Moving Average Strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving Average Strategy
    Dear friends main ap sab kay sath aik bohat he kamyab trading strategy share kar rahi hun agar es strategy ko chand baton ko mady nazar rakhty huway use karen gay to inshAllah bohat acha profit hasil ho ga
    Hum nay moving average 50 ka apply karna hay aur time frame humay h4 select kar lena hay agar market 50 kay moving average say upar ho gi to market ka trend buy ho ga aur humay esmain buy ki entry talash karni ho gi wo kaisy wo bhi apko btati hun esi trha agar market price 50 kay moving average say nechy hay then humay sell ki entry talash karni chahiye aur entry humay price action ki base par talash karni chahiye
    http://i.prntscr.com/eXawc4xaSPifobZv2PV6zQ.png
    Es screenshot main asani say samajh sakty hay jaisy keh ap daikh sakty hay hum nay trend line lgai jo keh market nay toor di aur market ki price bhi 50 kay moving average say upar the to ye baat confirm hay keh market us trend line ko retest kar kay buy main jaye gi aur aisa he huwa es trha sab pairs main humay achy moqay ki talash karni chahiye jaisy he achi trade entry ka moqa milay to humay us kay retest par market main enter ho jana chahiye ap esko demo par test karnay kay baad real main apply karen kyun keh ye strategy practice mangti hay
    Last edited by ; 24-02-2021, 09:32 PM.
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Moving Average Strategy

    dear member aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Kiya Jab Ham forest market Mein kam Karte Hain To ho usmein Hamen status ke sath kam karna hota hai agar Ham market Mein acchi strategies se kam Karte Hain To Ham is market mein jyada Se Jyada advantages Hasil kar sakte hain Jab Ham market Mein moving average 50 ka apply karna hai aur time frame Hamen H4 select Kiya Hua Hai hi Agar market 50k moving every se upar ho gai to market ka train bi hoga aur Hamen bike entry Lagane Hogi Agar market 50 Bridge Ke Niche Hai To Hamen market Mein sal ki trade Lagan Hogi ISI Tarah Hamen market Mein planning Karke kam karna hoga Taki Ham is market Mein achha profit Hasil kar sake.
    • #3 Collapse

      Re: Moving Average Strategy

      ye bhi ik bahut hi achy stratgy hy ager ham ko himat ky sth work karna chaye jis sy pher kafi ziada fiada bhi hoskta hy so hamien is mian mehant karny chaye jis sy pher kafi ziada so hamein is mian chaye ky ham moving everage sy bhi ham ik acha profit kama skaty hn ager ham soch samjh kar work kairen to pher kafi ziada fiada bhi hosakt ahy aur per kamyabi bhi hosakty hy
      • #4 Collapse

        Re: Moving Average Strategy

        assalamu alaikum dear member aapane bahut hi acchi information hamare sath share ki hai jab Ham Forex form per kam karte Hain to hamen apni acchi strategies per follow karna hota hai agar Ham acchi strategies ke sath kam karte Hain to Ham is market mein jyada se jyada kamyabi hasil kar sakte hai hamen is market mein kamyab hone ke liye apni learning increase karna hogi aur apne experience ko game karna hoga jab Ham is market mein apne experience ke sath kam karte Hain to Ham is market mein kamyabi hasil kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Moving Average Strategy

          Islamic Mumbai Pratham aap sab bhai khairiyat se Honge ji bheja aapane bahut Achcha Sawal kiya hai kya moving average strategy Tum aapko To Chalun ki Pahli Baat To yah mujhe samajh Nahin Aaya lekin iski samajhne ki jarurat Bhi Nahin Hai Ab Meherbani Karke Achcha Sawal Kiya gaya tha ki Hamen samajh bhi aur uska Ham jawab bhi De sake
          • #6 Collapse

            Re: Moving Average Strategy

            Yes dear moving Average trading strategy bahut hi best result deti hai aur usko use karna bhi Kafi Jyada Aasan Hota Hai Humko market Mein acche analysis karne ke liye Apne experience ki jarurat hoti hai agar Ham is market Mein Apna analysis karte waqt time Lagate Hain aur is market Mein Achcha decision Le Lete Hain To Humko is market Mein Kafi jyada fayda ho sakta hai Kyunki is market Mein Humne jo bhi trade open Karni hoti hai agar uska entry point Achcha hoga to Humko is market Mein Kafi Jyada profit ho sakta hai agar Ham is market Mein Sabar karte hain aur apni trade ka target hit Karvate Hain To Ham ko ismein bahut hi jyada profit Mil Jata Hai Jo log is market Mein money management ke rules ko Apne account per apply karte hain Unka account bhi safe rahata hai aur is market Mein acchi tarike se trading kar sakte hain moving Average trading strategy ke bahut Sare formule hai jinko use Karke Ham strategy ko strong banaa sakte hain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Moving Average Strategy

              Dear moving Average trading strategy mein bahut Sare tarike available hote hain Jinse Ham is market Mein trading kar sakte hain Market mein humko Achcha kam karne ke liye Ye Kisi expert traders se advice leni chahie Agar Hamesha market mein kisi acche Traders a signal Lekar trade Lagate Hain To Humko is market Mein Achcha result Mil Jata Hai Agar mis market Mein So Samay kar kam Karte Rahte Hain To Ham Ko ismein profit ho jata hai is market Mein mistakes karne per Humko nuksan bardasht karna padta hai jo Tradus market mein Main discipline ke sath kam karte hain aur money management ke rules ko follow karte hue trade open karte hain unko is market mein itna Jyada nuksan Nahin Hota is market Mein Kamyab hone ke liye Humko mehnat Karni Hoti Hai tab Ham is market Mein Apna target cancel kar sakte hain market Mein Achcha takat cancel karne ke liye Humko mehnat Karni Hoti Hai tab Ham is market Mein Achcha result Hasil kar lete hain moving average ko dekh k is market Mein trade Laga sakte hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X