Lot size ke istamal main ahtyat zarori
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size ke istamal main ahtyat zarori
    Friends main aap ke tawajo lote size ke istamal ke janib dilana chahta ho ke hamain trading main lot size le istamal main zara mohtat rahna chahye kyoun ke lot size ka bina soche samjhe be daragh istamal hamain nukasan se dochar har sakta hay is liye hamain bare ahtyat ke sath money management ke sath lot size ka istamal karna hoga shukarya
    Thank you for your attention
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size ke istamal main ahtyat zarori

    lot size bahut jyada matter karta hai isiliye hamesha soch samajh Kar lot size choose Karen jab Ham ek achcha lot size choose karenge to fir Ham jarur kamyab honge kyunki yah lot size hi hota hai jiski vajah se hamen yah decision milta hai ki hamen kitna profit milega ya agar hamen loss ho jata hai in case to fir hamen kitna loss hoga isiliye agar Ham soch samajhkar lot size ko apne balance ke according adjustable rakhenge to fir hamen bahut achcha profit milega aur loss ki vajah se hamara account vulnerable nahin hoga isiliye hamesha chhota lot size choose Karen
    • #3 Collapse

      Re: Lot size ke istamal main ahtyat zarori

      assalamu alaikum their members I hope you all are fine I am also fine one thing keep in mind agar aap log trading kar rahe hain to hamesha saman lot size ke sath trading Karen apne lot size ko apne account balance ke mutabik adjust Karen hamesha stop loss aur take profit ka istemal jarur Karen to hi aap log kamyab ho sakte hain otherwise aap ko nuksan hoga thank you Allah Hafiz
      • #4 Collapse

        Re: Lot size ke istamal main ahtyat zarori

        Ji han dear aapki baat bilkul sahi hai Forex trading business Mein kam karte hue lot size ka istemal bahut Yad Yad ke sath karna Jaruri hota hai Kyunki Jab aap Forex trading business Mein lot size gas Tamil Apne account account ke according kar rahe hoti hain to use Waqt aapko Uske acche result Milte Hain lekin agar aap apne account ke mutabik action Nahin lete to aap kabhi bhi acchi aur profitable trading nahin kar sakte Kyunki Forex trading business Ek Aisa business hai ki jismein agar aap lot size ka istemal Itihaas ke sath Karte Hain To aap acchi aur profitable trading kar sakte hain lekin agar aap apne account bonus ke mutabik action Nahin lete to Aapka account bahut jald wash ho jata hai isliye Apne account ko Barish hone se bachane ke liye Apne account bonus ke mutabik lot size ka select karna bahut Jaruri Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: Lot size ke istamal main ahtyat zarori

          Assalamu Alaikum dear member aapane bilkul sahi kaha hai aur bahut hi acchi information Hamare Sath Shahar Ki Hai Jab Ham forex market Mein kam Karte Hain To Hamen is market Mein lot size ki selection Soch Samajh Kar Karni hoti hai agar Hamara account pahle Sach Hai To Hamen Apne account balance ke sabse Lord tabhi Lagan Hogi Jab hamare pass experience Hoga Agar Ham apni market ko acchi tarike se understand karte hain aur aur properly Karke trading Karte Hain To Ham is market mein badi Laut lagakar Achcha profit Hasil kar sakte hain jitni Ham Badi Laut Lagate Hain itna hi Achcha Hamen profit bhi hota hai aur nuksan bhi hota hai isliye aapko is market Mein Apne lot is selection Soch samajhkar Lagani Hogim
          • #6 Collapse

            Re: Lot size ke istamal main ahtyat zarori

            Walekum bhaijaan aapane bahut Achcha Sawal kya lot size ke istemal mein kya karte hai uski bahut jyada hai Pakistan ko control kar ke kam karte hain tab aap Sahi tarike se prapt kar sakte hain agar aap ko set Karke Nahin kam Karenge to Aapka account voice hone Ka Dar hota hai aur Kabhi aapko prapt kiya tha bhi ho sakta hai lot size ki bahut jyada MB aata hai N Forex
            • #7 Collapse

              Re: Lot size ke istamal main ahtyat zarori

              Lot size mein Hathiyar jaruri hai Ham ismein Galti nahin kar sakte hain Kyunki Dekhen lot size join isko Ham Do Dhari Talwar bhi kha sakte hain ya To Kabhi ho sakta hai agar ho sakta hai aapka to ka Lag Jaaye aap Badi Lord Lekar trade kar rahe hain aur aapko bahut Achcha profit Ho Jaaye lekin kya aap yah bataen Jab aap profit Mein Jaate market ka vate Sar kar sakte hain Nahin Karte na lekin Agar last Mein Hote Hain To Ham vate karte hain aur Intezaar Karte Hain Ki kab account was Hota Hai Tujhe galat baat hai lot size Hamesha aapane account ke mutabik Rakha Karen fir market Mein trade Kiya
              • #8 Collapse

                Re: Lot size ke istamal main ahtyat zarori

                ap jo lot size use karty han ye ap ko bahur he acha faida bhe de sakti ha or bahut he zeyada nuksan bhe lakin is main zarori hota ha ka ham moneymanagement kar ka kam karen kun ka log trader is main risk lety han big lot use karty han thory he time main in ka acount wash ho skta ha to ye bahut he zeyada risk hota ha agar ham lot ko cantrol main ralkh kar kam karen ga to ye hamary leye acha ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size ke istamal main ahtyat zarori

                  Assalam o alaikum!

