Importance of Market Anylsis.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Importance of Market Anylsis.
    Dear Forax members hope you are doing well and getting good income from Forax business and completing your daily target of posting on Pakistan Forex forum
    Aj ka hmara topic importance of market analysis ha aj hm bat kren gy k market anylsis q zrori ha or ye successful trading k lye kese helpful ho skta ha.
    Forax business aik risky business ha q k is ma fluctuations boht ziada hote hn or hme apni Trading ko profitable banane k lye in fluctuations ko smane rkhna hota ha or in k according apni trading krni hoti ha, agr hm in fluctuations ko ignore krte hn to hmari trade loss ma ja skti ha jis ko waja se hmara account wash ho skta or hm market se out ho skte hn.
    Ab ap market anylsis ko importance ko smj gaye hn gy q k trading ko disturb krne wali in fluctuations ko ko janne or smjne k lye market anylsis boht zrori ha q k market anylsis k bghair ap jan e nahe skte k kon se wkt market ma kon c changes a skte hn.
    Is lye agr ap successful trader bnna chahte hn to market anylsis ko apna business part bna lyn.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Importance of Market Anylsis.

    dear friend forex trading mn market analysis ki bahot ziada importance ha keun k sgr ap trade lgansy sa pehlay market ka achhi trh analydis kren sur market ki movement k mutabik achhi trh soch smjh kr trsde lgayn gay to ap forex trading mn acjji trading kr k bshot achha peofit hasil kr sktay hn
    • #3 Collapse

      Re: Importance of Market Anylsis.

      G han app ki bat tekh hy keh hamen market ko achy tarah say analysis karna hota hy agar hum market ko achy tarah say check nahin karen gy tu hum kabhy bhe achy earning hasil nahin kar saken gy tu hamen himat nahin harny chahey takeh hum kamyab ho saken gy u hamen jaldi nahin karny hoty hy takeh hum nakam nah hon balkeh hum mahnat kar kay acha profit hasil kar saken kun kay forex men mahnat karna asan nahjjin hy as men bahut zeyada time dena hota hy tab ja kay hum as men achy earning hasil kar sakty hain warna hum kabhy bhe as men achy earning hasil nahin kar sakty hain
      • #4 Collapse

        Re: Importance of Market Anylsis.

        assalamu alaikum ummid hai ki aap sab bilkul theek honge jaisa ki aapane kaha hai ki importance of market analyse to aapko batate chalenge ki market ki moment we analyse karna bahut jaruri hota hai jab tak Ham market ki moment ko analyse nahin karenge tab tak hamesha profit nahin milega acche profit hasil karne ke liye hamen chahie ki hamesha market ki moment ko acche se analyse Karen jitna jyada hamari analyser strong hogi utna hi jyada hamen profit milega hamen chahie Ham apne skills ko strong banane aur skills ko strong banane ke liye hamen chahie Ham apne kam ko jyada waqt de aur demo account ko use Karen time account ka jyada use hi hamen expert trader banata hai itna jyada account ko use karenge nahin jyada Ham apne kam mein jyada profit Mile to hamen iske liye strong analyses karni hogi
        • #5 Collapse

          Re: Importance of Market Anylsis.

          assalamu alaikum...ji han bilkul importance hai market mein analysis karna bahut jyada agar hamen aaj karke marketing karte Hain to hamen bahut jyada fayda hota hai main pata chalta hai Kya yah market aap ja rahi hai yah down agar market aap ja Rahi Ho to hamen trading lagani chahie agar down ja rahi hai hamen trading nahin lagani chahie tha humne San mein ja sakte hain aur hamen chahie ki Ham analysis Karen aur analysis karne se pahle hamen dam account per kam karna chahie dam account bahut achcha kaun hai jis per Ham kam karke bahut jyada profit hasil karte hain profit hasil kar hamen chahie ki Ham karenge Ham karenge to hamen fayda hoga
          • #6 Collapse

            Re: Importance of Market Anylsis.

