Trading karte waqt Hamesha mind active Rakhe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading karte waqt Hamesha mind active Rakhe

    Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi acchi baat kahi hai Jab Ham forex market Mein kam Karte Hain To usmein Hamen Apna mind active Rakhna Hoga Agar Hamara mind active Hoga aur ham is market mein jyada Se Jyada Soch Samajh Kar kam Karenge To Ham is market Mein advantages Hasil kar sakte hain Hamen is market Mein acchi tarike se kam karna chahie Jab Hamara mind active Nahin Hoga To Ham is market Mein Jal Baji kar sakte hain Jiski vajah se Hamen nuksan ho sakta hai Hamen is market Mein kamyabi Hasil karni hai To Hamen Apna mind fresh Rakh kar kam karna hoga aur Soch Samajh Kar kam kar na sake Ham is market Mein profit Hasil kar sake.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading karte waqt Hamesha mind active Rakhe

      jio bhejo na bilkul theek hai main kis baat se cricket hogi trading karte Ho To main chahie kyon main apna madam Kya karun nahin hoga so much reply nahin kar payenge operating Kaho close kar denge ya kuchh aisa karenge jiski vajah se hamara profit nahin balkiaksar aisa hota hai jab trading ki movement bahut jyada ho rahi hoti to mind hi acche se kam nahin karta isliye main chai ke mobile mein net khatam rakhe hain
      • #18 Collapse

        Re: Trading karte waqt Hamesha mind active Rakhe

        Asslam o Alaikum dear Forex member I hope aap sab khairiyat se honge aapane bilkul sahi kaha hai ki tarding krty waqat mind active rakene jtni zyda hum mind ko fresh or relax rakhe utni zyda hum achi tarding KR skene gy or phr achi tarding krky achi earning b KR sekene gy thank you
        • #19 Collapse

          Re: Trading karte waqt Hamesha mind active Rakhe

          Ji han bilkul dear aapane bilkul sahi kaha hai forex market Mein Ham Jab kam kar rahe Hote Hain To Ham ismein Dete Hain Ki Hamen trading karte waqt mind ko active Rakhna hota hai aur Hamesha main Soch Samajh Kar koi bhi trade open karna Hoti Hai To Ham ismein Kamyab ho sakte hain Kyunki yah Kaisa business hai ki jismein aap Kitni Jyada mehnat karte hain aur aap ismein Jitna Jyada Malik Thakur Karke kam karte hain iska aapko Nahin Jyada fayda hota hai isliye aapko ismein Jyada Se Jyada mehnat karna ho gai aur knowledge Hasil Karke kam karna hoga.
          • #20 Collapse

            Re: Trading karte waqt Hamesha mind active Rakhe

            Active hokar trading karne mein Hamen Achcha profit Hasil ho sakta hai Jab Ham active hokar Forex trading kar rahe Hote Hain To Hamen Achcha profit Hasil ho jata hai Hamen apni trade open karne ke bad market ko Dekhte Rahana chahie Jaise hi Hamare trade acche profit Mein Aati Hai Hamen apni trade ko close kar dena chahie Agar Ham market Ko Nahin Dekh Rahe Humne apni trade ko active kiya hai aur ham Teen Char ghante ke bad apni trade ko Dekhte Hain To Aisa karne se Hamen Koi fayda se nahin Ho Gaye Aisa karne se hone wale nuksan ho sakta hai isliye Hamen apni trade open karne ke bad trade ko Dekhte Rahana chahie Jaise hi Hamare acche profit Mein Aati Hai Hamen close kar dena chahie
            • #21 Collapse

              Re: Trading karte waqt Hamesha mind active Rakhe

              Assalam o Allakum dear friend umeed hy ap kharyat sy hon gy dear friends ap ny bilkul right baat ke hy khe humy trading karte waqt Apna mind active Rakhna chahie ya Apna mind active Rakhenge tab Ham Kamyab Honge aur ham acche trade open kar sakte hain isliye Hamen Jab Bhi trade Karni chahie fresh mint ke sath Karni chahie freshman ke sath aur ek Achcha de sakti hai Jitna Jyada mehnat Karenge apna hi of Ek Achcha benefit Hasil.
              Dear friends Hamen chahie kya ham mehnat Karen aur Apna Kam fresh mind ke sath kah rahe hain aur trade karte waqt active Rahen bahut se log Aise Hote Hain Jo etrade open karke market ko aur apni trade ko dekhna hi Bhul Jaate Hain iski vajah se unko Jyada loss ho jata hai isliye Hamen market ko watch Karte Rahana chahie agar aap Koi kam mein masroof hai aur of trade open kar rahe hain to aapko chahie kya aap take profit aur stop loss ka use Karen agar aap Inko use Karenge to aap ek Achcha profit Hasil kar sakte sakte hain aur aapko loss bhi kam se kam hi hoga
              • #22 Collapse

