Hard worker see personal life
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    han g jo hard work karta hai tradig ka liye us ki personal life tabah ho jaati hai.. aur wo achi eanring ni kar skaty.. aur na he acha fiad ahasil kar sakta hai is feild sa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      brother ager hum us main hardwork kertay rahain gaye tu aik na aik din zaroor kameyab hun gaye is liyea humain by nature hi hard worker hona chahiyea aur tez tareen dunia kay sath qadam mila ker chaly
      • #813 Collapse

        g han bilcul ager hum forex main hard work krain to hum apne ap ko bohat agay lay ja sektay hain aur apni zindgi ko bohat better bna sekte hain kuin k forex main insan unlimited profit earn ker sekta hai.
        • #814 Collapse

          do hard work but never forget to be a smart worker.
          • #815 Collapse

            g haaan aap ny bilkul sahi kahaa hy, ku k forex hy hi aik pure aur behtreen business is pay kuch b ho skta hy lakin jo trader mahnat ker k isy properly seeekkhty hain aur pher trading start kerty hain hi behtreen trader bnty hain
            • #816 Collapse

              Adult Hardworker the AP that are good worked hard and I like to give a good return buisnsiis both good good good punishment for you to keep your apklye.
              • #817 Collapse

                g haana bhai apne bhut he ahci misaala di hai,.,mujhe smhj agay ha k yaha epr hard work eknre he se ap agay bhrte hian.,kue k hard wokrk is to key succes,.
                • #818 Collapse

                  Yes if you want to be a good trader then you have to do hard work here, without hard work no one can do well in that market, so try to do hard work in that market, trade with proper trading knowledge and experience and make huge profit , if you do hard work then you will be a good trader here, you just need to keep patience for your success.
                  • #819 Collapse

                    ji han is dunia main jo bhi hard worker hy chahy woh jis feild sy bi taluq rakhta hy us ki kamyabi yaqini hy aur jo hard working nhi krty woh lose hi krte rehty hain aur forex main hard working ki baht zida ahmiat hy .
                    • #820 Collapse

                      if trading is only pursuing profit without anticipating the risk usually end up with either loss or MC failure, if there is no change and passion to improve trading skills it will forever be a donor brokers who often depot but not ever WD
                      • #821 Collapse

                        yes. bilkul sahi kaha hai aap nay k jo b forex me hard working krta hai os ko os ka sila milta hai or forex trading karnay walo meh say sirf or sirf wo he kamyab hota hai jo pehlay forex trading learn kar k earning karnay aaye with out training k forex trading krna bewaqofi hai.
                        • #822 Collapse

                          g han jo loga is business me hard work krte hain wo loga is business me kamyab hu jate hain tu is business me kam ya hune ke liye ap ko sirf or sirf hard work krne prta ha.
                          • #823 Collapse

                            dear ap ne theak kaha hai keh forex boht achi place hai trading kiliye apna business start krney kiliye apni life main isey boht like krta hn forex ko ajkl per hai risky kiya kren ik nasha sa laga huwa hai is main
                            • #824 Collapse

                              G han ap ny bilkul sai kaha k hardwork sy ziada ap ko smart hona chahiay kun k hard work to mazdoor bhi karta hy pr smart woi hota hy jo kam mehnat kr k ziada earn karta hy mere khial main forex smart logon ki jaga hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                Hamain har hal main purumeed rehna chaheye. Hard work karian aur Allah sey dua karain, inshallah kamyabi zaroor hasil ho gi. Jab aap koi kam mehnat sey kartey hain to Allah aap ki mehnat zaya nahi karta. Phal agar der sey milta hy, lekan milta zaroor hy. Himmat nahi harni chaheye aur apni ghaltiyon ki tasheeh karni chaheye. Jaisay jaisay aap ki mistakes correct hoti jayen gi, aap kamyabi ki taraf jatey jayen gey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X