Importance of news in Forax business

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Importance of news in Forax business

    Dear market mein news ki vajah se bahut jyada movement ho rahi hoti hai Market Mein trade karne ke liye Humko Apna trading plan dekh Na Hota Hai Agar Hamari trading strategy ke hisab se koi bhi trade ban rahi hai To Humko is market Mein entry Lagani Hoti Hai Humko market Mein trade Lagane se pahle time frame Aisa select karna chahie Jo hamari trading strategy ke hisab se best ho Agar Hamari trading strategy par koi bhi fault Hota Hai To Humko is market mein nuksan ho sakta hai Humko market Mein trade Lagate market money management ke sath kam karna hota hai agar Ham Jyada risk Lete Hain To Humko is market mein Main Apna account safe rakhne mein problem a sakti hai news ke time per trade karne se Humko Kabhi jyada nuksan ho sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Importance of news in Forax business

      Jihad their member aapane bilkul theek kaha hai ki forex business se related jo bhi Delhi ki news Hai Hamen use readout Jarur karna chahie Uske bad hi apni post ka jawab dena chahie Agar Ham news ko padhe bagair post Ka Jawab Dete Hain To is Hamari post ki quality kabhi bhi acchi Nahin ho sakti Hamen apni post Mein forex business se related hi information share Karni chahie Kyunki Agar Ham ismein idhar udhar ki baten share Karenge to is Hamari post ki quality kabhi bhi acchi Nahin ho sakti Agar Hamen Achcha profit Kamana Hai To Hamen Apne Karm ki quality ko best banana Hoga aur Delhi Aane wali news se update Rahana hoga
      • #18 Collapse

        Re: Importance of news in Forax business

        Forex trading major between use leak hoti hai to aapko chahie ki aap use news ko proper follow Karen Kyunki is news ke through aap Achcha profit Hasil kar sakte hain bahut Sare market Mein expert trader is weight Mein hoti hai ki kab news leak Hogi aur kab aur trading Karenge Kyunki jo bhi news milati Hai Uske Karam pass study ko Dekhenge history ko Dekhen Pata Chala keh yeh trdae profitable rahe hay .
        • #19 Collapse

          Re: Importance of news in Forax business

          My dear friends I hope you will be happy and enjoy the unlimited profit on the forex trading ji main aapki Baat Sahi Karta Hun Main Jab Bhi Forex trading Karta Hun To Main Bhi Hamesha aur excuse ko red karta hun Agar Ham Forex news ko rate Karenge aur news khareed Karke kam Karenge To Ham last me Kamyab Honge Jo trader apni learning ko increase karta hai aur Forex trading ko Samajhta Hai vah Kabhi Bina Kam Nahin Hota isliye aap Forex trading karte hue Apne knowledge or experience ko increase Karen Forex Mein Khila Nahin Karen agar aap apne aap ko increase Karenge aur Forex trading Mein tradingview ke sath training Karenge to aap ek Kamyab trader Ban jaengeis ke sath sath firex ko samje or seriously kam kare agr ap serious honge to ap lazmi kamyab hai hamesha achi learning hi kamyab banati hai isliye ap achi learning kare or khud ko improvement main leker ayye
          • #20 Collapse

