Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga
    Asslamo Alakum dear g bilkl ye bat bilkl sahi hy k hmein hmesha overtrading sy bacha chahiye or hmesha trade open kerny sy pahly market or apny account balance ko mind mein rakhna chahiye q k ager ham asa nhi kerein gy to buht bady loss ko face kerein gy q k akser market ki movement hmary anti chli jati hy or is hold rakhny k liye hmary pass account balance hi nhi hota or jis ki wajah sy account wash ho jata hy. Kabhi bhi trade ko lalach mein a ker open nhi kerni chahiye bal k achy sy market ko analize kerny k bad or apny account balance ko mind mein rakhty hoye trade ko open kerein ta k acha profit earn kerny mein kamiyab hon or loss sy bach sky
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga

    dear friend ap na bilkul theak kaha ha k forex trading mn kbi bhi over trading nhi krni chayay keun k jo log ziada profit k lalach mn aur kbi kbiloss ko recover krnay k chakr mn overtrading sa kam letay hn to jb trade loss mn jati hn to jald he acvount bhi wash ho jata ha
    • #3 Collapse

      Re: Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga

      Dear Forex members hamen trade lgane se pahle market ke trend ko aur apne account ko dekhna hota hai agr hum apny account balance ko na dekhain or trade lgaa Dain to is sy hmain bohat bhrda loss hota hy or is sy hmara account b wash ho jata hy is liay members apni trade lgany sy phly hmain market k trend ko or apny account balance ko nazar me rkhna chahiay tbhi hum Yahan sy kamyab ho skty Hain is liay members hmesha over trading sy bcha jayy over trading sy hmain hmesha hi nuksan hota hy
      • #4 Collapse

        Re: Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga

        Doston hamen main koshish Karni chahie jab ham trading start karen aur market mein apna na lada open karen to hamesha barse market ko acchi Tarah se understand kar lena chahie aur apne emotional ko control mein rakhkar kam karna chahie aur hamen overtrading se parhej karna chahie jab ham aur trading se pahele karenge to he ham achcha analyse Karke profitable trading kar payenge
        • #5 Collapse

          Re: Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga

          G han hamen forex men trading kay duran over trading nahin karny chahey kun kay agqar hum as men over trading karen gy tu hum nakam ho jayen gy tu hamen himat kay sath forex men kam jary rakhna lazmen hota hy tab ja kay hum achy earning hasil kar sakty hain kun kay forex men kam karna asan nahin hy as men jo himat karty hian tu voh nakam nahin ho skty hain balkeh kamyaby hasil kar sakty hain kun kay forex men mahnat karna asan nahin hy as men jo achy soch kay sath kam jary rakhty hain tu voh acha nafa hasil kar sakty hain kun kay forex men kam karna asan nahin hy
          • #6 Collapse

            Re: Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga

            Han ji bilkul Hamen overtrading Nahin Karni chahie Agar Ham overtrading Karenge To Hamen loss ka Samna karna padega Hamen chahie ki Ham mehnat Karte Rahen aur Bar Bar koshish Karte Rahen to Inshallah Ham Jarur Kamyab Ho Jaenge Agar Hamen Aati Nahin Karenge To Hamen log ka Kam Nahin karna padega Agar Ham Chahte Hain Ki Ham Kamyab Ho Jaaye To Hamen Paras ko time Dena Hoga aur overtrading Se Bachana Hoga Kyunki Aise Hamara account post bhi ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga

              ji han bilkul theek kaha hai jab Ham aur trading karte Hain to hamen uska loss hota hai aur jitna jyada loss hoga usse hi Ham apne account ko wash karva sakte hain agar hamen mehnat karke earning hasil karni hai to hamen chahie ki over trading na ki je aur jo bhi trade lagaya apni market Kochi tarike se analyse karne ke bad trade lagaen kyunki agar aap market analysis karne ke bad trade lagate Hain to usse aapko profit bahut achcha hasil ho sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga

