Always learnt from your loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Always learnt from your loss

    Asalam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sb theak hn gy or forex sy achi earning kar rahy hn gy g apki baat bilkol theak hy always learnt your loss hami pakistan forex forum py work karty hoey agar loss ho jata hy to hmai chahiey hum apny loss ko learn karain osko achi tarah sy analysis karaij keh wo kon si wajohaat thi jin ki wajah sy hami loss hoa hy or hum osko ab kaisy recover kar sakty hain es ky leay hami proper planing karny ki zarorat hy agar ap ky analysis strong hain to ap acha profit gain kar sakty hain analysis strong karny ky leay apko hardworking karna ho ga forex learning karna ho gi daily news ky sath attach rehna ho ga or market ko analysis kar ky demo account py ziyada sy ziyada practice karna ho gi es sy apka analysis strong ho ga or ap bohat acha knowledge or experience gain kar saky gy or apny loss ko recover kar ky acha profit gain kar saky gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Always learnt from your loss

      Yes dear Humko Apne loss se learning Karni hoti hai Market Mein trade karne ke liye Humko Apna trading plan dekh Na Hota Hai Agar Hamari trading strategy ke hisab se koi bhi trade ban rahi hai To Humko is market Mein entry Lagani Hoti Hai Humko market Mein trade Lagane se pahle time frame Aisa select karna chahie Jo hamari trading strategy ke hisab se best ho Agar Hamari trading strategy par koi bhi fault Hota Hai To Humko is market mein nuksan ho sakta hai Humko market Mein trade Lagate market money management ke sath kam karna hota hai agar Ham Jyada risk Lete Hain To Humko is market mein Main Apna account safe rakhne mein problem a sakti hai Ham apni mistakes per control Karke successful ho sakte hain.
      • #18 Collapse

        Re: Always learnt from your loss

        Dear member aapane bilkul theek kaha hai ki agar Ham daily basis par senior ki post ko learn karte rahenge To Aise Ham apni learning Mein Achcha Khasa izafa kar sakte hain Jo log Apne kaam par Ja Nahin dete senior ki post ko learn Nahin Karte Se Kabhi Bhi Unki learning acchi Nahin ho sakti Agar Ham senan ki post carried out Karenge apni learning ke sath sath apni earning ko bhi best bana sakte hain isliye Ham acche profit bhi Kama sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Always learnt from your loss

          Salam dear forex members.g bilul loss bhe bht zarori ha chezun ko sekhnay k lye r loss e learning k process main bht zarori ha hamein loss c sekhna chaeye r us c mazeed chezein bhtr kar leni chae har kam main profit or loss zarori ha direct profit ka hasil hona hamary learning k proces main kami la sakta ha kun k loss k bad he insan behtr tareqay c seekh sakta ha
          Loss aany k bad insan behtr tareeqy c sekh sakta ha kun k loss k bad he insan apny track ko behtr kar sakta ha r us k bad e acha profit hasil kar sakta ha .
          • #20 Collapse

            Re: Always learnt from your loss

            Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Hamen Hamesha Apne nuksan se learn karne ki koshish Karni chahie Jab Ham forex market ke andar apni trade ko open Karte Hain To Hamari trade nuksan Main Bhi Ja sakti hai aur profit Main Bhi Agar aapki trade nuksan Mein Jaati Hai To iska matlab yah hota hai ki aapane apni trade open karte waqt mistakes ki thi Jiski vajah se aapko nuksan hua hai isliye trading ke dauran Hone Wali mistakes ko select karna chahie aur unko improve karne ki koshish Karni chahie aur apni next trade Mein Apni previous mistakes ko bilkul repeat nahin karna chahie tabhi aap Forex mein kamyabi Hasil kar sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Always learnt from your loss

              Assalamu Alaikum dear Forex member roommate karti ho aap log khairiyat se Honge Aur imandari Ke Sath Ranjhan de rahe Honge Forex number bahut hi Achcha question kiya hai aap Logon Ne comedy ke sath aapane kam ko saranjam Dena chahie aur Hamen chahie ki Ham Dam account per Bar Bar practis Karen Aur Apna knowledge increase kar Saken aur ISI Mein Hi Hamari kamyabi hai aur ham cprofit bhi kar sakte hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Always learnt from your loss

                Assalam-o-Alaikum all members. Jesa k apko pata h k Forex ma bhot se loog trading krty hain aur kisi ko faida hota h aur kisi ko nuqsan. Jb apko faida hota h wo bhot khush hoty hain Lekin jb apko loss hojaye to ap bhot sharam mehsos krty hain. Apko himmat nhi harni balky isi loss se sabaq hasil krna h aur agy aur zada mehnat kr k kamyab ho kr dikhana h. Forex ma loss hony ki sorat ma is se sabaq hasil krein aur apna mazaeed time iski practice ma guzarein. . Har kisi ko faida nhi hota balky kisi kisi ko loss b hojata h lekin iska ye matlb ni k hum is se kuch b na sekhein. Is se sabaq sekhein aur agy in steps se parhaiz krein jiss ki wajah se loss hua.

                اب آن لائن

                Working...
                X