            Re: Importance of news in Forax business

            Assalam u Alaikum forex members mithe honge ji bilkul aapane bahut acchi baat kiya ke forex online business bahut achcha business hai jis per Ham Ghar baithe online kam karte hain apni duty karte hain aur acche se achcha kam karke jyada se jyada profit hasil karte hain isliye hamen chahie ki Ham isase feed job se fayda utha tha ki hamen jyada se jyada kamyabi hasil aur ham aasani se paksh mein kamyab Ho jaaye aur jyada se jyada profit hasil Karen aur apne khwabon ko pura Karen forex online business duniya ka bahut accha business hai jo hamen jyada se jyada fayda deta hai aur ham apne gharon mein baith kar kam kar sakte hain for educated log bhi kam kar sakte hain aur educated logon ke liye to bahut hi accha business for school students join kar sakte hain aur ladiss bhi forex mein Koi time ki hai pukara nahin hai 24 ghante mein kisi bhi time aap target ko complete karte hain aur aapko jyada se jyada bonus aur profit hasil hota hai quality or quantity bhai sahab aapka kam achcha hoga to aapko jyada se jyada profit Diya jaega forex trading per kam karne ke liye hamare pass knowledge or experience kaun ho bahut jaruri hai jitna jyada experience or knowledge hoga itna jyada hun aur acche se achcha kam kar sakte hain hamen kamyabi hasil karne ke liye kuch khona padta hai jitna jyada hamen time forex ko denge itna jyada hamen profit hasil hoga aur ham kamya Punjabi enge isiliye hamen chahie kya Ham pahle dam encounter jyada se jyada practice karen to a Gaya mein kamyabi jyada se jyada hasil Ho jab Ham per kaun per practice karenge to hamen kisi ki help ki jarurat nahin padegi hamen seniors ko jyada follow karna chahie seniors ki post ko readout karna chahie Japan mein seniors ki post ko read karenge to hamare knowledge mein masjid insaaf hoga aur hamen jarur kamyabi hogi hamara knowledge in grease hoga isiliye jab Ham dam account practice jyada se jyada karenge to Ham forex per aaram se kam kar sakte hain forex ke kuchh rules hamen kiye gaye hain aur uska matlab kya hai ki forex ko jyada se jyada time Dena chahie jitna jyada ho sake Ham apne kaam par focus karke kam Karen kam Jo vah countly aur quality ke liye se achcha Ho uski lover Jo hamari Koi post mein mistake so jati humko hamen solve karna chahie theek karna chahie jabhamari post acchi hogi to hamari post kabhi delete nahin hogi hamen post mein achcha se achcha Muhammad use karna chahie aur apni seniors ko follow karna chahie rules of Allen karke Ham kam karenge aur sinus ke knowledge ko game karenge itna jyada hamara knowledge kahana hoga aur hamen acche se post ko share kar sakte hainjitna jyada Ham Fox per main karenge itna chahta hun main profit aise log ka koi bhi kam karne ke liye kamyabi hasil karne ke liye main jyada se jyada mehnat karni hoti hai jab main Na karte Hain to hamari main kabhi rahega nahin jaati hai mehnat karne wala insan hamesha kamyab Hota haijab Ham baras baras jyada se jyada mehnat karenge to hamen jarur kamyabi hasil hogi hamen lalach karke Kam nahin karna chahie hamen Puri imandari se kam karna chahie jab Ham imandar hogi to main jarur high profit on sale hoga aur bonus piya sel hoga koi bhi kam karne ke liye hamen minut ka ne bhartiya Jawan jyada se jyada mehnat karte Hain to Ham jarur kamyabi hote Hain Ham trade lagate waqt mein marketing ki moment ko acchi tarike se dekhna chahie aur analyses ko acche se use karna chahie to hamen loss Na Ho bahut bada kaam hai iske liye hamare pass hi hai experience aur perfect trader hona bahut jaruri hai main karne wala insan ka meena Kam nahin hota jitni jyada Ham forex per hardworking karenge main karenge to yah bahut achcha online business hote nahin hamen fayda hota hai jitni Ham mehnat karte Hain to isiliye main jayegi Ham jyada se jyada time forex ghode aur jyada se jyada main Na Karen tha ki hamen achcha profit on sale Ho
            • #21 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonus-Killer پيغام ديکھيے
              Re: Importance of news in Forax business