            Assalamu alaikum...
            Ji han bilkul importance hai market mein analysis karna bahut zyada agar hamen aak karke marketing karte Hain to hamen bahut zyada fayda hota hai hamen pata chalta hai kya yah market aap ja rahi hai yah dowo agar market apuar ja rahi hai to hamen trading lagani chahie Agar agar down ja rahe hain to trading nh lagani chahie
            • #7 Collapse

              Re: Importance of Market Anylsis.

              G han ap nay boht acha sawal kia hay Market ko analysis karna boht zarori hay market ko analysis lazmi karna chahiye ta k hum trading main loss say bach kar acha profit hasil kar sakain...
              $#@#i Khan
              • #8 Collapse

                Re: Importance of Market Anylsis.

                Assalamu Alaikum dear jahan tak baat hai market analysis ki to Shishe Mein yah Kahana chahti Hun Ki Forex trading Mein kam karte hue agar aap market analysis ke important question Aate Hain Iske mutabik Apna Kam Karte Hain To usko acchi tarike se karne main aapko bahut madad milati Hai Kyunki Kisi bhi kam Ko Jab uski proper method ke mukabale Kiya Jata Hai To Uske results bacche hote hain lekin agar aap Forex trading Mein kam karte hue market analysis importance ko ignore kar dete Hain To aap kabhi bhi successful Nahin ho sakte isliye aapko chahie kya aap apni kamyabi ko maintain rakhne ke liye aur usko thik karne ke liye market analysis ke importance ko samjhe aur uske mutabik market ki movement ke mutabik action lene ki koshish karen Taki aapko achieve successful trading karne ka mauka Milta Rahe
                • #9 Collapse

                  Re: Importance of Market Anylsis.

                  Dear is market Mein analysis karne ke bad trade Karni hoti hai Market Mein trade karne ke liye Humko Apna trading plan dekh Na Hota Hai Agar Hamari trading strategy ke hisab se koi bhi trade ban rahi hai To Humko is market Mein entry Lagani Hoti Hai Humko market Mein trade Lagane se pahle time frame Aisa select karna chahie Jo hamari trading strategy ke hisab se best ho Agar Hamari trading strategy par koi bhi fault Hota Hai To Humko is market mein nuksan ho sakta hai Humko market Mein trade Lagate market money management ke sath kam karna hota hai agar Ham Jyada risk Lete Hain To Humko is market mein Main Apna account safe rakhne mein problem a sakti hai Ham analysis ke bagair trade Karke Apna nuksan kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Importance of Market Anylsis.

                    iDear Forex member Forex trading Mein kamyabi Hamare analysis per depend karti hai isliye forex market ki movement ko analyse karna bahut jyada important hota hai aur ham forex market ki movement ko Different techniques ki madad se analyse kar sakte hain Hamen forex market ki movement ko technical analysis fundamental analysis trending analysis aur candlestick chart pattern ki madad se analyse kar sakte hain aur apni trade ko market ke Trend ke mutabik open karke apni trade Se Accha profit Hasil kar sakte hain aur f stable ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Importance of Market Anylsis.

