market ko analysis karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: market ko analysis karen

    Assalamu Alaikum Mumbai karta hun aap sab bhai khairiyat se Honge Ji Bhai Jaan aapane bilkul theek kaha hai kya Hamen chahie kya Ham Marg ko analyse Karen Agar Ham market to analyse Karte Hain To Hamen market ki Munh Mein ke bare mein pata chal jata hai aur Hamari trade Hamare Hath Mein Jaati Hai Agar Main allies Karke aur Soch samajhkar planning ke sath trade Nahin Lagate to Hamari trade Hamare khilaf bhi ja sakti hai aur Hamen bahut jyada last bhi ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: market ko analysis karen

      Dear forex members assalam o alaikum hope you will be fine forex bht acha well established business forum hy jis per kam waqt main achi earning ki ja sakti hy forex main hardworking se kam waqt main ziada se ziada posting ki jati han jis ki madad se acha profitable bonus earn karny ka moqa milta hy jo trading karny main madad deta hy trading business skills k sath karna chahye skills k bgair trading loss deti hy agar trading skills analysis k sath karen gy ti achi success mil sakti hy trading analysis daily base per karna chahye trading k bary main senior forex members k sath bhi information share karny chahyen jis se analysis main mazed milti hy r trading business successful rehta hy shukria.
      • #18 Collapse

        Re: market ko analysis karen

        Forex mein kisi bhi trade ko Lagane ke bad aap pahle market ko samjhe acche se analyse Karen Uske bad trade lagaen aur apni trade ko continuously watch Karte Rahen Taki aapko profit Mein jaane wali trade Jyada profit De sake
        • #19 Collapse

          Re: market ko analysis karen

          Jay han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Hamen Hamesha Apne trade ko Forex rolls ke mutabik open karne ki koshish Karna chahie aur apne trade ko open karne se pahle forex market ki movement ko Jarur analyse karna chahie tha ki Hamen market ka trend Maloom ho sake aur ham apni trading Co market ke train ke mutabik open kar sake aur apni trade Se Achcha profit Hasil kar sake aur is ke liye sabse pahle Hamen Different techniques ki madad se forex market ki movement ko analyse karna chahie Ham technical analysis fundamental analysis training analysis candlestick chart pattern Baras candle or bullish candle ki madad se market ki movement ko analysed Karke market ka trend Maloom kar sakte hain isliye pahle Hamen market ka trend Maloom karna chahie Uske bad Apne account balance ke mutabik apni large size Lagani chahie Uske bad apni trade ko market ke Trend ke mutabik open kar dena chahie Is Tarah Ki trade se aap Achcha profit Hasil kar sakte hain.
          • #20 Collapse

            Re: market ko analysis karen

            Assalamu alaikum dear friends aapane bilkul sahi kaha hai per hai main jab ham Apne trade laga Hai to market ko pahle acchi Tarah se naal ishq Mita ke ham apni trade mein mission mein kamyabi hasil kar sake ham sab kuchh chahie ki Forex trading mein minut ke sath knowledge ke sath experience ke sath work Karen
            • #21 Collapse

              Re: market ko analysis karen

              Assalamu alaikum aap sab khairiyat se honge yah dost jaisa ki aap jante Hain ki Ham trade hamen trade lagate wakat market ke moment ko acchi tarah se analyse karna large nahin hota hai Akram market ki moment ko chitra se analyse karte hain to use hamen trade lagate waqt bahut fayda hota hai aur usmein hamen acchi cancel kar sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: market ko analysis karen

                Ji bilkul friends aapki baat theek hai ki trading karne se pahle market ko acchi Tarah analyse karna chahie Jo log trading karne se pahle market ko check Nahin Karte analyse Nahin karte ho Hamesha nuksan uthate Hain Agar Ham trading karne se pahle market ko acchi Tarah analyse Karenge to hamesha profit Kama sakte hain
                • #23 Collapse

                  Re: market ko analysis karen

                  Zaroori hy k hum market ko analysis keren kionk agr hamen kamyab trading kerni hy to hamen iski information hona bht zaroori hy k market apke favour mn hy ya nhi or agr ap samjhty hn k market yap ko kuch faida deny waly hy to ap trade laga sakty hn or acha profit hasil kr sakty hen he ap pr dependent hy I ap market ko kitna samjhty hn or agr ap market ko analysis kr ke trading kren gy to acha profit ley pain gy
                  • #24 Collapse

