Nai Shuruwaat Karen (New Beginning)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    yes my dear bilkul theek akah ap ne k is forex tarding business me jo traders kafi arsy se tarding kar rahy he or profit hasil karny k bjay loss hi kiy ja rahy he to un ko chahiy k wo dubara is forex trading k bary m3e experiance hasil kary or new trading start kary
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yes sir , main apki bat se agree karti hun ke bohat se log waqi main forex ko scam, gambling, fake busniss wagera samjte hain aur bohat se log apni investment trading main lagate howe darte hain ke agar hamen pora loss hogaya to kia hoga. Mera un logon se yeh kehna hai ke ksi bhi busniss main ate hi koi perfect nai ban jata har kam main kamyabhi hasil karne ke liye proper learning aur expert teacher ki zarorat hoti hai jo ahmen sahe se guide karsake aur hum usko follow karte hwoe apna experince barha saken. Hum mehnat karenge jab hi to hamara experince barhega bagir hath aur dimag ko use kiye bagair koi bhi expert trader nai ban jata aur yahan jitne bhi tarders hain woh bhi loss kar ke hi agge barha hain agar hum yehe soch ke beth ajyen ke hamen to is main loss howa hai agge bhi hoga to hum kabhi bi na seekh payenge na hi achi tarding kar payenge. Isliye hamen chaye ke apne past ko avoid kar ke agge ki janib qadam barhayen aur proper direction ke sath kam karen.
      • #48 Collapse

        g han ap ne hame bht achi bat samjayi hai or me apki bat se agree karta hu ke esa hi hota hai ke jab new trader forex me trading karte hai to pir unko loss hota hai or wo is me bar bar loss ki waja se forex ko chor dete hai lekin me unko ye khena chata hu ke wo is me har nai mane balke apne loss ki waja ko talash kare jab hi ap is me kamiyab ho sakte hai to mere dost ap log himmat nai harna balke iski achi knowlage hasil karna take ap is me kamiyab ho sake
        • #49 Collapse

          is main ye hi kehna chaon ga kay is main jo shaks ager shoro main hi loss ho jata hay to himat na harain or dil laga kar new beginning karain or phr is main ahtiat hay kaam shoro karain or kum risk lay kar kaam karin ta kay kum loss ho.
          • #50 Collapse

            nai shuruwaat un logon k lye bi ha jo abhi is field me nahi ae or un logon k lye bi ha jo is field me han jo is field me nahi ae un k lye ase ha k wo earning se apni life ko badal sakte han or un logon k lye jo is field me han ese ha k wo boht zaida loss karne k bad nai shuruwaat karen.
             
            • #51 Collapse

              sir baat thek he k banda kabhi kabhi har kar pershan ho k kam chor deta he but forex eak esa bussness he jis me agar apko loss ho jata he tu apko ose se accha fayda bhe ho sakta he .is k liye zarori he k ap forex bussness ki ziyada se ziyada knowolege hasil karen achi tara samjhen and prectice karen our kamr basta ho jayen new plan k sath start karen tu you will success in sha Allah
              • #52 Collapse

                ye baat tu theek hy kafi trader esy hein jo dil bardashta ho kar forex chor dety hein ma tu kaeta hoon k gerty hein shahsawar hi medany jang ma, aur ye kashti jis jaga doobti hy terti bhi waheen sy hy es liye jo kaam start karo us ko achy tareeqy sy karny ki kooshish karty rehna chahiye insan apni ghaltion sy hi tu seektah hy socho bachpan ma jub chalna start kia tha tu kitni baar chot khai thi.agar us waqt uth kas khary na hoty tu kia aaj chalna paty.
                • #53 Collapse

                  g ap en thek kaha nhey men ap ki bat se agreee karta hun aur m,en yahan hoon bhi naya aur men is kam ko sekh raha hun aur ziada se ziada is kam ko sekh rha hun aur mehnar kar rha hun aur gather kr rha hun knowlede..
                  • #54 Collapse

                    aga ra new hon is me ap asa kara ka ap pahla num pa trading to har gaz start na kara kio ka ap lko isa naqsan ho ga isk waja yahi ihoti ha ak apa ka pas experincee ki kami hotna ki waja sa ap kch kar nahi kpata aor loss ho jata ha
                    • #55 Collapse

                      If you're a beginner in the forex market you training and education for long enough and you'll be doing a successful strategy to you and you have to adhere to this strategy and relay news and follow all that is new in the forex market
                      • #56 Collapse

                        ager ap forex trading maain aoney loss ko bohat kerny keh bad bhe ni rok rahey to ao ko na umeed ya apney ko hotye nirrehney dena chahiye bulkeh hmian sub kuch bholl ker trading ko shruo sey start kern achhaiey aur sub kuch doabara skhna chhaiey phir hum ek new jzbey keh sath ek achey ttrader bun sktey hain
                        • #57 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                          Well, yahan kafi saray traders hongay jo kisi na kis trah yeh smjh rhey hen k woh Forex may kamyab ho he nahee sktey hen, kuch log smjhty hen k un kay pass capital nahee hay, kuch log smjhty hen k woh inexperienced hen, kuch log smjhty hen k unhay trading aati he nahee hay, or kuch log smjhtay hen k yeh aik just scam field hay, tou esay tamam logon say may yeh kehna chhahun ga k aap aik nai shuru-waat kren. Maazi (past) may woh koi bhee factors rhey hoon jin ki waja say aap ko nakami ka samna kerna para ho, un sub ko bhulaa ker aik naye tareekay say aagay aayen or is forum ka sahee use karen, kaheen bhee koi problem ho ya kis trah shuru kerna ho, yahan mojood experienced traders say discss karen.

                          Aik new beginning ki taraf aayen , proper planning kren her cheez ko mad-e-nazar rakhty huwey is field ko doobara say join kren or ab ki martaba pooray iraday or is may kamyab honay k yakeen k sath shuru karen.

                          Never stop trying, if you stop trying, you stop making progress

                          Kindly topic say related he comments karen

                          From the original desk of miles

                          naya suruat ke liye kuch mitha hojay?
                          • #58 Collapse

                            yes brother forex in the society aik great change hai yahan sccam or fake kuch nahi nahi hai humy apny sab past ko bhool kar naye siry se agy barhny ki koshish karni chahiey aur puri lagan se mehnat karni chahiey hum zaror kamyab hon gyn forget uyour past and start your present by looking your future bright
                            • #59 Collapse

                              Forex business me ap ko big loss hota ha liken is k ye matlab nahe ha k ap forex ko chor dy q k forex me ap ko kud he kuch experience k sath is me trading karni hoty ha jo ap nahe kar sakty ha our me to kud forex me kuch experience par he is me trading karo ga .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                g mera yehi mashwara ha ke ap demo account se lain then ap us mein acha experience and knowledge leke live account mein
                                enter hon to ap us mein buht achi earning kar skte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X