                      Assalamu Alaikum forex member ji bilkul aapane interesting baat Kiya ki marketing analysis ki importance to jab tak marketing vandalize karaoke trade nahin lagate to hamen profit nahin hoga Ham ka jawab nahin honge isliye hamen chahie ke Ham jarur marketing ko analyse karate Rahe pata ke hamen acche se achcha profit hasil ho aur ham kamyab Ho jaaye jab marketing ko analyse nahin karate to hamen nuksan ho jata hai aur hamen profit hasil nahin hota hai isliye hamen chahie kya mein trade lagane se pahle bhi marketing ki analyse ko check Karen acche tarike se marketing ko samjhe aur tab tread lagaen forex trading per kam karne ke liye hamare pass knowledge or experience kaun ho bahut jaruri hai jitna jyada experience or knowledge hoga itna jyada hun aur acche se achcha kam kar sakte hain hamen kamyabi hasil karne ke liye kuch khona padta hai jitna jyada hamen time forex ko denge itna jyada hamen profit hasil hoga aur ham kamya Punjabi enge isiliye hamen chahie kya Ham pahle dam encounter jyada se jyada practice karen to a Gaya mein kamyabi jyada se jyada hasil Ho jab Ham per kaun per practice karenge to hamen kisi ki help ki jarurat nahin padegi hamen seniors ko jyada follow karna chahie seniors ki post ko readout karna chahie Japan mein seniors ki post ko read karenge to hamare knowledge mein masjid insaaf hoga aur hamen jarur kamyabi hogi hamara knowledge in grease hoga isiliye jab Ham dam account practice jyada se jyada karenge to Ham forex per aaram se kam kar sakte hain forex ke kuchh rules hamen kiye gaye hain aur uska matlab kya hai ki forex ko jyada se jyada time Dena chahie jitna jyada ho sake Ham apne kaam par focus karke kam Karen kam Jo vah countly aur quality ke liye se achcha Ho uski lover Jo hamari Koi post mein mistake so jati humko hamen solve karna chahie theek karna chahie jabhamari post acchi hogi to hamari post kabhi delete nahin hogi hamen post mein achcha se achcha Muhammad use karna chahie aur apni seniors ko follow karna chahie rules of Allen karke Ham kam karenge aur sinus ke knowledge ko game karenge itna jyada hamara knowledge kahana hoga aur hamen acche se post ko share kar sakte hainjitna jyada Ham Fox per main karenge itna chahta hun main profit aise log ka koi bhi kam karne ke liye kamyabi hasil karne ke liye main jyada se jyada mehnat karni hoti hai jab main Na karte Hain to hamari main kabhi rahega nahin jaati hai mehnat karne wala insan hamesha kamyab Hota haijab Ham baras baras jyada se jyada mehnat karenge to hamen jarur kamyabi hasil hogi hamen lalach karke Kam nahin karna chahie hamen Puri imandari se kam karna chahie jab Ham imandar hogi to main jarur high profit on sale hoga aur bonus piya sel hoga koi bhi kam karne ke liye hamen minut ka ne bhartiya Jawan jyada se jyada mehnat karte Hain to Ham jarur kamyabi hote Hain Ham trade lagate waqt mein marketing ki moment ko acchi tarike se dekhna chahie aur analyses ko acche se use karna chahie to hamen loss Na Ho bahut bada kaam hai iske liye hamare pass hi hai experience aur perfect trader hona bahut jaruri hai mans khane wala insan ka Bina Kam nahin hota jab Ham acche tarike se marketing ko analyse karenge to Ham jarur kamyabi Ho jaenge marketing analyse karana ek pod hai jab Ham trade lagate Hain to hamari liye bahut important hota hai ki marketing ka Sona to Ham sab sath apna Kam pura karenge target pura karenge to hamen jarur kamyabi hasil hogi hamen Puri imandari ke sath kam karna chahie tha ki hamen acche se achcha profit Ho
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahidbilal پيغام ديکھيے
                        Re: Importance of Market Anylsis.

                        G han ap nay boht acha sawal kia hay Market ko analysis karna boht zarori hay market ko analysis lazmi karna chahiye ta k hum trading main loss say bach kar acha profit hasil kar sakain...
                        Dear jab tak ap apni trading main kudh kay analysis nahi karain gy tu ap ko sahi benefit nahi mily ga. Analysis aisy nahi kay ap market watch karain or us kay bad ap trade ko open kar dain. Ap ko proper technical analysis ka use ana cheye Like ap ko apny indicatros ka pair kay sath use karna or phir pattern ki madad sy trend line ko find kak kay support or resistance ki madad sy ap apni trade ki sahi entry point ki madad sy trade lay kar achi earning kar sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Market analysis ka ahmiyat samajhna trading aur investment ke liye intehai zaroori hai. Ye aik tajziya hai jo market trends, price movements, aur economic indicators ko samajhne aur un par amal karne ka tareeqa hai. Market analysis ke zariye investors aur traders market ke mukhtalif pehluo ko samajh kar apni trading strategies ko behtar bana sakte hain aur zyada munafa kamana chahte hain. Is article mein hum market analysis ki ahmiyat aur iske mukhtalif types ke baare mein guftagu karenge.
                          Market Analysis Ki Ahmiyat

