Profit/Loss Say Agay Nikal Ker Dekhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    G bilkul ye sach ha jb hum srf profit/loss k bich me phans k reh jain to es sy srf frustration hoti ha hum pagl hony lag jaty hain aur phr natija srf sab kch chin jany ki sorat me aata ha es lye hmy aik target set kr laina chahye ta k hm os k mutabiq chalain kam sahi ha na hony sy to bhtr hota ha es lye koshish krain k apni soch ko es sy thora opr brha lain ta k kam sy kam loss ho aur ye life time kam ho jay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      g han main bhi iss baat se agree krta hun ke aap ko chahiye ke iss kaam main profit aur loss ki tension chor den aur iss kaam main freely trade karen iss se hi aap ko fayda ho sakta ha aap ko chahiye ke iss kaam ko pori mehnat se karen aur iss ke saath saath aap ko chahiye ke iss kaam main pori mehnat karen
      • #498 Collapse

        Yes jab ham forex me new hote he tab hame profit or loss ki bat ko bhulna hoga.Hame sirf eh sochna chahie ki ham kese forex me achha learning karke achha knowledge hasil kare.
        • #499 Collapse

          g bilku a[p theek keh rahay hain jo b trader forex main trading kerta hai us ka aik he maqsd hota hai k wo profit earn keray and apni earning ko incease keray.
          • #500 Collapse

            mere bhai apne jo ye sawal pucha hai ye kafi ahmiyat ka hamil hai or is say yaha par mojood logo faiz aad bhi ho saktay hain or mere jawab ye hain kay forex marke tmain trade karte waqt is k fundamental or technical dono analysis par dehaan dian kyn kay ye market easily work nahi karti hai
            • #501 Collapse

              forex main ham tab hi faidah hasil kar saktay hain tu hamain is main siraf apna faidah ya loss ka nahin soochna chahiay.phir hamain is main say earnin ho jay gai
               
              • #502 Collapse

                zyada tur traders jab new new start kerty hen tou un ka maqsad aik he hota hay just or just profit ko earn kerna or raton raton amee bun jana jo kay practically possible nahee hay. Zarrat hay k hum sub profit/loss discussions say bahar nikal ker dekhen

                Hamen shuru may just yeh sochna chhaye k hum is field may ager aaye hen tou isay life time k toure per aagay lay ker chalen gay, filhal apnay zehen say profit/loss ko nikal den bulkay apni trading ko behter bna-nay k liye apni energies lagaen.
                • #503 Collapse

                  han ji forex me just loss profits me nhi parna chahiye yeh bhi is me sochna chahiye ke yeh business hai kitna perfect or zabardast or is se ham ko kitna kamane ko mil sakta hai yahi aik business hai jis se ham zada se zada kama sakte hain .
                  • #504 Collapse

                    belkul aisa hi hai jb new aaty hain tu forex short cut lgta hai paisy kmany ka...jis may rato rat amer ho jaya krty hongy..low investmnt say barha proft lainy ka sochty hain....lekn es main gahlti newbies ki be nahi hai..q kay jo log esko es field main lekar aaty hain wo es trah sbz bagh daikhaty hain keh forex aik lottery hai...sb say asan kam hai paisa kmana tu ye usi trah sochta hai aur loss kar bethta hai.......
                    • #505 Collapse

                      G han app ne sahi kaha ha hmen is business me profit loss se agy nikal k dekhana chahye kyun k ye aik asa business ha jis se hm jitna chahye utna earn kar sakty hain or hm apna career b asani se is business se bna sakty hain or apni dreams ko b success kar sakty hain
                      • #506 Collapse

                        many ways are used to create a trading business into something profitable. but it was not easy. Process and our path to get there is very heavy. Many strategies shared by the master in this forum.
                        • #507 Collapse

                          mery khyal sa ap theak keh rahy ha agr ap forex mai nwew bie ha to apko chaye k earning ki bjay learning par ziyada sa ziyada tawaja dy taky ap achy trade bn saky na k sirf earning par de3han dy kr loss kr bethy
                          • #508 Collapse

                            yes dear friend i agree with you k forex k trade mien hamain profit or loss ko chor ker or b sochna chhye or es k elawa hamain es mien knwlede b hasil kerna chhye
                             
                            • #509 Collapse

                              bhai jaan ap nay ak buhat ziaad khoopbsoorat baat kahi ha kay humay apnay zhana ma irf profit or loss kay hi peecha nahi par jana chaahaye q kaay yaa humay maazeed giraye gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                Jub ap trading kr rahy hon to apko profit ya loss ka nahi sochna chahye bal k apko apny kam pe focus krni chahye ta k ap lalach me na parein r apna kam jari rakhein .apki mehnat hi apka profit bny gi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X