Trading k leiye periodicity kon c behtar hai,M1,M5 ya M15.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    may tu abi demo pay practice kay doran koshish karta hoon kay 15 M walay time frame kay andar hi kaam karoon taka bahtar result milay wasay bi mary ustad nay kaha thay yah time acha hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      sir traidng k lye time prideting jo hay ap m1 rakhe tu 1 mitn k lye use hote so best hay m15 us p app trade kare ap ko marekt k tuc me rehna ho ga aur forex ko dikha ho perfrapha
      • #138 Collapse

        yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon
        • #139 Collapse

          dear ao ka question bht hi acha hy is sy new trders ko bht ziada help mil skti hy wo traders jo abi market mn new hn aur in rues ko ni janty unhen bht ziada faida ho skta hy is sy aur wo aik achy trader bn skty hn
          • #140 Collapse

            ye aap ki trade per depend karta hai ke aap kis tarha ki trade karna chate hain aap ko chahiye k agar aap long term trade kar rahe hain to aap ko chahiye k aap 1 hour ka graph open rakhe.
            • #141 Collapse

              forex business main b asey log agaye hain jo scammers and cheat karty hain .. jo k apko is cheez ka kehty hain k ap 100usd invest karo apko hum 70% bonu degey balkey wo apko phasnay ki ek chal hoti hain islye in sab brokers se bachey bas instaforex par hi dehan de and invest karey ..
              • #142 Collapse

                jidr aap ko loss nazar aata ha whin pa aap ko profit bhi hota ha aur loss bhi aap ko hota ha aur aap ko is ma kamyabi hi mila gi aur aap mera khyal ma m1 hi use karain
                • #143 Collapse

                  i think tradding k lia periodicity m15 zayda better hain q k m1 and m5 tou bohat jaldee chnage ho jatee hain is lai app ko m15 ko dakn azayda better hain mar khayal main
                  • #144 Collapse

                    mere experience k mutabik 1 hour ka time frame ya one hour ki candle stick sub say best hai ye exact to nahe lakin result sahe dayta hai average sahe nikal jati hai is say is k bad agar long term trading kerna chahty hain to H4 bhe best hai lakin M1, m15 kisi kam ki nahe kiun k ye average sahe nahe batati
                    • #145 Collapse

                      well mai to forex me new hu aur mje zeada experience aur knowledge to ni hx bt jaha tk mje pta hx uske mutabiq m5 zeada best hx periodicity me aur yhi apke lye best hoga
                      • #146 Collapse

                        bht sey trader different way use kerty heen. per ager aap forex mey new enter huee ho or aap ko knowledge nahee ha to aap interente per research ker skti ho ap kisi forex trader sey rabta ker skti ho
                        • #147 Collapse

                          business for earning more money in short time and think that in this business only that trader can get success and can become rich who is skilled and experienced in it as it is not easy for every trader to get success without hard work and experience with great knowledge
                          • #148 Collapse

                            helloo dear Trading me long profit leny kay liay sab se behtar time frame H4 or D1 kay hai jo kay mostly higher time frame kehlaty hain. In ka benefit ye hai kay aap easily market ka trend pick kar sakty hain or apny risk ko reduce karwa kar easily SL or TP kay targets de sakty hain. Mazeed ye baat kay aap us time frame kay hisab se apny order ko time de kar rest bhi kiya ja skta hai its depnds on u ...
                            • #149 Collapse

                              gar ap short term trading kar rahy hai to 5 mint sabs se zaida acha hai aor ais se ap ko market ka thik pata chalta hai aor ap achi trading kar sakty ahi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                ji janab ye toh ap k capital par depand karta hain and ap k knolwedge par depnd karta hain k ap kis tarah k trader hoo agar ap long term trader h toh ap k liye h1 h4 and daily frame teek hain ..aur ap short teram trader hoo toh m15 and m30 use karey apney capital k hisab se..
                                thanxs

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X