Forex aur Darr
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex aur Darr
    Hello Friends,
    kya Forex trading kay sath Darr ka koi rishtaa ha kia?
    Aur Darr ki wajah se hum log nuksan karte hain kia?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes forex trading market main trading ke sath dar bohat effect karta ha. forex traders jo trading market main darte darte trading karte hain wo forex main kabhi bhi profit earn nai kar sakte.
    • #3 Collapse

      Darr sirf unhin traders ya users ko hota hai jo kay Signals ka use kartay hain, aur jo is fourm kay rules kay sath nahi chaltay. Achi trading strategy aur galat time per market main apni trade ko lainay say bhi humain loss hota hai aur hum darnay lagtay hain phir aisa karkay.
      • #4 Collapse

        ager ap forex trading ko kasi acha trader sa learn karna ka bad join karta haan tu phir ap ko durr nhe lagta or ager ap without learning ka forex main invest kar data haan tu phir ap ko bhot zada durr laga rahata ha apna investment ka.
        • #5 Collapse

          forex trading ma agr ham kamyab hona chaty hain tu hamy har hal ma apni emotions ko control rakhna ha agr ham loss k dar sy trade kary gy tu possible nahi hain ham successful ho skay agr ham success chaty hain tu normal behave rakhna ha...!!
          • #6 Collapse

            gee nhe bhai forex trading mein darr kes bat ka hmein hota he trading krne he es mein apna sahih kam krein to phir kabhe nuqsan nhe hota he forex trading boht he acha profit dene wala business he es mein success ham asane se haisl kr skte hien aur phir life ko set kr skte hien
            • #7 Collapse

              forex trading main dar sirf unhi logo ko hota hai jin k pass knowledge aur information ki kami hoti hai aur zahir c baat hai jab apko dar hoga to zaroor ap loss karein gain aur profit gain nahi kar payein is liyea confidence k sath kaam karein aur knowledge rakhein.
              • #8 Collapse

                han dar to kafi rehta hai ye aik risky kaam hai is ko kisi tiembhi loss gher sakta hai ye aik worldwid ebuiness hais i ko kahein bhi kiajaksta hai ye aik good buiness hai si ko kisi tiembhi kiajaksta hai
                • #9 Collapse

                  Asalam o alikum pyare dosto kaise hain ap sab or trading kaise ja rahi hia? G forex trading main imotion ka bohot hath hota hai aksar hmare trad thek lagii hoti hai or ham profit main b ja rahe hote hain magar dar ki waja se jaldi close kar dete hain
                  • #10 Collapse

                    forex tradingmien ane ke baad apko chahiye ke ap dar kop bhool jayeh aur is mien bs ap apne trading rules ko follow karen aur us hisab se is mien trading karen to ap zaroor kamiyab honge.
                    • #11 Collapse

                      Bhai mere khyal say agr forex market mai trading as a professional trader or as a businesses person ki trha kray to trader forex market ki importance ko smj skta hai.Trading mai profit or loss dono hi hotay hai lakin agr proper planing or knowledge k sath trading ki jaye to yakeenan trader profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.
                      https://t.me/pump_upp
                      • #12 Collapse

                        bhai jan in sawalt k jawab ma ya kahon ga k is kam main ap logon k lya bhtar yahi ha k kabhi bh dar kar koitrade na lagaen jo bh kam karain pooray aitmaad k sath soch samjh kar krain q kay is ka ilawa nuqsaan ho sakta ha
                        • #13 Collapse

                          my dear jo new traders hote hain woh aksar jaldbaazi mein trade letey hain or jb market un k kuch hi against jaati hai to woh fear or emotion mein mbtalla ho sakte is liye mein sabhi trades ko yeh kahoon ga k fear k bina trading kr
                          • #14 Collapse

                            forex trading ke business se ap kabhi bhi nahi daren is mien bs ap apne emotions ko control kiye baghair is mien trade ko enter karen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G bhai bilkul rishta hy, lakin yeh bat sochen k dar hamary andr ata kab hay , jab b hum kisi cheez k bary main doubt ka shikar hoty hain ya fully confident nai hoty tab dar hota hy hamary andr, aor doubt say bachny ka best hal practice aor market k bary main jan boojh hy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X