                  Ummid hai ki aap sab bilkul theek honge jaisa ki aapane kaha hai kilot size ke istemal mein itihaas karni chahie to aapko batate chalenge ki ji aapane bilkul theek hai agar Ham ehtiyat ke sath lot size choose karenge to hi hamen fayda hoga hamen hamesha soch samajhkar lot size choose karna chahie agar galti se lot size galat kar liya to account was ho sakta hai hamen chahie Ham hamesha soch samajh Kar acche se kam Karen jab bhi kam Karen focus ke sath Karen agar Ham acche lot size koshish karenge to hi hamen achcha profit milega hamen mushkil lot size ka choose soch samajh Kar karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size ke istamal main ahtyat zarori

                    Yes dear Humko lot size use karti hui control karna chahie Market Mein trade karne ke liye Humko Apna trading plan dekh Na Hota Hai Agar Hamari trading strategy ke hisab se koi bhi trade ban rahi hai To Humko is market Mein entry Lagani Hoti Hai Humko market Mein trade Lagane se pahle time frame Aisa select karna chahie Jo hamari trading strategy ke hisab se best ho Agar Hamari trading strategy par koi bhi fault Hota Hai To Humko is market mein nuksan ho sakta hai Humko market Mein trade Lagate market money management ke sath kam karna hota hai agar Ham Jyada risk Lete Hain To Humko is market mein Main Apna account safe rakhne mein problem a sakti hai Ham Apne account mein acchi tarike se kam Karke successful ho sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size ke istamal main ahtyat zarori

                      Hello dear member Sahi Kaha Hai Aap Logon Ne ki Hamen lot size ka istemal Mein Koi jaldbazi Nahin Karni chahie Agar Ham Laut Sahi Soch Samajh Kar Nahin lagaenge To Aise Hamen trading mein nuksan bhi ho sakta hai Hamen trading Mein lot size Dekh Kar Lagana chahie Kyunki Agar signal best Nahin Hai Ham trading kar rahe hain To Hamen pahle lot size ko theek karna chahie Agar Hamara lot size theek hoga to matlab Karte Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size ke istamal main ahtyat zarori

                        I hope my dear friends you will be happy and enjoy the unlimited profit in the forex trading due to the instaforex and Pak Forex forum. Dear friends je bilqul forex trading mn profit hasil karna ka liya zaroori ha ka ap lot size ko carefully use karen. Ap ko chahie ka ap always apna account ka according he lot size trade select karen. Otherwise ap ka account wash be ho sakta ha. Is liya ap mare instructions ko follow karen or kamyabi hasil karen. Zindagi rahe tu per milta hain ab tak ka liya chawalali ki taraf sa Allah Hafiz#
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size ke istamal main ahtyat zarori

                          hamein mehant karnyc haye aur pher hamien is mian lot size bhi bhaut hi thora use karna chaye jis sy pher kafi ziada so hamein is mian mehant karny chaye jis sy pher kafi ziada so hamien is mian meahnt karnyc ahey jis pher kafi ziada so hamien is mian emhant karnyc haye jis sy pher kafi ziada so hamien is mian mehant karnyc haye jis y pher kafi ziada so hamien is mian meahnt karnyc haye jis sy pher kafi ziada so hamein is ian meahnt karnyc haeyjis sy pehr kamyabi bhi hosakty hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size ke istamal main ahtyat zarori

                            G han dosto hm ko trading krne se phle to es ke tamam malomat hone chea us ke other es main kamyab hona he to es main lot ka size lagaty ho ho khas khyl or twaja hone chea lot k size chota rakho gy to kamyab ho skty hain es ka other agr lot ka size bra hoa or hm ko loss hoa es sort main apna acount wash krwa lain gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size ke istamal main ahtyat zarori

                              Ji han aapki baat bilkul theek hai lot size ihtyat zarur Karen lot size zyada na rakhen apne account ke mutabik lot size rakhen agar zyada lot size rakhenge risk bhi zyada hoga aur aapka aquant wash ho sakta hai isiliye apne account balance ko safe rakhen soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis karke chhote ek bar per zyada lot size rakhen agar aapka account bara hai to aap zyada lot size rakh sakte hain zyada lot size zyada profit Hasil kar sakte hain agar aapka account chhota hai to Kam lot ka use Karen Taki aapka safe Rahe aur aap bahut Achcha profit Hasil kar sake isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen ek Kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai mehnat karenge to kamyabi khud BA khud milegi aur unlimited earning kar sakenge isiliye hamesha mehnat ke sath kam Karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X