Loss sy kabhi bhi na ghabrayen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Loss sy kabhi bhi na ghabrayen

    Forex Mein loss Kisi gobhi ho jata hai loss Forex trading business by important part hai jo traders loss hone ke bad Apne losses se learn karte hain vah is business Mein Kamyab Jarur hote hain aur X Mein Apne loss se decide Hona aur loss hone ke bad trading karna Chhod Dena Koi Achcha Kam Nahin hota agar loss Ho Gaya Hai To Apne losses were learn karne ki koshish karen ya traders ki trading abilities ko bahut jyada improve kar sakte hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Loss sy kabhi bhi na ghabrayen

      Assalam o alaikum dear friend bhai ki BT bilkul theak hai keh loss sy kabhii bhi na ghabrayen agar loss sy ghabra jayen gy to kamyab bhi nhi hosakay gy meray pyaray bhai loss zindagi ka hessa hai agar loss ko bardasht kar gye to bht jald kamyab bhi hojayen gy loss ko zeada dmag p na rakhein apki manzil agay hai ap kam kartay rahein work work jb work zeada hoga tb faida hoga nuqsan nhi hoga is lye bhai hmein chahye keh loss sy bachna bhi hai to experience hasil kro laikin loss mein kamyabi hai q keh insan nuqsan kar k he sambhalta hai
      • #33 Collapse

        Re: Loss sy kabhi bhi na ghabrayen

        Assalamu alaikum dear forest member umeed karta hun kya sab khairiyat se ho gaya aapko trading mein bahut acchi ja rahi hogi ji aapane bilkul theek akela se nahin chahie agar is bar to jarur hamari Koi Na Koi mistake hogi jiski vajah se hamen lost hua jab Ham apni mistake understand karenge samjhe camery game stay kis wajah se Hui hai tab jakar mushkil se ko correct karenge aur agar hamen aaj loss hua hai to hamen cal ya parson jarur hamen profit hasil hoga isliye aapko ghabrana nahin chahie loss se.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #34 Collapse

          Re: Loss sy kabhi bhi na ghabrayen

          dosto duniya ka koi bhi business Ho usmein nafa aur nuksan hota rahata hai aur Forex Bhi ek aisa business hai jis per kabhi Nafa hota hai to kabhi nuksan hota hai lekin Forex per nuksan ki vajah se aapko kabhi bhi ghabrana nahin chahie Bal ke aapko apni mehnat ko jari rakhna chahie aur apni mistakes ko improve karna chahie aur apne mistake se experience Hasil karke aap forex Se Apna loss recover kar sakte hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X