Stock trading vs forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    stock ka to mje pata nai hai par mery hisab sy forex trading best hai or kafi logon ko es kam ka pta hai or kafi log yeh kam kr rhy hain es liey mje lgta hai forex trading ziada best hai or sahi bat bpuchen to mje nai pata k stoch trading keesy hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      brother forex me stock markit hai yeh hum online is ko forex kehte hain lekin is me stock markit ka work hai hum forex me curancy ko sell and buy ker k acha profit earn ker shakte hain forex aik professional work business hai or yeh hame acha profit dy shakta hai ager hum is me hard work kre gain phire hi
      • #48 Collapse

        There is not much difference in stock you can increse or decrease any sharte prices by investing heavey amounts in it and in forex it is not possible as you are globaly involved in it
        • #49 Collapse

          dono he trading k related business hain stock market main hum koi cheez like company k stock/shares purchase krte hain, us k ilawa market, mobiles, wagera main count hoti hai ye, aur forex main currency n gold ajata hai
          • #50 Collapse

            well brother aisa hota hai k Stock market me all national businesses ko trader kia jata hai, jab k Forex market me tamam countries ki currencies pr trade kia jata hai jis me trader different currencies pair par trading kar k profit hasil kar sakta hai or profit hasil kar sakta hai is tarha har country ki currency ka knowledge bhi milta rehta hai . Is liye mere liye Forex trading is best than stock market...
            • #51 Collapse

              Forex ki trading app bht araam se apne ghar me agar ac ha to waha beth k karsakte ho lekin stock ki trading me brokers ko calls karna tv dekhte rehna aur pata nai kia kia so mere khayal se forex is best
              • #52 Collapse

                mere khyal main stock market or forex trading main zyada fark nahi hai kyun ke ye dono chize investment ke lia use hoti hain jo thora difference hai bhi to wo ye ke stock main leverage nahi use kar sakte jabke forex trading main leverage bohat zyada bhi rakha ja sakta hai
                • #53 Collapse

                  Stock market me all national businesses ko trader kia jata hai jab k Forex market me tamam countries ki currencies pr trade kia jata hai jis me trader different currencies pair par trading kar k profit hasil kar sakta hai or profit hasil kar sakta hai is tarha har country ki currency ka knowledge bhi milta rehta hai. Is liye mere liye Forex trading is best than stock market.
                  • #54 Collapse

                    Stock market me all national businesses ko trader kia jata hai jab k Forex market me tamam countries ki currencies pr trade kia jata hai jis me trader different currencies pair par trading kar k profit hasil kar sakta hai or profit hasil kar sakta hai is tarha har country ki currency ka knowledge bhi milta rehta hai. Is liye mere liye Forex trading is best than stock market.
                    • #55 Collapse

                      main samjta hun k forex trading easy ja rahi hai is waqat stock market ki nisbat... kiu k is waqat log ghar bethe internet sy he trading kar rahe hen aur unhen stock market ki tara physically time ni dena chahiye is liye stock trading ki bajaye forex trading ak best way hai hamary liye
                       
                      • #56 Collapse

                        janb me forex me naya hu so mjhe is cheez ka knoelege nhi k in do9o me kya diffrerence hai
                        اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
                        Stock market aur forex marekt mn kia farq he?
                        • #57 Collapse

                          bhai stock trading mere khayal se bohat ziada complicated hai and is me bohat risks hain stock me aap bound ho jaty ho loss hone per and forex me aap apney loss ko cover bhi kar sakty hain and loss se bhi bach kar agey barh sakte hain .
                          • #58 Collapse

                            Stock trading or Forex trading me bohat faraq hai timing, earning or return kay hisab se Forex stock se bohat ziada behtar hai or is me growing kay chances stock market me bohat ziada hain. Is kay ilawa stock me market sham ko close ho jati hai jab kay forex 24/5 run rehti hai sessions kay hisab se. Forex ka daily turnover kisi bhi stock market se bohat big hai.
                            • #59 Collapse

                              ASSALAM O ALEIKUM hmmm mere bhai stock trading or forex trading mein koi bht bara farq nh hai simply farq ye hai k stock trading k lye apko aik to bht bari investment chaye hoti hai or ye nationally hoti hai or is me gambling hai ye halal nh,,,or forex trading mein ap choti investment se trade ker sakte ho bs apko hard work bht krna hota hai or ye halal hai is me koi gambling nh hai or ye internationally hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Asalam O Alaikum to all dear
                                forex:
                                ek worldwide business hai jsi mein multi countries ki currencies pey trading hoti hai or gold pey or bohat c chezon pey trading ki jati hai
                                stock market:
                                stock market har country ki alag hoti hai jo k us country k halat or economy sey chalti hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X