Hamain over trading nhn karni chahiye...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamain over trading nhn karni chahiye...
    Assalam.o.alaikum
    Mery piyary forex members ap sab kesy hain main ap sabko yeh btana chahta hon k hamain trading main over trading nhn karni chahiye ta k hum loss say bach sakain over trading karny say hamara account wash ho sakta hay es liye hamain over trading say avoid karna chahiye...
    $#@#i Khan
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamain over trading nhn karni chahiye...

    Assalam.o.alikum dear forex member umeed ha ap sb khairyat sy hun gy or acha bouns bi hasil kr rhy hun gy. G dear apny bilkul thk kha ha humy over trading nhi krni chyn over trading sy humy bhut zahda loss bi ho shkta ha is liy loss sy bachny ka liy kabi bi over trading nhi krni chyn
    • #3 Collapse

      Re: Hamain over trading nhn karni chahiye...

      Hamen forex men over trading nahin karny hoty hy kun kay agar hum as men over trading karen gy tu hum kamyaby hasil nahin kar saken gy tu hamen himat nahin harny chahey takeh hum as men dil laga kar kam kar saken kun kay agar hum as men saber kay sath achy trading karty hain tu hum nakam nahin ho sakty hian balkeh hum kamyab ho sakty hian as lia hamen himat nahin harny chahey takeh hum dil kay sath achy mahnat kar kay acha profit hasil kar saken
      • #4 Collapse

        Re: Hamain over trading nhn karni chahiye...

        Assalam_o_Alaikum Dear Forex Members. Umeed karta hun k ap sab khairiyat sy hon gy ar Forex sy ziada sy ziada faida utha rhy hon hy. Dear Members hmen chaiye k hum over trading na kren bl.k utni hi trade kren jitna hmara account balance ho agr hmara account balance thora hy ar lot size barri hogii to account wash hony ka khatra hoga ic liye hmen chaiye k hum kbhi bhi over trading na kren.
        • #5 Collapse

          Re: Hamain over trading nhn karni chahiye...

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahidbilal پيغام ديکھيے
          Assalam.o.alaikum
          Mery piyary forex members ap sab kesy hain main ap sabko yeh btana chahta hon k hamain trading main over trading nhn karni chahiye ta k hum loss say bach sakain over trading karny say hamara account wash ho sakta hay es liye hamain over trading say avoid karna chahiye...
          Jab Ham lalach Mein Aakar avatrade Karte Hain To hi Hamen nuksan hota hai isliye Hamen lalach Mein Aakar avatrade Nahin Karni chahie Agar Ham Sabar ke sath aur lalaj ke bagair kam Karenge To Hamen kamyabi milegi Nahin Karni chahie ki Ham Hamesha Muktsar trade Karen aur aur apne trading co Kamyab banaen Apne trading co Kamyab banane ke liye yah trader banne ke liye Hamen daba ke sath kam karna hoga aur Himmat Nahin Hogi Agar Ham Himmat Nahin aaenge To Hamen trading mein bahut jald acchi aur Jabardast kamyabi milegi.
          • #6 Collapse

            Re: Hamain over trading nhn karni chahiye...

            Walaikum salam dear member aapane bilkul sahi kaha hai forex market Mein Jab Ham kam Karte Hain To Hamen ismein Apna daily ka takat complete karna hota hai agar Ham Apna target was complete kar lete hain To Hamen ismein award trading bilkul bhi nahin Karni chahie Kyunki Hamara target Jab complete Ho Jata Hai To Hamen overtrading karne se loss bhi ho sakta hai aur ham ismein Apna account was bhi kar sakte hain isliye Hamen kabhi bhi overtrading nahin Karni chahie apni target ko complete Karke experience per focus karna chahie Jab Ham is market Mein acche experience ke sath kam Karenge To Hamen ismein bahut jyada advantages Hasil Honge aap ko Hamesha Koshish Karna Hogi kya aap apni learning ko Jyada Se Jyada complete Karen acche experience or knowledge ke sath kam Karen Jitna Achcha aapke pass experience Hoga aap itna accha profit Hasil Karenge.
            • #7 Collapse

              Re: Hamain over trading nhn karni chahiye...

              forex mein kam karte hue hamen kabhi bhi overtrading nahin karni chahie agar Ham overtrading karenge to fir Ham kamyab nahin ho sakte isiliye hamesha soch samajh Kar kam Karen aur apne kam ko behtarin tarike se complete karne ki koshish karen agar Ham trading mein soch samajh Kar kam karenge to fir Ham jarur kamyab honge isiliye hamesha apne mind ko active rakhte hue apne gaon ko complete karne ki koshish karen jab Ham active thinking ke sath kam karenge to fir hamare liye kuchh bhi hasil karna mushkil nahin
              • #8 Collapse

                Re: Hamain over trading nhn karni chahiye...

                wa alikum slam ji bhai ap nay sahe bat ki ha huma forex trading main over trading ne krni chia es ka huma bhot zida khyal krna ha or huma bhot aram say kam krna ha ji say ap ko loss zida na ho jay ji bilkul over trading main humara account be wash ho skta ha or huma es say bachna ha or apna account ko save rkhna ha wo wash na ho jay save say trading kara or apna acha profit hasil kara
                • #9 Collapse

                  Re: Hamain over trading nhn karni chahiye...

                  Dear member agar aap Pak forex form ke online work mein Apna work kar rahe hain aur aapane pak forex form ke work mein Forex trading karni hai to aapane kabhi bhi overtrading nahin Karni Apne work ko acche se Kaise complete karna hai trading ko soch samajhkar open karna hai aur apne trading mein hamesha market coaching Kar Ke market ke bare mein acchi Information hasil Karke aapane soch samajhkar trading karni hai over trading karne se aapka account wash ho sakta hai over training karne se aapko las ho sakta hai over trading karne se aapko bahut jyada nuksan hota hai kabhi bhi for Uske online work mein aapane trading mein kabhi bhi over trading nahin Karni
                  • #10 Collapse

                    Re: Hamain over trading nhn karni chahiye...

