Lot Size ko control me rakhain..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Lot Size ko control me rakhain..

    Yes dear apni bahut hi acchi advice Hamare Sath share Ki Hai Main Kafi time yah experience kiya hai ki apni trading Mein minimum lot size ki vajah se apne account ki safety maintain karna bahut jyada Aasan hota hai main Kafi time varjan call receive ki hai aur uski main reason lot size ki selection bahut jyada hoti thi isliye main junior members ko yah advice karna chahta hun ki agar aap is platform ko properly professionally join karna chahte hain to ismein aapko lot size ki selection Hamesha minimum hi rakhni chahie.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Lot Size ko control me rakhain..

      Pak Forex mein kam karty howay jab ham trading kar rahe hote Hain to hamen Apne account ko behosh hone se bachane ke liye sabse jyada mehnat Karne chahie Ocean lies karna chahie aur apne laut saju control mein rakhna chahie ham jitna jyada Apne balance ke hisab se lot size ko kam lagaenge hamara account Nahin jyada saaf rahega aur apne account ko Nahin gata wash hone se aur lo jyada lost se bacha sakte hain agar hamare lot size jyada hota hai aur balance kam hota hai to isase hamara account jald band ho jata hai aur main jyada jyada loss hota hai isliye hamen jyada loss bachane ke liye Forex per achcha kam karte rahana chahie lot size ko sabse lo rakhna chahie
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #33 Collapse

        Re: Lot Size ko control me rakhain..

        Yes dear Hum Kis market Mein Apni lot size per control karna Hota Hai Humko market Mein trade ke sath take profit aur stop loss use karne se Kafi Jyada safety mil jaati hai agar Ham Apne account per discipline ke sath kam karte hain aur rules Banakar trading strategy per practis Karte rehte hain aur demo account per kam Karke experience Hasil kar lete hain to is market Mein real account per investment Karke Ham kam start kar sakte hain Ham Ko is market Mein Kamyab hone ke liye hard work karna hoga Agar Ham regular kam Karte Rahte Hain To is market mein humko Achcha result Mil Jata Hai is market Mein acchi planning Karke kam karne ke liye Humko so Samay ka decision Lena hoga tab Ham is market Mein Achcha result Hasil kar sakte hain is market Mein Ham Maine Karte Hain To unko is market mein nuksan ho sakta hai market Mein Kamyab hone ke liye Humko soch samjh k decision Lena Hota Hai Agaram account per load Se Jyada use Karte Hain Tumko nuksan ho sakta hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X