                    Re: market ko analysis karen

                    assalamu Alaikum ji han bilkul main aapki baat se confirm karta hun Pakistan Forex forum mein kam karte hue market ko analyses karna bahut jaruri hai agar aapko market ke bare mein pata nahin hoga to fir aap ismein kabhi Kamyab nahin ho sakte kyunki yah ek international market hai yah kabhi upar chali jaati hai kabhi bahut niche chali jaati hai isliye hamen soch samajhkar jagah per entry point lenge aur ismein success honge trading co sikhane ke liye mein demo account banana chahie use per practice karenge to aap iska aapka achcha bonus aaega aur aap ismein acchi profit bhi Hasil karenge
                    • #25 Collapse

                      Re: market ko analysis karen

                      good morning dear forex member kaise hain aap sab umeed karte Hain ki aap sab khairiyat se honge aur forex business mein apna Kam kar rahe honge achcha question kiya hai aap logon ne ki hamen market ko analyse karna chahie Jo log market ko check karke analyse nahin karte vah kabhi bhi apni trading co best nahin banaa sakte agar hamen best trading karni hai to mein sabse pahle market ko analyse karna hoga kyunki market ko analyse ke bagair trading nahin hoti isliye gram mein best trader banna hai to hamen sabse pahle apne trading per taaja Deni hogi
                      • #26 Collapse

                        Re: market ko analysis karen

                        bilkul market ko analysis karna chaye jis sy pher kafi ziada fiada bhi hosakta hy so hamein is mian mehant karny chaye jis pher kafi izada so hamein is mian mehant karnyc haye jis sy pher kafi ziada fiada bhi hosakta hy aur pher kamyabi bhi hosakty hy ager ham sahi sahi w ork kairen to pher kamyabi bhi hosakty hy aur pher ham is mian ik achy eanring bhi kama skaty hn
                        • #27 Collapse

                          Re: market ko analysis karen

                          Market ko analysis karnay chahtay hay too analysis bahot zarori hay takay hamay market ko achay tarikay say samjna hay to hamay tarding kartay rahan ho GA analysis say hi sab hasal ho Sakta hay mahnat ko agay barhana hay to mahnat kartay rahan chahiya yhi best tarika hay tarding may kamiyabi hasal karnay kaaa
                          • #28 Collapse

                            Re: market ko analysis karen

                            Assalam o Alikum dear Forex members umid hy ap sab theakh Hun gy friends ye bat bilkul Sahi hy ky humy Forex trading m kamyabi hasil Karni hy Tu phir humy chaye ky hum market ka analysis zaror Karen ta k hamy market k Bary m complete information hasil ho sky JB hamy complete information hasil ho jay gy tw ham Sahi sy trade Kar skty hn uor trading m kamyabi hasil Kar skty hn es leye complete analysis sy hamy markets ki moment k Bary m Sahi pata chal jay ga k ab es ki moment kidar jay gy JB hamy analysis sy the pata chal jay ga k market ki moment Kia ho gy tab ham kamyab trader ban skty hn uor ziada profit hasil Kar sakty Hain
                            • #29 Collapse

                              Re: market ko analysis karen

                              Walekum bhai jaan aap ne bahut Achcha Sawal Kiya Hai market ko analysis kiye bagair kya Ham Sahi nahin kar sakte hain Pakistan Forex form ki kamyabi ka Raj share market ke bare mein knowledge gain karne se hota hai market ke bare mein knowledge gain aapke analysis ke tarike se hoga to indirectly aap market aur aur analysis Ek dusre ke directly proportional hote hain aur kamyabi bhi inhin ke directly proportional Hoti Hai jitni Jyada aap analysis Karenge aapko utani Zyada kamyabi milegi Jitna aap profit gain Karenge aapka analysis utna Jyada hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: market ko analysis karen

                                R k trading market analysis for zyada zaroori hai agar ham analysis karna Sikh jaenge to fir Ham trading 6 jaenge kyunki agar trading mein kamyab hona hai to fir forex trading market ko samajhna hoga aur uske liye market ki judgement karni hogi market ki judgement karne ke liye market ka analyses Kiya jata hai aur market ke kamyab analyses ki bhej per Ham apne signals code generate kar sakte hain aur agar hamare signals agr thek hn gy to profit acha hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X