                          1. **Trend Ka Pata Lagana:** Market analysis ke zariye traders ko market ke current trends ka pata lagane mein madad milti hai. Ye samajhne mein madadgar hota hai ke market kis direction mein ja rahi hai aur kis tarah ke price movements dekhne ko mil rahe hain.

                          ​​​​Trading Opportunities Ka Pata Lagaana Market analysis ke zariye traders ko trading opportunities ka pata lagane mein madad milti hai. Agar market mein koi specific pattern ya trend hai jo trading ke liye munasib lagta hai, to market analysis ke zariye traders us opportunity ko pehchan sakte hain aur munafa kamane ke liye istemal kar sakte hain.

                          Risk Managements Market analysis zariye traders apne risk ko kam karne aur apne investments ko protect karne ka tareeqa bhi samajh sakte hain. Agar market analysis ke mutabiq kisi trade mein zyada risk hai, to traders us trade se bach kar apne nuksan ko kam kar sakte hain.

                          Decision Makings Market analysis traders ko behtar trading decisions lene mein madad karta hai. Jab traders market ke mukhtalif pehluo ko samajhte hain, to wo behtar taur par apni trading strategies ko design kar sakte hain aur munafa kamane ke liye sahi waqt aur positions choose kar sakte hain.

                          Competitive Advantag Market analysis ke zariye traders ko competitive advantage milta hai. Agar koi trader market trends ko behtar samajhta hai aur market analysis ko sahi tareeqe se istemal karta hai, to uske paas dusre traders ke muqablay mein aik faida hota hai.

                          Market Analysis Ke Mukhtalif Types

                          Technical Analysis Technical analysis market ke historical price movements aur volumes ko study karta hai taake future price movements ko predict kiya ja sake. Isme chart patterns, technical indicators aur trend analysis ka istemal hota hai.

                          Fundamental Analysis Fundamental analysis market ke economic indicators, company financials, aur overall market conditions ko study karta hai. Isme GDP, inflation, interest rates, aur company earnings jaise factors ko analyze kiya jata hai.

                          Sentiment Analysis Sentiment analysis market ke participants ke sentiments aur emotions ko study karta hai. Isme social media, news articles, aur surveys ka istemal hota hai taake market ke mood ko samajha ja sake.

                          ​​​​​​Quantitative Analysis Quantitative analysis statistical aur mathematical models ka istemal karta hai taake market ke behavior ko samajha ja sake. Isme data analysis, regression models, aur algorithmic trading ka istemal hota hai.

                          Itermarket Analysis Intermarket analysis market ke different asset classes aur markets ke darmiyan ke ta'alluqat ko study karta hai. Isme stocks, bonds, commodities, aur currencies ke darmiyan ke correlations ko analyze kiya jata hai.

                          Market analysis ke mukhtalif types ki istemal se traders aur investors apne trading strategies ko mazboot kar sakte hain aur munafa kamane ke liye behtar decisions le sakte hain. Har ek type ka market analysis apne apne tareeqe aur faide rakhta hai aur traders ko apni requirements ke mutabiq sahi type ka analysis choose karna chahiye.

                          Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	38
Size:	8.8 کلوبائٹ
ID:	12828961 ​​​​​​​
                          • #14 Collapse

                            Importance of Market Anylsis.

