Nai Shuruwaat Karen (New Beginning)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Nai Shuruwaat Karen (New Beginning)
    Well, yahan kafi saray traders hongay jo kisi na kis trah yeh smjh rhey hen k woh Forex may kamyab ho he nahee sktey hen, kuch log smjhty hen k un kay pass capital nahee hay, kuch log smjhty hen k woh inexperienced hen, kuch log smjhty hen k unhay trading aati he nahee hay, or kuch log smjhtay hen k yeh aik just scam field hay, tou esay tamam logon say may yeh kehna chhahun ga k aap aik nai shuru-waat kren. Maazi (past) may woh koi bhee factors rhey hoon jin ki waja say aap ko nakami ka samna kerna para ho, un sub ko bhulaa ker aik naye tareekay say aagay aayen or is forum ka sahee use karen, kaheen bhee koi problem ho ya kis trah shuru kerna ho, yahan mojood experienced traders say discss karen.

    Aik new beginning ki taraf aayen , proper planning kren her cheez ko mad-e-nazar rakhty huwey is field ko doobara say join kren or ab ki martaba pooray iraday or is may kamyab honay k yakeen k sath shuru karen.

    Never stop trying, if you stop trying, you stop making progress

    Kindly topic say related he comments karen

    From the original desk of miles
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear aik defa loss kernay k bahd boht se log trading ko chhorh detay han ore wo ye semejetay han k ab is businessme kaayaab nai ho sektay .lakin aesi baat nai jo bi ab experianced trader han ore reguler trading ker rahay han wo bi shiru me loss kertay rahay han lakin unu ne mihnet jaari rukhi ha
    • #3 Collapse

      Well, ager woh tamam log jo past may kabhee na-kaam rhey hen ager new beginning kuch soch smjh ker sahee or proper direction may kren tou mera nahee khayal k woh is baar fail hongay, bus zaroorat hay sahee direction ki. or ager without any direction woh shuru kerty hen tou phir aap ki baat bhee sahee hay kay woh dobbara he loss krengay.
      اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008
      Brother, baat to sahi hay, kyo keh bohat saray traders aisay he hain jo yeh samajhtay hain keh bar bar k loss ki waja say wo mazeed yeh kaam jari nahi rakh saktay, agar wo aisa sochtay hain to theek he sochtay hain, kyo keh wo yeh nahi sochtay keh wo bar bar loss kyo kar rahay hain, learning kyo nahi kar rahay? aisay log bar bar new shuruaat kar bhe lain tab bhe loss he karain gay.
         
      • #4 Collapse

        Well, you are absolutely right, I think k hum sub ko he essa kerna chhaye, first learn then earn.
        اصل پيغام ارسال کردہ از: nabila
        phly ap kisi experience teacher se sekhain us ke bad ap 6 month us per practice krain phr us ke bad apny new account se shurwat krain.
           
        • #5 Collapse

          Aap nay bilkul theek misaal di hay, or may smjhta hoon esa hona bhee chhaye, woh naye azum k sath shuru kren or ab ki baar kisi ki reh-numaai kisi ki madad letay huwey shuru kren or aagay berhtey rhen.
          اصل پيغام ارسال کردہ از: jamil پيغام ديکھيے
          dear aik defa loss kernay k bahd boht se log trading ko chhorh detay han ore wo ye semejetay han k ab is businessme kaayaab nai ho sektay .lakin aesi baat nai jo bi ab experianced trader han ore reguler trading ker rahay han wo bi shiru me loss kertay rahay han lakin unu ne mihnet jaari rukhi ha
             
          • #6 Collapse

            bht se log baar baar loss hone k bawajud bhi forex treding mai lag jate hain or nayi shuruwat karte hain... lekin hamen asa nahi karna chahye agr ham thori si learning kar k nayii shuruwwaat kar k treding karenge to kabhi bhi loss nahi karenge
            • #7 Collapse

              yes brother u are right. i apperisate u. mayosi gunnah he. insan ko kisi b halat main mayosi zahir nai krni chahiey. har naya din insan k kiye nai umeed le kr ata he. insan ko apni mehnat jari rakhni chahiey.
              • #8 Collapse

                ap ne acha guide kya he me sirf tarder ko ye khna chaht ahn k ager apky aick trade loss me chala rahy he to ap risk le k koe r trade na khole aisa na ho k wo bhe loss me chly jae or apka account wash ho jae
                • #9 Collapse

                  ge han apny bilkul sehi ka janab ye ek real online business hy and pakistan best online business market hy or hamy sb ko past bhula kr ek new start up lyna chahiye ku kh yhs paso ka masla or na he koi or masla just learn kary dil; laga kr mehnat kary or earn kary :) .
                  • #10 Collapse

                    Well you are absolutely right.. brother aap ne bilkul theek bat kahi hy ke bohat se tarder sin sab bato kos ochte hein and then they give up forex jop ke galat hy unko again zroor try kerna chaiye because mere khayal se to forex ek aesa busienss hy jis mein her trader ek bar zroor fail hota hy or apna account blow kerta hy.. or sab isi se seekhte ehin or next time careful rehte hein jabhi vo successful hote hein
                    Dont Spam The Forum.. ..

