Trading k leiye periodicity kon c behtar hai,M1,M5 ya M15.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #256 Collapse

    G mray khayal sa to is ma m15 hi sahe hai kun k ma to jab ma treading karta hun to ma bhi yahee page kholta hun meray liya to hi best hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #257 Collapse

      Trading kay liey hum time frame to apni strategies kay hisaab say he use karty hain.jab scalping karni ho to phir hum small time frames use karty hain or jab long term main kaam karna hota hai to phir hum big time frames use karty hain.
      • #258 Collapse

        time frame ya period ap ke trading style ya phr ap ki strategies pe depend krta hai agr ap short term trader hai tu phr ap zyada tar M-15 ya phr M-30 use krte hai is mein trading mein ap jadli ap ka order close ho jata hai kyo ke candle chote time frame ko show krti haim, aur agr ap long term trade krna chahte hai us ke lye ap H4 ya phr day 1 ka chart use krte hai
        • #259 Collapse

          Mery khyal main humay apni trading kay hesab say time fram select karna chahiey agar hum short term trading karna chahty hay to humay chahiey keh hum 15 mint chart use karty huway trading karen agar hum long term trading karna chahty hay to humay h4 chart ko follow karna chahiey.
          • #260 Collapse

            ya phr M-30 use krte hai is mein trading mmere hisab se bht acha rehta hai per agar trader us se c ein ap jadli ap ka order close ho j
            • #261 Collapse

              ap long term trade krna chahte hai us ke lmere hisab se bht acha rehta hai per agar trader us se comfort ye ap H4 ya phr day 1 ka chart u
              • #262 Collapse

                mry khyaaal sy periodicity day1 wali theek hy. . .is main exact movement ka pta chlta hy. . .main ny jb b kaam kia hy d1 wali candle use kee hy. . .mjhy is pay kaam krny main mza aata hy
                • #263 Collapse

                  har trader k apna aik selected time frame ya period hota hai jis se woh market watch kar k samjhta hai. kisi ka m15, m30, 1hr ya 4hr hota hai. mera favourite 4hr hai or suna hai k ziada tar traders 4hr me kam karte hain yeh ziada favourite samjh jata hai mere trainer ne b mujhe 4hr timing me kam ka kaha hua hai.
                  • #264 Collapse

                    Bhaijaan forex trading ke doraan periodicity ka depend kerta hai apki strategy sysem pe ager ap longterm trader ho to big period chart h4 ,d1 and ager scapling trader hain to short period chart m1 ,m5 ,m15 is good for you,,,
                    • #265 Collapse

                      agar app per depend kerta hai ke app ko day trader baan na hai ke swing trader.small time frame ke traders daily ate hai market mai earn kerte hai aur exit kerdete hai.jb ke long term traders jo hai wo long time frame ka use kerte hai W1 D1 H4
                      • #266 Collapse

                        h4 ko apko alzomi hi dekhna ho ga kay ap ksi tarahs ay si business mneiu apnay market kay trend ko raed kar sakaty hai s laiy hi apko is time period ko hi dekh kay h si business mei tarding ko karna chaioy aur samjhna chaiy
                        • #267 Collapse

                          jee man tu market ko dekhnay k lia har form of time ko istamaal kerta hoon lakin mujay sub say ziada pasand jo time of frame ha h4 aur h1 ha iss ka baad jo man ziada time of frame istamaal kerta hoon wo day one ha .....
                          • #268 Collapse

                            Assalam o alikum bhai dekho mere ko jitna ata hy main aap ko bata deta hun bhai aap jab bhi trade khareedo na tu pehly market k halat dekha karo k pora din market kesi chal rahi thi kal ka din bhi dekho phr aap us hisaab sey aapni trade khareedo
                            • #269 Collapse

                              bhai ager app pridition mai daikhna chahtay hain to app ko H1 use karna chahy hay q k aik ghantay ki market se app ko pata chalay ga k ye position rahi hay to agay kia ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #270 Collapse

                                Brother ye sab trading main trade karny ke time frame hain jis ko achy knowledge information ho ga wo jis time frame main chahy work kar sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X