woh galti kar bethte hai or un ko loss ho jata hai is liye new trader ko chaiye woh is ko zityada se ziyada learn kar ke ke trading kare
        • #214 Collapse

          forex me to lose hota hi hai so app ko aggr loss ho bi jaye to app bilkul bi tention mat len or sabr karen or apne loss se learn karne ta k next time app is se bach saken or profit pa saken .....
          • #215 Collapse

            Han Main pki Baat Se Agree Karta Hoon. Agr Koi Insan Is Kaam Main Naya Ho to usko bilkul kisi expert teacher se training hasil krni chaiye. Kyun Kay Ye Teacher And Student dono ki haq main behtar hota hai kay wo Kisi Brilliant Forex Expert Ki madad Hasil Karay. Or Student Kay Liye Bhi Faida mund sabit hita hai kay wo Forex Ki ahmiyat achi tarah janjaye or phir ghar bethe Dollars earn karay.
            • #216 Collapse

              Yes those who don't have any knowledge about this trading thing make loss and after that also they don't know where they went wrong. Person should not feel shy in learning from anyone whether its a beginner or an expert trader. He can get knowledge from both
              • #217 Collapse

                forex me loss ki main waja se hoti hai market ki smjh na ana bs jis kisi ko market ki smjh ajati hai wo phr loss nahi karta hai is trading me sub se important cheez hai market jo is ko smjh leta hai us nay trading sekh li hai jis ko smjh na ai wo phr trading nahi kar sakta hai.
                • #218 Collapse

                  the loss is the main and the essential part for the success in the forex ,if you will not done the loss in the forex then you cannot get the success in the forex for the success you should prepare for the loss as well
                   
                  • #219 Collapse

                    es kaam main expert hony k liye bht time chahiye 2, 3 maah kaam karny se aap ye mat samjho k aap es kaam main expert ho gye ho its not such an easy business.
                    • #220 Collapse

                      loss se bachney ke leye ap ko chahey ke forex trading ko proper tareqey sekhey to sahi warna loss honey ke chance hai ho gey ap ko chahey ke proper forex trading sekhey to he acha result hasal kr sakey gey..warna loss ke sewa kuch nahi melay ga..
                      • #221 Collapse

                        dear forex trade business me kam karne k pahile sabhi ko demo account me kam sikhna chayee achi se taki real account me kam karke profit kar sake ya phir kisis expert se kam achi se sikhna chayee kamyb hone k liye
                        • #222 Collapse

                          asal main hum pakistanion ka ya hi masla hy. jab koi b new cheez aati hy to hum usy na hi krty hain phir ahista ahista vo hi cheez papular ohti jati hy to jin logon ny aadhi aadhi information li hoti hy vo ya khty hain k unhain sab samajh hy or vo usy start kr dyty hain but fail ho jaty hian
                          • #223 Collapse

                            may dear forex ma to loss or profit dono hoty hay app loss ko be learn cur sac tay hay ka app ko loss ku hoy hay app us loss ko learn cur ka app good profit earn cur sac tay hay
                             
                            • #224 Collapse

                              bhai ap na thik kaha magar teacher to shaid ya sikha sakhan magar hama is forum ko bi teacher kahana chahia yaha sa bi hama bohat knowledge gain hota ha jo basic chahia hota ha wo hum sawal kar ka la lata han or is ka alawa p ko web sa bohat kuch mil jata ha sikhna wala hona chahia bohat acha knowledge mil sakta ha hama
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                well my dear friend aap kay question ki heading forex me lose nahi forex kay leay expert teacher ki honi chaheay thi khair ager koi apnay aap ko kisi bhe field main enter honay say pehlay he apnay aap ko expert samajhna shuru kar dey to ye uski nadani he hogi aur jahan tak teacher ki baat hay to expert teacher ko afford karna meray khayal main har kisi kay buss ki baat nahi hay, meray khayal main forum karnay ka reason yehi hota hay ta kay wo khud learning bhe kar ley aur saath earning bhe ho jae aur ager future main iss qabil ho sakay to zaroor usko experts say advice ya lessons lena chaheay...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X