Hum "KAL" keraingay yaar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum "KAL" keraingay yaar
    ASALAM.O.ALIKUM!
    Aaj main jiss per baat kerne wala hon wo lafz hay "KAL" . Kal aik aisa lafz hay jo humain qabar tak to lay jata hay lekin kamiyabi tak nahi lay ker jata.
    1. Azan ke waqt " Hum Namaz kal perhaingay, INSHA ALLAH"
    2. Online Earning ke video ya Ishtihar samnay aya, " Hum kal dekhaingay keh Online kaam kesay kerte hain".
    Esi terha ke kafi sari batain hain jo hum KAL per chorr detay hain. Akhir main bura kon hay. Hamari Hakomtain, Humara Sadar, Humaray Wazir, ye wo... Bhaiyo, Dosto aur Baheno, Hamara ghar hay hum nay he apnay ghar ke liye sab kuch kerna hay. Dosro ka apna ghar hay, kabhi hum nay pocha kisi ko keh apke ghar main khana day jao, sabzi la do main apko. Nahi na Hum nay hamesha apnay he ghar walo ko pocha hay keh sabzi la ker do, .

    Es liye main apko kahonga ke ye Kal ka aur Hakomto ka rona rona chorain aur apnay liye khud he kuch kerain.
    Pak Forex Forum apke pass acha moqa hay. Es per kaam kerain aur oske baad es say hasil honay walay bonus say aap forex trading ko sekhain aur kerain. Esi terha Online buht say kaam hain jo aap kerke apnay ghar ke , shahar ke, mulk tak ke halat badal saktay hain.
    Bs Kal nahi Aaj he jo bhe kaam samjh aye shoro ker dain. Aur phir dekhain, Main yaqeen dilata hon apko, thoray say he waqt main aap khushal hongay aur Hakomto ko kosna chor ker ALLAH PAK ka shukr ada ker rhay hongay. INSHA ALLAH
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hum &quot;KAL&quot; keraingay yaar

    Assalamu Alaikum dear member Jab Ham forex market Mein kam Karte Hain To Hamen is market Mein Kamyab hone ke liye delica target complete karna hota hai agar Hamesha market Mein acchi tarike se kam karte hain aur Jyada Se Jyada artwork Karte Hain To Hamesha market Mein advantages social kar sakte hain Hamen is market Mein acche tarike se kam karna hoga aur Apna target complete karna hoga Jab Ham is market Mein acchi quality ka kam Karenge To Hamen is market Mein Achcha bolna Sar Se Laga Jis per Ham trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Hum &quot;KAL&quot; keraingay yaar

      Kya hal hai doston AAP sab ka jeetu bhai ne bahut acchi baat kahi hai un logon ko Jo apne kam mein mein susti karte Hain aur apne kam ko karne ke bajaye usse jaan chhudaane ki koshish karte Hain ki Ham aaj Kam nahin karte kal karenge Bhai main aapko batata hun ke kamyabi hasil karna ke liye aapko Daily ka kam Daily karna hota hai jab aap Daily ka kam daily karenge tab aap kamyabi hasil kar sakenge isliye kabhi bhi kam mein susti na Karen aur aaj ka kam kal par na chhoden.
      • #4 Collapse

        Re: Hum &quot;KAL&quot; keraingay yaar

        Dear member bilkul Jo roj ka kaam hota hai hamen roj hi karna chahie aaj ka kam aaj hi karna chahie aaj ka karykram kal per chhod denge to Ham ismein piche rah jaenge aur nakam honge agar humne apna work complete karna hai aur kamyab hona hai to uske liye hamen apna roj ka kam roj hi karna hoga jo Mara target Hoga agar Ham use kal per chhod denge to Ham na kam ho jaenge
        • #5 Collapse

          Re: Hum &quot;KAL&quot; keraingay yaar

          Assalam walekum doston aap log khairiyat se kar rahe ho bhai aapane bilkul theek Kaha Ham cal Karenge yaar
          • #6 Collapse

            Re: Hum &quot;KAL&quot; keraingay yaar

            Bilkul bhi nahin Hamen yah bilkul Nahin sochana chahie ki ham log cal Karenge cal To Ham cal ka kam Karenge Jo aaj ka kam hai Hamen Aaj karna chahie Jab ham log cal ka aaj ka kam cal per chhodate Hain Humne jitne posting Aaj Karni Hoti Hai Ham vah cal bhi kar lete hain to usse Hamen thanks reply Jab itne Jyada Ek Sath Milte Hain To isase Hamara account Band Ho Sakta Hai Kaun ko bachane ke liye aur Achcha karne ke liye Hamen chahie kya Jyada Se Jyada
            • #7 Collapse

