Urdu Posting
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai main to dono hi languages main posting karta hun aur msaaf si baat hai yahan forum main urdu main aap apni baat ziada ache tareeke se convey karsakte hain dusrun tak
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      urdu me posting karna bht he mushkil hai r ya roman english bilkul thk hai r ya lekhnay me bhi asani hoti hai jb urdu lekhna bht he mushkil hai
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ubaid ullah پيغام ديکھيے
        is may kiya answer do traders mujay pata hai k only pakistsan may urdu hoti hai our baher nahi hoti hai may nay is forum may posting kah hai brother na k ap ko englihs bolonay walo our english say who is k agar rolls ko apply kiya ja tu deko pakistan forum may trading ki strategy wali jaga par ap ko strategy deknay ko nahi milay gi us may lika ho hikmatamli so is ka kiya matlab howa kiya ap ap ko apnay urdu par shram mehsoos ho rahi hai brother esay lagta hai mujay tu
        Ap urdu Ki baat Kar Rahay hain, Aap Ki english bhi Thek nahin hai rolls nahin hota rules hota ya hotay hain,Aap baraye Meherbani hamaray Senior teachers k baray Main Koi Tanziaa baat naa Karaain..coz aap Abhi yahan Aye hain Sir Abdullah2008 Aap Say buhaat pehlay yahan par hain or forum par unhi ki Usefull threads or posts Say buhaat Saray log Mustafeed ho Rahay hain..So please its my humble Request k agar Ap ko yahan hamaray Teacher par Sirf tanz karnaa hai tou aap bhalay yahan na ayeen... coz main Kafi Din Say musalsal note kar raha hon k Aap bilawaja tanz kartay hain,kabhi Stretegies par,kabhi Kahan kabhi kahan..forum pakistani citizensz k liye bana hai,is Ka Maqsaad Sirf or sirf forex Trading K baray Main Shaoor pedaa karnaa hai or pakistanion ko Forex Trading jaisay number1 buisness Say roshnaas karwanaa hai or yahan bonus bhi Sirf pakistanioun Ko miltaa hai,English main he agar likhnaa parhnaa hai Tou Aap Dosray Forums ko Search Kar lain... internet par tou Sab Sy zyada Lerning Material english main he hai Agar ap k pas apnay paisay hain tou khod invest karrain...or agar bonus he hunt Karnay Aye hain tou please Specialy hamaray Teacher par tou Tanz bilkul naa Karain Aap Ki Ain nawazish ho Ge.
         
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #19 Collapse

          You can post in the urdu language too this in the pakistani forum and here urdu is the basic language and this language is prefer then the english
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Qaiser4u007 پيغام ديکھيے
            Ap urdu Ki baat Kar Rahay hain, Aap Ki english bhi Thek nahin hai rolls nahin hota rules hota ya hotay hain,Aap baraye Meherbani hamaray Senior teachers k baray Main Koi Tanziaa baat naa Karaain..coz aap Abhi yahan Aye hain Sir Abdullah2008 Aap Say buhaat pehlay yahan par hain or forum par unhi ki Usefull threads or posts Say buhaat Saray log Mustafeed ho Rahay hain..So please its my humble Request k agar Ap ko yahan hamaray Teacher par Sirf tanz karnaa hai tou aap bhalay yahan na ayeen... coz main Kafi Din Say musalsal note kar raha hon k Aap bilawaja tanz kartay hain,kabhi Stretegies par,kabhi Kahan kabhi kahan..forum pakistani citizensz k liye bana hai,is Ka Maqsaad Sirf or sirf forex Trading K baray Main Shaoor pedaa karnaa hai or pakistanion ko Forex Trading jaisay number1 buisness Say roshnaas karwanaa hai or yahan bonus bhi Sirf pakistanioun Ko miltaa hai,English main he agar likhnaa parhnaa hai Tou Aap Dosray Forums ko Search Kar lain... internet par tou Sab Sy zyada Lerning Material english main he hai Agar ap k pas apnay paisay hain tou khod invest karrain...or agar bonus he hunt Karnay Aye hain tou please Specialy hamaray Teacher par tou Tanz bilkul naa Karain Aap Ki Ain nawazish ho Ge.