              Dear market mein news ki vajah se bahut jyada movement ho rahi hoti hai Market Mein trade karne ke liye Humko Apna trading plan dekh Na Hota Hai Agar Hamari trading strategy ke hisab se koi bhi trade ban rahi hai To Humko is market Mein entry Lagani Hoti Hai Humko market Mein trade Lagane se pahle time frame Aisa select karna chahie Jo hamari trading strategy ke hisab se best ho Agar Hamari trading strategy par koi bhi fault Hota Hai To Humko is market mein nuksan ho sakta hai Humko market Mein trade Lagate market money management ke sath kam karna hota hai agar Ham Jyada risk Lete Hain To Humko is market mein Main Apna account safe rakhne mein problem a sakti hai news ke time per trade karne se Humko Kabhi jyada nuksan ho sakta hai.
              Janab strategy tu zarori hai he lekin us kay sath zaida zarori jo cheez hai woh ap ki trade karny wali entry news hai jis ki base pay ap trade open kar rahy hain. Ap ki news woh ho jo ap kay pairs kay mutaiq ho or high impact news pay kam karain or jis news ko ap samajty hain just usi ki chose karain. Ap ko news kay time trading main bhout kam time mai trade kar kay ap bhout achi earning kar sakty hain.
              • #22 Collapse




                Forex business mein news ka maqsad aur ahmiyat bohot buland hai. Ye ek crucial aspect hai jo traders ke liye market trends aur volatility ko samajhne mein madadgar sabit hota hai.




                Market Sentiment Ko Samajhna:



                News events aur economic indicators market sentiment ko shape karte hain. Central banks ke decisions, economic reports, aur geopolitical events market par direct asar daal sakte hain. Traders ko news events ke through market sentiment ko samajhne mein madad milti hai, jisse wo apne trading decisions ko adjust kar sakte hain.


                Volatility Ko Pehchanne Mein Madad:


                News events market mein volatility ko badha sakte hain ya kam kar sakte hain. Isliye, traders ko news ke announcements se pehle aur baad mein market ko closely monitor karna zaroori hota hai. High-impact news events ke waqt, market mein sudden price movements hone ki possibility hoti hai, jise traders ko samajhna zaroori hai.


                Trading Opportunities Ka Pata Lagana:


                News events trading opportunities ko create karte hain. Positive ya negative economic data, monetary policy decisions, aur geopolitical developments traders ko potential entry aur exit points provide kar sakte hain. News ki sahi interpretation aur analysis se, traders kamyabi hasil kar sakte hain.


                Risk Management


                News events ki samajh traders ko risk management mein madadgar sabit hoti hai. High-impact news events ke waqt, market volatility badh sakti hai aur unexpected price movements ho sakte hain. Isliye, stop loss orders ka istemal aur position sizes ka control karna news events ke samay aur baad mein zaroori hota hai.


                Long Term Trading Strategies Ke Liye Ahmiyat:


                Long term trading strategies ke liye, fundamental analysis aur news events ka istemal bohot zaroori hota hai. Economic indicators aur geopolitical developments long term trends ko shape karte hain, jin par traders apni positions ko base karte hain. News events ke through long term trading opportunities ko samajhna aur exploit karna possible hota hai.

                In sab points se saaf hojata hai ke forex business mein news ka maqsad aur ahmiyat kya hai. News events aur economic indicators traders ke liye market ka mizaaj samajhne aur trading decisions ko guide karne mein madadgar sabit hote hain. Magar yaad rahe ke news ka sahi interpretation aur analysis zaroori hai, aur news events ke asar ko samajhne ke liye traders ko regular monitoring aur research par zor dena chahiye.