              Re: Hum &quot;KAL&quot; keraingay yaar

              Agar aap aaj ka kam cal per Chhod Dete Hain To aap kabhi kamyabi Yad nahin kar sakte isliye aapko aaj ka kam Aaj karna chahie cal ka kam karna chahie Jo kya aapke liye bahut Jaruri sabit Hoga aur accha sabit hoga isliye Aapa Chakri Kaise kam kar sakte hain aur acchi tarike se kam Yaha Pyar kar sakta hai jo kya aapke liye ho gai aur aap ke sath kam Karen agar aap Nahin ke sath kam Karte Hain To aap kam Yaha Pyar kar lete hain aur acchi kamyabi aapse kar lete hain jo ki aap ke liye bahut jarurat Hogi aur acchi Sath Hogi.
              • #8 Collapse

                Re: Hum &quot;KAL&quot; keraingay yaar

                Exactly members Ham kal karenge yah baat hamen kabhi bhi Kamyab Nahin hone deti kyunki kal insan ki life mein kabhi bhi nahin aati Jo kam kal per chhod Diya jata hai vah Hamesha ke liye kal per hi chhoda rah jata hai lekin jo kam Ham aaj abhi aur ISI waqt karte Hain ISI mein hamari kamyabi hai aur tabhi Ham yahan se Kamyab ho sakte hain Jo kam Ham kal per chhote Hain vah hamara kabhi bhi Bura Nahin ho sakta isliye friends apna roj ka kaam roj karne ki koshish karen taki aapko na kam na Hona pade Jo log apna aaj ka kam aaj hi karte hain vahi Kamyab hote Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Hum &quot;KAL&quot; keraingay yaar

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Adnan Khursheed پيغام ديکھيے
                  ASALAM.O.ALIKUM!
                  Aaj main jiss per baat kerne wala hon wo lafz hay "KAL" . Kal aik aisa lafz hay jo humain qabar tak to lay jata hay lekin kamiyabi tak nahi lay ker jata.
                  1. Azan ke waqt " Hum Namaz kal perhaingay, INSHA ALLAH"
                  2. Online Earning ke video ya Ishtihar samnay aya, " Hum kal dekhaingay keh Online kaam kesay kerte hain".
                  Esi terha ke kafi sari batain hain jo hum KAL per chorr detay hain. Akhir main bura kon hay. Hamari Hakomtain, Humara Sadar, Humaray Wazir, ye wo... Bhaiyo, Dosto aur Baheno, Hamara ghar hay hum nay he apnay ghar ke liye sab kuch kerna hay. Dosro ka apna ghar hay, kabhi hum nay pocha kisi ko keh apke ghar main khana day jao, sabzi la do main apko. Nahi na Hum nay hamesha apnay he ghar walo ko pocha hay keh sabzi la ker do, .

                  Es liye main apko kahonga ke ye Kal ka aur Hakomto ka rona rona chorain aur apnay liye khud he kuch kerain.
                  Pak Forex Forum apke pass acha moqa hay. Es per kaam kerain aur oske baad es say hasil honay walay bonus say aap forex trading ko sekhain aur kerain. Esi terha Online buht say kaam hain jo aap kerke apnay ghar ke , shahar ke, mulk tak ke halat badal saktay hain.
                  Bs Kal nahi Aaj he jo bhe kaam samjh aye shoro ker dain. Aur phir dekhain, Main yaqeen dilata hon apko, thoray say he waqt main aap khushal hongay aur Hakomto ko kosna chor ker ALLAH PAK ka shukr ada ker rhay hongay. INSHA ALLAH
                  Assalamu Alaikum dear farex members acchi post share Ki Hai Apne Sahi kaha hai aapane ek lafz Hai cal yah Jo Ham cal per ummid Lagaye Baithe rahte hain Yahi Hamen main nuksan deta hai ya Hi Hamen loss ki taraf Le Jata Hai Hamen Allah Tala ka shukar Ada Karte Rahana jaaiye aur Apna Kam cal per Nahin chhodana chahie Kyunki Jab Ham Aaj Apna Kam Nahin Karte aur cal per Chhod Dete Hain FIR cal Kahate Hain Ki cal Karenge FIR use cal ko Kahate Hain cal Karenge ISI Tarah kal kal Karte Karte Ham kam bhi nahin kar paate Bal ke blouse Ki Tarah Kadam badhate Hain isliye Hamen chahie ki Ham mehnat Karen aaj ka kam Aaj Karen cal per na chhode
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Hum &quot;KAL&quot; keraingay yaar

                    Asalam o alaikum dear forex member aj kal ka mamool bn chukaa hay k hm apna aj ka kam kal pa chorte hn susti ki wajah se koi bhi task dia jata hay to hm susti ki wajah se khty ye kam aj ni kal krn lkn wo kam kal bhi ni hota q k hm ye soxhte ye os se agly kal.lkn aisa ni hotaa or wo kam rah jata isii lye hmen aj kaa kam aj hi krnaa chaye or aj ka kam hi krny wale kamyabi hasil.krty hn

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X