Urdu Posting
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #406 Collapse

    ji han bilkul sahi kaha apny k humain apni madri zuban urdu ko zada tergi dena chahiye aj bhi hum urdu main phechy or enghlish main agy hain to humary urdu speaker hony ka kya faida or jaisa k ap ny kaha ye pakistani forum hai yahan to urdu ko zada foqiyat dena chahiye taky is forum k zariye humari urdu zaban zada ter mumalik main jani phachani jaye or is terha hum pakistaniyon ko bhi urdu zaban k jaded say jaded alfazon ka andaza or malomat ho na k angrazn ki zaban k jaded words ki knowledge ho..
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #407 Collapse

      i think that suggestion pe hum gor karn ga or koshs karn ga ap ko hum apni zaban ma ap k sawalo me ap ko jawb dan or ap ache se urdu ma forex k bara ma knowledge gain kar sako or ap ko forex forum pe mostly poeple ap ko urdu
      • #408 Collapse

        bhi jan yi ik ache bat hay kay hum urdu posting karain to yi i ik ache baat hayq kay is say hamari language ache ho jayge aur is kay baad ap ko forex per tradding kay leyi asani hoge to is leyi urdu may tradding ache baat hay
        • #409 Collapse

          hum jub posting karty hain to is sy yeah faida hota hai k new trader ko b is ko perh k log bht sy batain seakhty hain ta k trading main behteri laye lkn hota yeah k bht sy logo ko english nai ati hai wo sumj nai paty............
          • #410 Collapse

            app jag aam forex ke guftgu me ate hay tu ap urdu me posting kar sakte hay ya phir english me karna chae tu bhi app kar sakte hay zida tar pak forex me urdu post he mele ge urdu me hum ko kafi knoledge earn ho ge english jin ke week hay
             
            • #411 Collapse

              han mjhay yehi baat to is forum ki sub say achi lagti hai k is forum pay hum apni madri zuban urdu me posts kar saktay hain aur wo deduct b nahi hoti hain yehi sub say behtar cheez hai.
              • #412 Collapse

                Jee haan bhai jaan sahi baat hai hume chayye ke hum pak rpfum par urdu me hi post karen kiyo ke pak forum usrdu languagae walo ke liye hi bana hai is liye hume urdu me hi post karni cahyye......
                 
                • #413 Collapse

                  apny bat thk ki par kafi log yahan apny mulk ya qoum ky ly nai bythy hoty wo kam ky ly bythy hoty hn un ko jo easy lgy wo karty hn use or apki itla ky ly ak or bat kay yahan pakistan ky ilawa or b bht c mumalik ky log hoty hn check kar lyn apko info mil jai g or umeed hy ap bura nai many gy or apky question ka ans mil gya hoga apko
                  • #414 Collapse

                    Bhi ap ka suggestion b thek he . lakin kuch batain aysi hoti hain jin ki english mn ziada behtr sanajh aati . so wo english main ziada effective hati hai //
                    • #415 Collapse

                      Aap ki baat bhi theek hai humain urdu per zoor dena chahain per is k saath english ko chor dena ko aqal ki baat nahi hai kiyo k jis tarha urdu hamre liye important hai is tarha english bhi important hai humain international level per communicate karne k liye is ki zarorat parti hai aur world mein hr jaga boli aur sumji jana wali language hai is ko chor dena koi achi hikmat amli nahi ho gi.
                      • #416 Collapse

                        is main humy yeh ffadai ota hai kay humy har post ki kafi asani say samjh a jati hai is liy hum is trhan say forex ko bhi samjh jaty han kay yeh kia hai is main kia ho ga bus urdu posting hi achi hai
                        • #417 Collapse

                          hmm dear mai jaisa b question ho os ka answer urdu mai he karta hon mai ap ki baat smjhta hon hmain apnii zuban ko promote karna chahiye na k kisi aur ap ko zrorii nhn hy k english mai baat krna aatii hot u ap instaforexmai kam karain gainaysa nhn hy...
                          • #418 Collapse

                            g han app ne bilkul teek kaha k pakistan forum me urdu me posting ki jay to ye bahot acha hay, urdu me posting se bahot se esy traders jo english ko nahi samjty wo asani se hamri post ki howi bat ko samj sakty hey.
                            • #419 Collapse

                              i am not agree with you,no doubt urdu hamari madri zuban hai laikan es ka matlab ye nhi k ap dosri zubano ki importance bhol jain, ap ne apni post mein khuch lafz english k use keye hain aur es global village mein survive karne k leye ap kisi bhe zuban ko kam importance nhi de sakty.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #420 Collapse

                                Brother main ap say itefaq karta hun kay agar hum posting karna chahty hain to humain koshish karno chaye kay hum urdu main post karen aur aksar bahin nay English main thred post ki hoti hay to majboran reply bi english main karna hota hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X