Trading k leiye periodicity kon c behtar hai,M1,M5 ya M15.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #391 Collapse

    trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex main trade karny k liye experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k hi hum market main run karein gay aur greed ko avoid kar k hi hum run karein gay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #392 Collapse

      Bhai ye tou apki invesment py hy agar ziada hy aur lot ka volume bhe ziada rakhna hy tou time frame bara hota hy kyo k hum choty trader hain M1 sy H1 aam taour py istamal karty hain
      • #393 Collapse

        Yeh tu is bat par depend karta hai keh aap kis tarah ki trading kar rahay hain. Agar aap scalping ya short term trading kar rahe hain tu 5m ya 15 m timeframe use karain air agar ap day trading kar rahay hain tu 1 hour aur agar long term hai tu 4 hour chart use karain.
        • #394 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rehangul پيغام ديکھيے
          Bhai ye tou apki invesment py hy agar ziada hy aur lot ka volume bhe ziada rakhna hy tou time frame bara hota hy kyo k hum choty trader hain M1 sy H1 aam taour py istamal karty hain
          ge han bhai hmein apne trading mein investment se boht acha faida hasil hota he aur hmein chahe keh hm apne forex trading mein sahih time frame mein kam krein aur hm apne forex trading mein mhnt krein aur hmein apne trading mein m30 aur h1 ke time frames ko istemal krne se trading mein acha profit jlde hasil hota he
          • #395 Collapse

            Bhai m1ya m15tak ka chart jo has wo ziada tar new trader use krty hain aor new trader ko h1tak ka chart use krty hain q k new trader ka experience kam hota hai tu 1htak ka chart new trader aor short term trading k liay hota hai lakin 1day 1month tak ka chart senior trader aor long term trading k liay use hoti hain aor ya ziada balance waly trader k liay use hoti hain
             
            • #396 Collapse

              Dear agar aap time fram ki baat krte hain to mjy m1,m5,m15 men se aik bhi better ni lagta hai, q k ye time fram scallping k liye use kiye jate hain aur main trading men scallping ko acha ni smajhta hoon q k ye bahot dangerous trading hoti hai.
              Mera ye opinion hai k hamen hour 1 ya hour 4 time frame trading k liye use krna chahiye q k time frame jitna bra hota hai uska result utna acha hota hai.
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #397 Collapse

                prediction ke liye agar aap market ko analysis karte hain usko Jaise watchout karte hain toh uske liye M30 wala table sabse accha aur sabse best hai aur aap ispe haram ke sath working level set kar sakte hain
                 
                • #398 Collapse

                  hamain is forex main plane kar k hi hum sucess hon gay aur jis bi sofeware main trade karni hoti hai is k bary main learn kar k hi hum sucess hon gay aur market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay
                  • #399 Collapse

                    agar app mjhy in teenop main say pochn gay to main app ko Time Frame 15 mints wala kaho ga ic ki wajah yeh bhi hay kay hamn thra ziada profit lena hota hay aur market ko sahi say analysis bhi karna hota hy ic wajah say M15 best hay mere hisaab say
                    • #400 Collapse

                      Agar aap market ko analyse karna chahte hain toh aapko big time frame main analysis Karne Ki Zaroorat Hai Isme aap Trend ko easily predict kar sakte hain yeah trend ko verify karne ke liye bahut zyada achha rehta hai isliye aap big time frame ko use kare Zyada helpful Hota Hai
                       
                      • #401 Collapse

                        yah sari he sahi hain jub hum enko use karty hain tu hmain es main achi trdaing karna lazmi hota hai or yah ayse pridections hain jin main loss k chances kam ho jaty hain or hmain acha profit mil jata hai
                        • #402 Collapse

                          bhai meray khayal sy m15 best rerhat ha kue k ham market ko watch karty hain aur us ke movement k hisaab sy chalty hain is liyay agar ap m15 ko daikhain tw meray khayal sy ap trend ko achi tarha smajh sakty hain kue k ap is sy trend ka acha analysis laga sakty hain
                          • #403 Collapse

                            Trade laganay k lyr ap is may time oanel ko use kr skty han is may market ki movement ka andaza laga skty han is ki direction ko ao hamesha say fund out kr k orofit generate kar skty han
                             
                            • #404 Collapse

                              Merey hisaab sy jo aik average time frame hy woh H1 keun k M5,M15,M30 mein market ki movement bahot fast hoti hy iska matlb ye hua k in time frames mein candles ki movement bhi fast hoti hy aur iss tarah phir trading krna kafi mushkil hota hy aur market behavior ko samajhna bhi mushkil hota hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #405 Collapse

                                time frame ko dykhty hoye humain kam karna ho ga kun kay hum jab b kam karty hain to market main learning karna ho gi kun kay leraning karty hain to hi market main acha profit hasil ho sakta hay demo ka use karna ho ga ta kay time frame kay bary main readin kar kay or us kay mutabik kam kia ja sakay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X