Lot Size ko control me rakhain..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lot Size ko control me rakhain..

    I hope my dear friends you will be happy and enjoy the unlimited profit in the forex trading. My dear friends agar aap Forex trading mein maximum profit Hasil karna chahte hain to aapko trading professionally Karni Hogi aapko chahie ki aap lot size ka use Apne account balance ke according Karen. Agar aap meri instructions ko follow Karenge to aap Jarur Kamyab Honge Jindagi Rahi to Fir Milte Hain Ab Tak ke liye chawal Ali ki taraf se Allah Hafiz
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lot Size ko control me rakhain..

      Assalam o Allakum dear friend umeed hy ap kharyat sy hon gy dear friends ap ny bilkul right baat ke hy khe humy lot ka size Hamesha control Mein Rakhna chahie Agar Ham lot size control Mein Rakhenge aur ham Apne account ke balance ke mutabik Agar Ham lot size use Karenge to hi Hamare liye best hai aur Hamare liye ya badi kamyabi hogi isliye Hamen chahie ki Ham Chhoti Chhoti etrade open Karen Jab Ham Chhoti Chhoti etrade open Karenge To Hamen kamyabi mil sakti hai lekin Agar Hamen is called nuksan Mein hoga to vah bhi kam se kam hi hoga isliye koshish Karenge kabhi bhi aap Bade trade na Karen tohake aapko Jyada nuksan na ho jitna zeyada hard work utna axha profit
      • #18 Collapse

        Re: Lot Size ko control me rakhain..

        G bilkul bhai ny sahe kha hy kha lot size ko control m rkhny agr hmny acha profit hasil krny hy:
        lot size ka rules trading m bhat zyda important hy kunkha apka blance ka increase oe washout hona lot size pr depend kerta hy
        Agr ap ke lot size small hy or apka blance bhe kam hy to ap washout sy bach skty ho jitne zyda ap lalach karoo gy or lot size ko bharoo gy itne he jalde apka account wash hoga kunkha forex m profit hasil krny ky lyy apky pass forex ka bhat zyda knowledge ho is ly hmsha soch smaj kr ache strategy ko use krty hwy lot size ko contraol m rkny agr ap kmyab hona chatty ho jazakALLAH
        • #19 Collapse

          Re: Lot Size ko control me rakhain..

          Assalam o alikum dear forex member lot size main sab say pehlay international market main standard lot 100000 units hota hai USA currency ko base lytay Hain es kay bad mini lot hota yani 10'000 USA dollar es ka matlab hai daswan hysa es main margin daswa hisa chahiye matlab 100dollor chahiye 100dollor say 10000 unit lay saktay hain micro lot 1000 units ap kay account main 1000/100 =10usd to trade 1micro lot agar ap kay account main 10dollor hain ap aik micro lot trad Kar saktay hain aur es ko 0.01say likha jata hai tu humain lot size ko control main rakhna chahiay
          • #20 Collapse

            Re: Lot Size ko control me rakhain..

            Cricket lot size ko control merath a lot size selection bahut jyada Soch samajhkar chahie Achcha profit Hasil karte hue lot size ki selection Aise Karen ki aap apne capital ko safe aur secure Rakh sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Lot Size ko control me rakhain..

              assalamu alaikum ji bhaiya bilkul theek bol rahe hain kyunki lot size aapka bahut jyada matter karta hai agar aap market mein lot size ko control karke kam karte Hain to ab bahut achcha profit Kama sakte hain isiliye aapko koshish karni chahie ki agar aap market mein achcha profit kamana chahte hain aur aap market mein kamyab hona chahte Hain to uske liye aap proper market mein time table ke hisab se apna lot size adjust Karen kyunki aapke lot size per hi aapka market ka profit aur last depend karta hai jitna jyada aapka lot size hoga aapko market mein use hisab se Hi profit ya loss hoga isiliye koshish karenge apne lot size ko soch samajhkar select Karen Taki aap easily market mein achcha profit Kama sake
              • #22 Collapse

                Re: Lot Size ko control me rakhain..

                hello friend lot size ko control Mein Rakhna Hai load size heavy nahi Lagana heavy lot size kam bahut kharab Karta Hai usmein kamatchi bhi nahin hota to heavy load science Lagane se banta hai ki aap kam ko Samajh Ke Karan aur ek Tarah Karen ki aapka lot size aapko market mein problem Na De lot size Hamesha Soch Samajh Ke hi Lagana chahie
                • #23 Collapse

                  Re: Lot Size ko control me rakhain..

                  slam guys kase hain app main umeed karta hun ap kheriat se hngy or acha kam kar rhy hn gy or acha bonus kama rhy hngy so ase hi mehnat karty rhy or agy barhty rhyn q k forex forum bht acha platform hy es main ap jitna kam karen ggy apko utna reward mily ga so dil laga kam krty rhyn or bonus hasil karty rhyn or agy barhty rahyn , or bat krty hian ajk topic ka bary so hamian chahye jab bhi tarade lgaein to sab se pehly market ka analysis kar lain k kahn loss main to nahi jarhi market us k bat trade lagaty hian or hme chahye k jb bhi trade lagain to ap lot size k sath trade lagain es se apka account bach jayeg oar loss bhi ka mse kam hoga
                  • #24 Collapse

                    Re: Lot Size ko control me rakhain..