                    :(I hate Spammers..:(

                    ;)Make Bonus Of 200 USD;)
                    • #11 Collapse

                      G han trading forex ka yeh business acha business hay aur ap ko apni sharuaat forex trading se lazmi kerni chahyin agar ap ne koi acha internet online busienss kernay hay tu forex trading se start lejiyee.
                      • #12 Collapse

                        Bhai jo sahi baat hai apki hamain chahiye kay hamain sab kuch bhool bhaal kar aik nayi shuruwat karni chahiye agar hamare sath kuch ghalat hua hai kisi bhi kisam ka loss hua hai hamain hamain chahiye kay poorani batain bhulaen aur age barhen
                        • #13 Collapse

                          jee bilkul sahi kaha app nay hamesha apne past ko bhool kay agay ki taraf jaana chahiye aur maazi main ki hui mistakes se seekh kar humain apne knowledge aur brain ka sahi use karna chahiye taa kay hum future main kamiyaab ho sakain.
                          • #14 Collapse

                            about this tyros they be in this market not know every thing so to every one start he with learning because its will help you
                            and you`ll benefit form everything in trading its will give you more in trading and i like this in trade
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Sir Agar Main Apni baat KAroun Tou Main nay Forex ko january 2014 main join Kiyaa Thaa... mujhe is say pehlay Forex k baray Main kuch khas knowledge nahin Thi Magar mera mind forex K liye possitive thaa...Sir Main nay jab join Kiyaa tou main nay Ab Tak ye Samjhaa k Forex Trading ek intehai Dilchasp buisness hai..main nay january Say ab Tak Sab Say Zyada time he Forex ko diyaa hai orr ye Silsilaa Sari umar chalta Rahay Gaa... main nay jab january main is k baray Main reviews lenaa or Study Karna Shoro Kiyaa tou buhat Sari Chezaain buhaat Attractive nazaar Ayi,main nay Sochaa k yaar itnaa Acha buisness hai Main nay fuzool Main dosray buisness main Apna time kill kiyaa,bas Phr main nay Sachi niyaat Bandh li K mera life Time buisness forex he hai..Ap yakeen Karain K Pehlay tou Mujhe ye bhi nahin Maloom Tha k order kis Tarah lagta hai Candles kya hoti hain,charts Ko Kaisay Samjha jata hai,indicators kya hotay hain,news ki kitni Ehmiyaat hai,laikin Ab Ahistaa Ahista Sab Samajh Ataa jaa Raha hai...Aab Mujhe pata hai k order kaisay lagaya jataa hai,market ko Kis tarah Say Analysis karnaa hai or buhaat Sari Chezaain main Ahistaa Ahistaa sekhtaa jaa rahaa hon... aap yakeen Karain K main jab Kisi Ko kehta hon K yar i M learning Forex Tou Log mujhe Shabash Detay hain..main nay Apni buisness life Ki Ek nai shoroaat Kar li hai... or meray Sath join Karnay Waloun Main Say Ab Tak kuch log JAldi he bby KAr gye hain Coz unhain Samajh nahin ayaa...Waisay main Samajhtaa hon k Forex itna mushkil nahin hai jitnaa k log isay Samajhtaay hain,Dekhain Damagh Tou Allah nay har kisi ko Ataa Kiyaa hai,bhai ye forum Par ana,Study KArnaa Damagh Waloun Ka he Kaam hai naa... tou main Samajhtaa hon K hammain Forum Ka bharpoor Faidaa uthanaa Chahiyee...Sirf Forex Related baat Karni Chahiye...forum main hammain Forex Trading Ko Sekhnay kaa behtreen moukaa miltaa hai wo bhi hamari national Language Urdu main...So Aap bhi eek nai shoroaat Karain or abhi Say Forum Ko Specialy forex ki taleem,ibtedai Forex Trader,MT4 And MT5 terminal,indicators Walay Sections ko Explore Karain or jo chez samajh nahin Ati us k liye seniors say Question Karain
                              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X