Profit/Loss Say Agay Nikal Ker Dekhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    yes dear ap ne bulkul sahi kaha ha bohat se new trader aesay hoty ha jo forex ko join karny k bad jab trading karty ha tab un ka mind sirf aur sirf profit ki taraf hota ha aur wo chahty ha ko wo forex se jaldi ameer ho jae mere kehyal se yeh possible nahi ha ham sab ko profit aur loss se nikal kar ham apni trade ko perfect kare t
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      foex me raton rat ameer ek ajib bt lgti he mjhe wo bhi posting se!!! or wakai apne acha topic choose kia he ham her thread per loss bonus or profit ki bt krhe hn or wakai ek topic kerte he ab boryat lgrhi he. ham apni life me forex ko ek aachi jaga placed kerskte hn. hamari life me jitna acha zada time hoga utna ham apna goal acheve kerskenge.
      • #168 Collapse

        ap thek keh rahe hai bhai hamari intention long term ki honi chahye ap ko filhaal agr kum profit bi mil raha hai tu ap koi problem nhn honi chahye ap apni studies is market baare mein badhate jaye ap ki earning khud hi increase hoti rahegi wakt ke sath
        • #169 Collapse

          hamain belkul asa he karna cahye. forex ma mostly new traders just profit or loss ka he sochtay hn. wo greed ma akar profit earn karna cahty hn just. wo ya neh scohty hn k market ka analysis kar k then trading karni cahye. or hamain phly learning or experience get karna chaye. us sa profit automatically get ho ga.
          :cool::cool::cool:
          • #170 Collapse

            Waah brother yaar apki mene har dafa thread parhi hen apne bohat nice information share karte hen is thread men bi apne bohat hi nices information share ki he kuch logg waqai lalach men akar apna account urrra dete hen
            • #171 Collapse

              my dear friend forex trading me lost aur profit ke elawa bee bahot kuch hai . forex trading me hame karoobar ka experience bee hiota hai yaha par hame bahot acha time paas milta hai . hame yaha par karoobar ka tareeka achee tara se seek sakte hai .
              • #172 Collapse

                apna kafi acha bat kahai har trader ko only profit pa focus anhi karna cvhata bakla ya samjhna chaya ka ek trader Forex trading main jitna time spend kar ra ha us time kain wo world ka bara bunnies ko shai tara sa understand kara our experience apna increase kara .
                • #173 Collapse

                  g han bilkul me app ki bat se agree karta hon, har new trader ko profit/loss k bary me hi nahi sochna chaye, traders ki koshish ye honi chaye k wo forex me trading k duran zeyda se zeyda learning karen ta k wo es experiences or knowledge ko apny lifetime forex business me kam aye ga.
                  • #174 Collapse

                    hamen kam sikhne ke koshih krane chaie , hamin profit or loss per depend na karna chaie , ham apna kam mehnat or emandari say karna chaie, agr ham apna kam nehayat emandari say krengy to koe profit or loss pe chorna chaie.
                    • #175 Collapse

                      yaar maximum bhe kia balkay sab log ismein kaam earning k liay kartay hain k kuch achi part time earning hojaye to earning k lihaaz se har user profit aur loss he dekhayga k kaisay loss stop karay aur profit earn karay
                      • #176 Collapse

                        ji han forex me profit loss ke chakkar me nahi parna chahiye kiun ke forex aik bohat bara business hai is me kamyabi usi ki hai or wahi apni life badal sakta hai jis ko is business ka sahi maino me experience hasil ho .
                        • #177 Collapse

                          apko chahiye kay agar ap profit aur loss se age dekhen gay tu bohat cheezen hain maslan apko agar sirf forex trade pe kaam karna hai tu apko yeh nahin sochna kay profit hoga tu karenge loss hoga tu nahin karenge apko sirf trade par dhiyan dena chahiye
                          • #178 Collapse

                            Profit or loss iss business ka hissa hay.meray khayal key mutaabiq ager hum forex trading per kaam shuruh kernay se pehlay iss kaam key barey mein mukammal maloomaat ley lein tou hum forex trading ko career kay tor bahtr triqay say use kr sktay hain laikn iss kay liy humain start main beyond the profit and loss sochna pray ga.
                            • #179 Collapse

                              ye kaam me sirf hame profit ya loss nahi hota hai yaha pay aap ko aur b bhot kuch dekhnay aur seekhnay ko mil sakta hai jiss say aao ko yaha pay kafi had tak kaam karnay ko mil sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                JEe bilkul interest nam ki bhi koi cheez hoti hai har cheez main sirf faida ya nuksaan nahi hota agar ap kisi field ko like krte hain zarori nahi k apke pas koi thos waja ho jis k bina par ap us field ko pasand krte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X