                    Asalam.o.alikum dear forex members g apki baat bilkol theak hy forex trading ky waqt lot size ko control main rakhna chahiey q ky ap ki trade ka daromadar ap ky lot size py hota hy q ky market ki movement ka pata nahi chalta agr ap ki trade ka lot size big hy to ap ko loss ky sath sath ap ka account bhi wash ho sakta hy or agar ap ka lot size small hy or market bhi apky haq main hy to apko acha profit mil sakta hy es leay tradea open karty waqt apko small lot size ka use karna chahiey taky apko achi earning ho saky
                    • #25 Collapse

                      Re: Lot Size ko control me rakhain..

                      Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun kya aap log bilkul khairiyat Honge aur apne kam Koi Mein Gori Ke Sath saranjam de rahe Honge member Begusarai kaha aap Logon Ne Kiya mein lot size ko Kaun phone mein Rakhna chahie Hamen trade Lagate Waqt Rakhna chahie lot side ko lot size ko medium Rakhna chahie Hamen cprofit ke naam aur ham log Kamyab ho jaaye Hamen to baat hi nahin Karni chahie Bal ke naya cool and fresh mind ke sath Apna Kam karna chahie
                      • #26 Collapse

                        Re: Lot Size ko control me rakhain..

                        jab tak ham lot size ko cantrol main nhe rakhen ga tab tak ham market main loss karty rehty han agar ap market main kam karty hovy money management nhe karen ga to is ka ap ko bahut bara nuksan ho ga kun ka jab bhe ap lot bari rakhen ga ap ka acount wash ho ga to nuksan ka samna karna ho ga
                        • #27 Collapse

                          Re: Lot Size ko control me rakhain..

                          Apny account k hisab sy lot size rakhen gy yo faida ho ga, means k agr aap ka account chota hy to choti lot lagayen ta k aap long term trading kr skain aur aap ka account jaldi wash na ho, isi tra agr aap ka account bra hy to aap aram sy bri lot laga k zyada profit hasil kr skty hain.
                          • #28 Collapse

                            Re: Lot Size ko control me rakhain..

                            Trading Mein lot size ka matlab hai ki is se Hamara Kaun Kitna main Hota Hai Jani ke trading karte waqt Hamen lot size ko bahut jyada focus aur Soch samajhkar use karna chahie Kyunki isase Hamara account wash bhi ho sakta hai aur kisi se Hamara account Kafi Jyada grow bhi kar sakte hain To Hamen Iske bare mein Soch Samajh Kar Hi work karna chahie Agar aapke pass Jyada account ka balance hai to aapko maintain aur minimum lot size use karna chahie tha ki aapka account was bilkul Bhi Na Ho Agar galti se loss Mein Chali Vijay aur balke aap ka account bilkul Vaisa hi safe Rahe
                            • #29 Collapse

                              Re: Lot Size ko control me rakhain..

                              ji han aapki baat bilkul theek hai lot size ko control mein rakhen soch samajhkar trading Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banae aur Achcha entry point milane per hi trade open Karen agar zyada lot size rakhenge to risk bhi zyada hoga aur aapka account wash ho sakta hai isiliye apne account balance ko safe rakhen soch samajhkar trading Karen aur kam lot size ka istemal Karen kam lot size rakhenge to aapko loss nahin hoga aur aapki trade profit mein a sakti hai isiliye zyada lot size ka istemal bilkul na Karen kam lot size ka use Karen aur mehnat ke sath kam Karen planning ke sath jaldbazi aur tuky ki trading zyada profit ki lalach mein apne account ko loss na Karen soch samajhkar trading Karen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Lot Size ko control me rakhain..

                                Han ji bilkul Hamen lot size kam Rakhna chahie Agar Ham Chahte Hain Ki Ham Kamyab Ho Jaaye To Hamen mehnat Karte Rahana Hogi aur Laut side kam Rakhna Hoga Kyunki Agar Hamara lot size Jyada Hoga To Ham loss ka Samna karna padega Hamen chahie ke Ham mehnat Karte Rahen Kyon Kahana To Nahin baat hai jo log mehnat karte hain kamyabi Unka Mukaddar Ban jaati hai isiliye Hamen chahie To Ham mehnat Karte Rahen aur Bar Bar koshish Karte Rahen isiliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada time aur exposing Kyunki Agar Ham Jyada Se Jyada time for Expo Denge to Inshallah Jarur Kamyab Ho Jaenge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X