                There is a time to go long, a time to go short and a time to go fishing.
                ​​​​​​​

                ​​​​​​​
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Importance of news in Forax business

                  Click image for larger version

Name:	download (70).jpeg
Views:	11
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12837052

                  Forax Business Mein Khabron Ki Ahmiyat

                  Forax business ke liye khabron ka aham hissa hai. Ye khabrein maaloomati asaas hain jo intehai ahem hoti hain takay companies apni strategies banayein aur market trends ko samajh sakein. Khabron ki roshni mein, businesses apne competitors ki harkatein dekhte hain aur apne decision-making process ko behtar banate hain. Is leye, forax business mein khabron ki ahmiyat buland hai.
                  1. Tajurbati Amoor Ki Peshkash: Khabron ki madad se, forax businesses apne tajurbati amoor ko behtar samajh sakte hain. Wo samajh sakte hain ke kis qisam ki strategies market mein kaam karti hain aur kis qisam ke challenges aaj kal kaam kar rahe hain. Ye khabrein businesses ko apne tajurbati amoor ko barqarar rakhne mein madadgar hoti hain.
                  2. Market Trends Ki Pechan: Khabron se businesses market trends ko pehchante hain. Ye trends unhein batate hain ke maaloomati asaas kis tarah badal rahi hai aur logon ke preferences kis disha mein ja rahi hain. Is tarah ke insights ke baghair, kisi bhi business ko apne products ya services ko market mein bechna mushkil hojata hai.
                  3. Competition Ki Samajh: Khabron ki roshni mein, forax businesses apne competitors ko achhe se samajh sakte hain. Ye unhein batata hai ke unke competitors kis strategy par amal kar rahe hain aur unke products ya services ki quality kya hai. Is tarah ki maaloomat ke baghair, kisi bhi business ko competition mein qayam rakhna mushkil hojata hai.
                  4. Risk Management: Khabron ke zariye, forax businesses apne risk management strategies ko behtar bana sakte hain. Wo samajh sakte hain ke kis qisam ke challenges ya opportunities unke samne hain aur unke liye behtar hai ke wo kis qisam ki steps uthayein. Risk management ke beghair, kisi bhi business ko khatra hai ke wo apne maqsadon ko hasil na kar sake.
                  5. Policy Aur Regulation Ki Maaloomat: Forax businesses ko apne kaam ko anjam dene ke liye policies aur regulations ka khayal rakhna zaroori hai. Khabron ke zariye, wo government ki naye policies aur regulations ke baare mein jante hain aur apne business ko unke mutabiq adjust kar sakte hain. Is tarah ki maaloomat ke baghair, kisi bhi business ko legal complications ka samna karna pad sakta hai.
                  6. Investment Opportunities Ki Pehchan: Khabron se forax businesses naye investment opportunities ko pehchante hain. Ye unhein batata hai ke kis qisam ke sectors mein invest karna behtar hoga aur kis qisam ke sectors mein naye opportunities mojood hain. Investment opportunities ke baghair, kisi bhi business ko apna paisa behtar tarikay se istemal karna mushkil hojata hai.
                  7. Brand Image Aur Reputation: Khabron ki roshni mein, businesses apni brand image aur reputation ko behtar bana sakte hain. Wo samajh sakte hain ke logon ki raye unke products aur services ke bare mein kya hai aur unhein kis tarah ki improvements ki zarurat hai. Brand image aur reputation ke baghair, kisi bhi business ko apne competitors ke samne aage barhna mushkil hojata hai.
                  8. Consumer Behavior Ki Samajh: Khabron ke zariye, forax businesses consumers ke behavior ko behtar samajh sakte hain. Ye unhein batata hai ke log kis tarah ke products ya services ko pasand karte hain aur kis qisam ke changes unke preferences mein aaye hain. Consumer behavior ki samajh ke baghair, kisi bhi business ko apne target audience ko samajhna mushkil hojata hai.

                  In sab points se wazeh hota hai ke forax business mein khabron ki ahmiyat kya hai. Ye khabrein businesses ko maaloomati asaas faraham karti hain jo unhein apne maqsadon ko hasil karne mein madad deti hain. Is liye, har ek forax business ko khabron par nazr rakhni chahiye taake wo apne competitors ke sath barabar qadamon par chal sakein aur apne customers ko behtar tarikay se khidmat faraham kar sakein.



                  اب آن لائن

                  Working...
                  X