Urdu Posting
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    urdu postinhg ke fida kahfe ha kayo ke paksitani ke sub loge ko englishe ek samej nahi ate or jo loge kame pahrhe like ha in ko be trading urdu me hone ke waja se kafe ache se trading ek samej a jatehi ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      je han forex trading may hamay paistan forex forum par urdu may he posting karni chahye kyon kay urdu hamari national language hay jis ko tamam pakistani samajh saktay han is liye hamay urdu zaban par he post karna chahye kyon kay sub ki samajhnay may asani ho or learning may or experience hasil karnay may asani ho
      • #153 Collapse

        no brother hum posting ka leya urdu naie use ker sakty kue ka ya humary national zaban ha or numary office zaban english ha is leya hum english ma he post ker sakty hais ka alawa naie ker sakty wagerna occunt block ho jaye ga
        • #154 Collapse

          jee han jee ham urdu me b post ker sakty hai or ham ko urdu wali post ka answer urdu me dena chaye or ham pakistan forex me kam ker rhy hai es liye urdu me ker sakty hai post ,. koi problem nai hai ham ko urdu me kerny see
          • #155 Collapse

            Can work posts in the forum through several languages​​, but what for me is the English language and see it work for me in posts
            • #156 Collapse

              g bahi forex forum main urdu posting hay main samjhta hon kay ya bhoot acha hay is ly kay jin lofon ko english nahe ate wo be is forum main posting kar kay acha profit earn kar sakty hain.
              • #157 Collapse

                bhai main to khud ye hi chahta hun kay is forum per jo koi bhi post karay usay chahiay kay wo urdu main post karay is say hamain Forum or Forex ko samjhnay main bohot zaida help milay gi khas tor per un logon ko jo zaida parna likhnay nahi jantay.
                • #158 Collapse

                  bhai me pora sath hoon apky is baat pe k ham pak forex pe bi english ko hi tarji dain gaye hame urdu me bolna chaiye taky kuch log asse hai jinhy english nhi ati agr koi banda apni baat english me btata hai or wo baat boht zarori hai sab k liye to phr wo banda to pichy reh geya na uska to bhala nhi ho saky ga
                  • #159 Collapse

                    My dear friend i want to remind you that we can not posted our comments in roman urdu, forex is international business, if you want to build your career in international market so you must need to improve your english either you trade in international level.
                       
                    • #160 Collapse

                      ji han janab hamri chonk madri zuban bhe urdu he and is k elawa is ka nam bhe pakistan fourom forex he so hame urdu me posting ko tarjeh deni chaye tak sab logo ko is se fayda hasil ho sake..phir urdu me post kara asan bhe he our ham apni achi raye de sakte hen
                      • #161 Collapse

                        Dear baat ye hai...k Jab Ksi forum ko traqi karwani hoti hai to International language ko dekha jata hai...urdu mein bhi posting karty hain lkn traqi karni hai to English zrori hogi.
                        • #162 Collapse

                          bhai yaha koi bhi asli urdu nhi bol sakta q k hume aisi urdu sikhai hi nhe jati or jab aap trading karte ho to waha bhi terms english me hi likhi hoti hai jo urdu me samjhana kafi mushkil hota hai.
                          • #163 Collapse

                            Har language ki apni country k lehaz se apni he importance hoti hy jysy urdu ki hamary pakistan men wesy he English ki Foregion countries men, urdu hamari madri zuban hy lykin aj kal k halat k mutabiq English sekhy or boly bghyr koi chaara b to ni hena bhi, dunia k 7 b to chalna parta hena , . .. :p
                            • #164 Collapse

                              app urdu ma be posting kar sakta ho forex ma koi masal nai hai forex good for you people can posting in urdu forex great job for you
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                ji haan apne bilkul theek kaha hai k hamen apni madri zaban mai hi pak forum mai posting karni chahye lekin kuch baten asi bhi hoti hain jinko ham urdu mai define nahi kar sakte is liye wahan per english ki zarurat parti hai
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X