                Jab Ham koi bhi kam Jyada karte hain matlab use kam ki zyadaTi Karte Hain To pir vah Hamare liye nuksan de ho jata hai Kyunki Dekhen Jab aap Agar load karte hain Kisi chij Ko To fir Uske Jyada chances Hote Hain Ki vah Kahin na kahin per Gir Jayegi isliye koshish karen ki agar aapane Ek trade open Ki Hai To fir Aggarwal profit Mein ja rahi hai to second trade ko open mat Karen Apna Ek target set Karen Agar aapka target aap achieve kar lete hain to Fir aap vahan se exit Karen Agar target exit Karenge to Fir aap acche se next day ko plan kar sakte hain aap trade open Karen apni posting Karen aur thoda vate Karen vate karne ke sath aapko relaxation mil Jayegi aur aapko samajh mein a Jaega ki yaar han yah kam aaj main Is Tarah Kiya cal Mujhe Is Tarah Se karna hai agar aap mistake Karenge loss Hoga aur Agar lost sikhenge Nahin to Fir loss hoga
                • #9 Collapse

                  Re: Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga

                  G bhai jan ap ko loss se avoid karne ke liye apna mind use karna ha aur apne skills ko bhi acha karna ta ke apko asaani se is jagha me loss na ho jaye jab b hum dubara sy real acoount py trading start krain gy tw jitni zyada practice sy hmara experience sy hamra trade acha orkamyad ho ga so forex ki sab sy basic cheex he practice hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga

                    member aapane sahi kaha hai jab Ham over trading karenge to hamen loss bhi ho sakta hai hamen trading over hokar nahin karni chahie bol ke soch samajh Kar karni chahie kyunki Jo log over hokar trading karte hain unko hamesha loss hota hai hamen apni trading co serious Lena chahie aur agar hamen apne account ko sev rakhna hai achcha profit kamana hai to hamen soch samajhkar trading karni chahie kyunki trading karna Koi aasan baat nahin hai Jo log trading course and samajhte Hain vah log hi nuksan uthate Hain agar mtrading ko sahi tarike se karenge soch samajh ke sath Ham jarur kamyab ho sakte hain aur achcha bonus Kama sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga

                      Thek kaha loss part zaroor ha is kam ka lekin apko bilkul agar kushish he na kare aur ghalat se ghalat kam kare jaye ge to sara fault apka hoga greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur greed ko avoid karny main koi mushkil na ho saky gi aur profit hasil kar k hi hum sucess hon gay greed kabhi achy nahi hoty
                      • #12 Collapse

                        Re: Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga

                        Over trading aik boht he khatarnak cheez hy yhe cheez zyada tr traders ko tabah kr deti hy, daily ka apna aik target fox krain aur 2 3 trades sy zyada trade na lagayen q k isi sy aap ko jo profit milna ho ga mil jay ga us k bad wali trading boht zyada dangerous hoti hy aur aap ko loss ke trf lay k ja skti hy. Is liay apny target ko pora krny k bad quit kr jana chahiay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga

                          Agar ap forex treding karte hay.or ap ko rozana acha profit ho raha hay.to phir ap ko kabhi ye nahi sichna chahiye ke jitna profit mujhay aik din may ho raha hay.may isay dabal kar lu.isi liye phir ap over treding karte hay jis ki waja say ap jo rozana profit kama rahay hote hay us say bhi ap ko hath dhona parta hay.or ap ka account bhi wash ho jata hay.isi liye kabhi bhi forex treding may kabhi lalach bhi na kare or over treding bhi na kare.isi treqay say ap pore life bahut acha profit hasil kar sakte hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga

                            G han bilkul theek Kaha Jab Ham aur trading Karenge To Hamen loss Hoga loss se bachne ke liye jaruri hai kya Ham trading Karen trading per focus Karen trading co limit Mein rahakar Karen trading karna confidence ke sath karna acchi baat hai lekin overconfidence ke sath overtrading karna acchi baat nahin hai Hamen loss ho sakta hai Hamen limit mein rahakar aur Soch Samajh Ke trading karne chahie jaldbazi Nahin Karni chahie Varna Hamen Forex trading Mein loss hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jb hum overtrading kren gy tb hmn loss ho ga

                              g bilkul ap ko overtrading kabi nahi kerni chahye bulke humesha soch samej ker planning ke sath trading kerni chahye forex ma practice ki boht ziad ehmiat hai iss ay he app forex mai success ho paty hain kun k forex maijab app enter hoty hain tu app ko iska pta he nahi hota aur app demo account bna kar jab practice karty hain tab app ko forex markeet ka experince hony lgta aur app phir real account par kam karny k kabil hoty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X