                            Click image for larger version

Name:	download (27).png
Views:	31
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12828963

                            Bazaar tajziyah ka ahamiyat:

                            Bazaar tajziyah ya market analysis, kisi bhi business ke liye ek zaroori hissa hai. Yeh uss mawaad ka jaaiza hai jo tijarat, karobar ya kisi bhi product ke baazaar mein maujood hai. Market analysis karke, aap asal haqaiq aur data ko samajh sakte hain jo aapki business strategy ko tay karne mein madadgar hota hai. Yeh tajziyah aapko maloom karta hai ke aapke products ya services ki demand kya hai, aapke competitors kaun hain aur aap kis tarah se apne target audience ko reach kar sakte hain.

                            Market analysis ka pehla faida yeh hai ke yeh aapko apni target audience ko samajhne mein madad deta hai. Har business ke liye zaroori hai ke woh apne customers ko samjhe. Market analysis se aapko maloom hota hai ke aapki target audience kaun hain, unki needs aur preferences kya hain, aur woh kis tarah ke products ya services ki talaash mein hain. Is tarah ke tajziyah se aap apne products ya services ko unki expectations ke mutabiq design kar sakte hain, jisse aap unke dil mein jagah bana sakein.

                            Doosra faida yeh hai ke market analysis aapko competitors ke baare mein maloomat faraham karta hai. Har market mein competitors hote hain jo aapke business ko competition dete hain. Market analysis se aap un competitors ko identify kar sakte hain, unki strategies aur strengths ko samajh sakte hain, aur phir apne business ko unke muqable mein behtar bana sakte hain. Agar aap unke mistakes se seekh lein aur unke strengths ko apne faide ke liye istemal karein, to aap apne competitors se aage nikal sakte hain.

                            Market analysis ka teesra faida yeh hai ke yeh aapko naye opportunities ke baare mein pata lagata hai. Market mein hamesha tabdeeliyan hoti rehti hain aur naye opportunities paida hoti rehti hain. Market analysis se aap naye trends ko identify kar sakte hain, emerging markets ko explore kar sakte hain, aur phir apne business ko un opportunities ke mutabiq adjust kar sakte hain. Agar aap naye opportunities ko pehchan lein aur un par jaldi amal karein, to aap apne business ko naye heights tak pahuncha sakte hain.

                            Market analysis ka choutha faida yeh hai ke yeh aapko apne business ki performance ka andaza dene mein madad karta hai. Market analysis ke zariye aap apne business ke sales, growth, market share aur dusri kai performance metrics ko monitor kar sakte hain. Is tarah ke data ko analyze karke aap apne business ke weaknesses aur strengths ko samajh sakte hain aur apni strategy ko accordingly adjust kar sakte hain. Agar aap apne business ki performance ko regular basis par monitor karte rahein, to aap apne business ko improve karne mein maharat hasil kar sakte hain.

                            Market analysis ke faide ko samajhna zaroori hai, lekin iska amal bhi utna hi zaroori hai. Bazaar tajziyah ko sirf ek baar nahi balki regular basis par karna chahiye taake aap hamesha apne competitors se aage rahein aur apne customers ko mutmaeen kar sakein. Agar aap market analysis ko apne business ka hissa banate hain, to aap apne business ko sustainable aur successful banane mein kamiyabi hasil kar sakte hain.

                            Is tarah, bazaar tajziyah ka ahamiyat ka izhar karna mushkil nahi hai. Yeh ek aisa amal hai jo har business ke liye zaroori hai, chahe woh chhota ho ya bara. Bazaar tajziyah ke zariye aap apne target audience ko samajh sakte hain, competitors se aage nikal sakte hain, naye opportunities ko pehchan sakte hain aur apne business ki performance ko improve kar sakte hain. Is liye, agar aap apne business ko kamiyabi ki bulandiyon tak pahunchana chahte hain, to bazaar tajziyah ko apne business strategy ka ek shamil hissa banayein.

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Importance of Market Anylsis.

                              Click image for larger version

Name:	download (27).png
Views:	32
Size:	7.8 کلوبائٹ
ID:	12828965

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X