            ok dear brother ap nay tu mujay hi dara diya hai chalo next time nahi karta ho may us say koi bat ap ka senior teachers hai us time may nay yeh nahi deka ta k yeh ap ka teacher hai so sorry teacher sab so next time ap apnay teacher ki full information send kar do may agan esay question nahi karonga us par bahi jani ap k teacher sab buss yeh name tu best ho ga us k liyeh brother :p
               
            Last edited by ; 11-03-2014, 10:49 AM.
            • #21 Collapse

              bhai jan meri bhi yehi koshish hoti hai kay me is forum pe English language use na karu balky apni country ki language me hi type karu is ka aik benefit ye bhi hai kay ye Pakistani discussion forum hai or bohat se log English ko jo nahi samjhty wo is forum pe forex se related apni discussion easily kar sakty hain. Is liay me apki baat se iteefaq karta hoon kay is forum pe humen Urdu me hi type karna chahiay or apny forex se related ideas ko share karna chahiay.
               
              • #22 Collapse

                ap ki ma is bat sy agree karta ho hum ko be cha k hum jo be posting kara us ko urdu language ma he kara ta k jo pakistann ya forum use kar raha ha un ko be pata chal hum kya kha raha ha english ma posting karna ka faida to ap ko phr he ha agar ya forum koi usa ka hota.
                • #23 Collapse

                  Sir ji forex main urdu main posting bohat zaruri hy q k zahir si bat hy hr koi english A to Z nhi janta islea hamary un bhaeo k liye bohat zaruri hota hy k in k liye urdu main post karen or unhe bhi agye any ka moka mile or wo apni knowledge ho build up kr saken urdu bolny wala shaks duniya bhar main kahi bhi mil sakta hy....
                  • #24 Collapse

                    Brother forex forum mr work krte howe ap urdu me be post kr sakte he aur also ap english me b post kr sakt he but post thread ke mutabiq he hone chaye
                     
                    • #25 Collapse

                      Yes there is no doubt urdu is our national language but english is an international language so we should focus on both languages q k communication k lie english bhi zarori hai and urdu bhi so hamen dono languages mei focus karna chahye q k both are very important for us. No one have less value.
                      • #26 Collapse

                        yes my dearz ,urdu men posting boht zarori ha ,kyoun k har banda english bol k or likh k nhn sgta ha,os lie agr koe banda english men na di sagy to un k lie aik zabrdst faslty ha ,k apna coment urdu men bhe post kar sgta ha,ya bht acha question ,urdu hamre qomi zaban ha hamen is ko use karna chaie.
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: ubaid ullah پيغام ديکھيے
                          ok dear brother ap nay tu mujay hi dara diya hai chalo next time nahi karta ho may us say koi bat ap ka senior teachers hai us time may nay yeh nahi deka ta k yeh ap ka teacher hai so sorry teacher sab so next time ap apnay teacher ki full information send kar do may agan esay question nahi karonga us par bahi jani ap k teacher sab buss yeh name tu best ho ga us k liyeh brother :p

                          jee haan he is not only my Teacher yahan par buhaat Saray logoun K teacher hain... Coz hum nay forex trading Main jab Ankh kholi Tou unhoun ny he hammain Sikhaya bataayaa or mukamaal help ki or Ab Tak kar Rahay hain... aap ki Threads Main ny dekhi hain... koi chez samajh nahin Ati... new Traders K liye Aisi threads open karain jisay Samajhnay Main Asaani ho Mr Rolls :D
                           
                          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                          • #28 Collapse

                            ziyada tar to yaha urdu me he posting ki jate hai isme sb k liye asani hai or ziyda acha yehe hai k yaha urdu me posting ki jaye takai dusro ko learning me problem na ho
                            • #29 Collapse

                              It is very good for you at all times that you are making any post for you to try and always post what others can be able to learn from so that any time that they place any trade they will be able to learn from you and make good money
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Ap nay thk kaha lakin bat ha forex ko samjhny ki to kuch logon ko iss ki jaldi samjh a jati ha aur kuch log iss ko dair say samjhty hain iss main zaban ka to koi chakar nahi ha baaz log to iss ko karty hain kay yah humain samjh main aye aur baaz log iss ko samjhny ki try nahi karty chahy woh kisi bi zuban main ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X