                    Assalamu Alaikum hello guys bilkul main aapki baat to say agri karta hun Pakistan Forex forum mein Over trading nahin karni chahie agar aap over trading karenge to fir aap bahut jyada nuksan karenge isliye hamen soch samajh ke ismein work karna chahie ismein jitni jyada aap acche tarike se mehnat karenge itna hi ismein Kamyab honge yah ek jabardast aur achcha profitable business jaaye Pakistan Forex forum mein trading ko sikhane ke liye demo account banaye use per jyada practice Karen jitne jyada aap use per practice karenge itna aapka ismein experience badhega per aap ismein acchi trading bhi karenge aur ismein success bhi ho jaenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Hamain over trading nhn karni chahiye...

                      dear member aapane bilkul theek kaha hai ki hamen overtrading nahin karni chahie agar Ham over hokar trading karenge to isase Ham law suit aaenge hamen trading soch samajh Kar karni chahie agar Ham soch samajh Kar trading nahin karenge to aise Ham kabhi bhi kamyab nahin ho sakte agar hamen ek successful trader banna hai to hamen daily basis per demo account per apna time invest karna chahie kyunki demo account hi vah jariya hai jo hamen trading ke bare mein acchi information from karta hai agar Ham dam account per apna proper time invest karenge to Ham achcha profit Kama sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Hamain over trading nhn karni chahiye...

                        Assalamu Alaikum dear friend agar aap Raat Mein acchi Tarah trading Karenge aur overtrading Nahin Karenge to aap kabhi bhi Mein nakam Nahin Honge aap ko chahie Kya Karen trading trading karte hain kam hote hain aapko chahie Kya Karen aur kam Jo Logon from Bhi Jyada Se Jyada ismein time Dena chahie Hamen Apna time span karna chahie Jo log Se Jyada Se Jyada time Dete Hain Vahi locket Kamyab hote hain aapko chahie kya aap overtrading na Karen trading karte waqt market ke movement ko samjhaie market koshish karen Aur Ke Sath kamyabi Karen Jo log ke sath karte hain Vahi log aage badhate hain agar aap Barat ke sath work Nahin Karenge to aap kabhi bhi Aage nahin kar sakte aapke liye Jaroori hai ki aap ismein Karen aur aage Bade agar aap ismein Nahin Karenge to aap kabhi bhi nahin kar sakte aap kya aap Jyada Se Jyada aur time aur aur kamyabi Honge agar aap ismein Jyada Se Jyada time Denge tabhi aap Kamyab Honge Jo log isliye Jyada Se Jyada Apna time span karte hain Vahi log aage badhate hain aapko chahie kya aap ismein Jyada Se Jyada Apna time send Karen aur kamyabi Hasil Karen agar aap itne Jyada Se Jyada pratime spend Karenge new Khoob mehnat Karenge tabhi aap Kamyab Honge mehnat karne wala hi Kamyab hota hai aapko ismein Jaan Se Jyada struggle Karni chahie Jyada se struggle Karenge tabhi aap Aage badhenge Jo log isme Jyada Se Jyada struggle karte hain Vahi log aage badhate hain aap chahie kya aap ismein Jyada Se Jyada Nanak Karen aur kamyabi Hasil Karen agar aap itne mehnat Nahin Karenge to aap kabhi bhi Aage Nahin banenge isiliye aapko chahie kya office mein jyada Se Jyada mehnat Karen aur aage Badhe
                        • #13 Collapse

                          Re: Hamain over trading nhn karni chahiye...

                          market ke andar se phoolon kamyabi hasil karte Hain to yahan per slow and steady movement ke sath kam kar rahe hote hain aap logon ne kabhi bhi fast movement nahin karni otherwise aap logon ko bahut jyada nuksan ho jaega aapki profitability kam se kam hona shuru ho jayegi aur aapke yahan per bilkul bhi benefits nahin milenge proper planning ke sath kam Karen tamam ke tamam rules and regulations ko hamesha acche tarike se aap logon ne follow Karne hain tab jakar aap log apni successful hone ke chances ko maximize karna shuru kar denge
                          When You Feel Like Quitting: Remember Why You Have StartedThanks
                          :)
                          (AbdulWahab33)
                          • #14 Collapse

                            Re: Hamain over trading nhn karni chahiye...

                            G han ao ne blkl thek kha hai ke hmen over trading nahi karni chahye. Over trading jab hun krte hain to us se aik to hmara bonus kam ho jata hai aur dosra market ka koi andaza nahi hota jab kabi bi oper neche ho sakti hai is lrte soch samajh ker trading kia karo.
                            Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hamain over trading nhn karni chahiye...

                              Gee ap ki baat bilkul theak ha kabhi bhi over trading nhai karni chahiya.Sab se pehly ap ko ye pta hona chahiya kay ap ky account mein kitni amount ha ap ko us hawaly se hi trading karni chahiya.Aur agar ap ky account mein buhat low amount ha phir ap ko kam hi trades leni chahiya .Ap 1 ,2 trades mein profit hasil kar lein wo ap ky liya behtar ha is ky opposite ap zada se zada trades lgaein is se ap ka nuqsaan bhi ho skta ha.Is liya is baat ko apny mind mein set karna zaruri hota ha kay kabhi bhi overtrading nhai karni chahiya Ap ky liya best wohi ha jo ap simple traiqy se hasil karty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X