kya aik trading account sy dosray trading account mai money transfer karsaktay hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    aap is ma jo profit aap ko trading hote ha ow aap jis marze account kar sakty ha lakine jo aap ki post sa hasil kige invst hota ha aap is ko nhe kar sakty ha ow aap kay forum account sa aap kay insta kay account ma he hote ha jis par aap ko trading karne hote ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      Instaforex me hum chahen toy dosry k account me money transfer kr sakty hain es k liye insta py option hota hy jis sy hum jis k account py chahen apni money transfer kr sakty hain
      • #798 Collapse

        Ji bilkul mere khayal mn ap kar sakte hn abi atak mn ne khud experience tu ni kai but mere khayal mn aisa karne mn kiloi issue ni ha auer ap ko koi problm ni ho gi so plz keep workings on forex traxing and enjoy your self
        • #799 Collapse

          g han is main hamain trade karny k liye is k rules ko follow karna ho ga tab hi hum is main kam kar skaty hain so hamain market main at the end of month bhht hi achi money hasil kar skaty hain so hamain market main experience hasil kar k hi trade karni ho gi aru is main hum kisi bi waqt apni money ko transfer kar skaty hain so hamain market main trend ko use karna ho ga
          • #800 Collapse

            mery khyal main aik trading account say dusray trading account main money transfer nahi hoti humay apny he account main mojood balance kay sath trading karna hoti hay aur es say jo bhi profit hota hay us profit ko hum asani say withdraw karwa sakty hay esmain koi issue nahi hota aur humay esmain sabar say kam karna cahiey tab he esmain hum safe ho sakty hay
            • #801 Collapse

              hum jab trade karty hain to is main phly bonus ko ikhta karna hota hay kay humain bonus ko use kar kay kam karny main achi earning hasi lho sakta hay magr humain bonus ko use karny say trade main acha profit hota hay is main bonus ko forum sy insta kay account main trnasfer kar kay is ko balnce kay tor par hum use karty hain to earning ho gi
              • #802 Collapse

                Dear main ne abhi koi mony kisi account main transfer nahin ki hai is liye is ki zayda information main nahin rakhta hon main to abhi demo account pe practice kar raha hon air is forum pe active hon
                • #803 Collapse

                  account k bary main plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur g han is main hum money transfer kar sakty hain so hamain market main planing kar k hi trade karni ho gi ta k market main profit hasil karein gay aur market main earn karein gay
                  • #804 Collapse

                    He han ap aik real account sy dosry real account mn money transfer or sukty hain lakin as mn ap ko aik tu broker ki permission lain hoti hai aor dosra ap k 2no account same email I'd py bhe hon tab yani ap sirf apny account mn transfer kr sukty hain but borker ki permission sy aor ya money ap ki forum k bonus wali na ho balky ap ny deposit ki ho tab transfer hoge
                    • #805 Collapse

                      Dear agar aap ne account men invest ni ki hai aapka account bonus account hai to aap apne bonus ko dusre account men transfer ni kr sakte hain , agar aap apna widhrawl amount transfer krna chahen to aap ker sakte hain. Withdrawal k liye aapko bahot se money process diye jate hain aur aap aasani se kr lete hain.
                      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                      • #806 Collapse

                        hamain trade karny k liye learning karni ho gi ta k loss kam ho skay aur account k bary main information hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karein gay it is best job
                        • #807 Collapse

                          bhai mujhy es bat k bary main nahi pta hai q k main ny aysa nahi kbhi kiya hai or na he muhy pta hai or dosri yah bat hai k mujhy lgta hai k hum aysa nahi kar skty hain q k hmary documents change hoty hain es liye aysa possiblle nahi hai
                          • #808 Collapse

                            Jahan tk mera knowledge hy to us hisaab sy ham aik account sy doosry account mein money transfer kr skty hain lekin us mein ye dekhna ho ga k woh dono account aik hi e mail address k hon aur un mein sirf ham ny jo profit earn kia ho ga wohi transfer kr skty hain bonus transfer nhi kia jaa skta
                            • #809 Collapse

                              forex ka jo b humain bonus milta hay us kay liye humain trade karna hoti hay jis hum insta main use karty hain to hi kam kar sakty hain agr success hasil karni hay to hard work karna parta hay tab hi kuch earning hasil kar sakay magr humin demo ka use karna start karna ho ga ta kay learning hasil ho sakay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                Dear bat yeh ha k real money hum aik account say dosray account main transfer kr sktay hain lekin bonus account main hum bonus aik account say dosray account main transfer nai kr sktay haan agr bonus say profit earn kea ha to wo transfer kr sktay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X