                Re: Trading karte waqt Hamesha mind active Rakhe

                Aoa g han humesha un hi logo hi trade profit abale hoti hy jo apnay mind ko fresh or active rkh kr trade open krta hy ap ko chahey k ap jab bi trade open krain ap ka mind fresh or active hona chahey or apko pass strong level ka analysis bi hona chahey
                • #23 Collapse

                  Re: Trading karte waqt Hamesha mind active Rakhe

                  Forex trading mein active trader hamesha apni advantages ko increase kar sakta hai aur apni account ki safety ko maintain kar sakta hai no doubt sometime market mein unexpected movement ho sakti hai jo aapke account ke liye bahut jyada bhej was ho sakti hai aisi situation main aapko hamesha market mein completely profitable trading karne ke liye apne account ki safety comment karna bahut hi important hota hai aur aap apne account mein active mind hokar work kar sakte hain aur apni advantages ko increase kar sakte hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Trading karte waqt Hamesha mind active Rakhe

                    Dear members agar aap Forex trading market Mein active mind hokar apni trading Karte Hain To usmein aapke liye bahut jyada advantages increase karna Aasan ho sakta hai no doubt Forex trading market me aapko Hamesha active Malhotra apni trading activities ko complete karna important role play kar sakta hai Jab aap fresh mind hokar decision-making karte hain usmein aap ko Hamesha bahut jyada advantages ko increase karne ke liye consistently apni trading par focus karna hota hai usmein apni advantages ko increase karne ke liye aapko is platform per hardworking karna hoti hai aur fresh mind hokar decision-making karna hoti hai.
                    • #25 Collapse

                      Re: Trading karte waqt Hamesha mind active Rakhe

                      Assalamu alaikum dear friends ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge ji hamen chahie kahan Ham jab trade kar rahe ho to to Ham apne Man ko bilkul active rakhni chahie kyunki ki agar Ham apne mind ko active nahin rakhenge to hamen lash bhi ho sakta hai aur hamen chahie ke hamara mind bilkul ho jab trade lagaen to iske bare mein information honi chahie uske bad hi trade lagaen pet aap accha profit hasil kar sakte hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Trading karte waqt Hamesha mind active Rakhe

                        Yes dear Humko is market me trade Karte Bata Apna mind active Rakhna Hota Hai Uske bad Mein market Mein acchi tarike se kam kar sakte hain Jab Ham is market Mein active hokar koi bhi trade Lagate Hain To Ham Achcha Le sakte hain address market Mein Soch Samajh Kar kam karte hain market Mein Achcha disable Lete Hain Ham Kuchh market Mein Kafi Jyada fayda aur Jata Hai is market mein humko apni trading strategy Ko Dekhkar kam karna hota hai jo Tradus market Mein Chitra Kaise trade Nahin karte hue is market mein kabhi aap Nahin Hote.
                        • #27 Collapse

                          Re: Trading karte waqt Hamesha mind active Rakhe

                          ji bilkul hamen koshish karne chahie ki jab bhi Karen to hamen hamesha apne mind ko active hi rakhna chahie jitna active hamara mind hoga Ham itni hi acchi kamyabi hasil kar sakte hain isliye apne mind ko active mind ke sath hi trade karne chahie Taki hamare trade successful Rahe
                          • #28 Collapse

                            Re: Trading karte waqt Hamesha mind active Rakhe

                            Active mind ke sath aap Jab koi bhi trade open Karenge to isliye aapko Jyada profit hone ke chances hote hain isliye mind ko active Banakar trade open Karen forex market Mein Ham Jab kam kar rahe Hote Hain To Ham ismein dekhte hain ki Hamen market Mein Soch Samajh Kar koi bhi trade open karna hoti hai agar Ham ismein koi bhi aur on bhi Sajan Denge To isase Hamen loss ho sakta hai agar Ham ismein acche decision Lenge aur Market ki movement ko Soch samajhkar work Karenge To Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte hain Kyunki aap Jab acche tarike se analysis ko perform Karke toilet karte hain aur aapas mein acche se market ko watch cricket koi bhi trade open karte hain to aapko ismein cprofit hota hai agar aap is market Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to Jyada Se Jyada Apna experience increased Karen aur office mein jyada Se Jyada knowledge Hasil Karke kam karen to aapko ismein kamyabi Jarur milegi Jitna Jyada Soch Samajh Kar kam Karenge aur Market Ko Jitna Jyada time Denge iska aapko Itna Irada best response milega.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Trading Karte Waqt Hamesha Mind Active Rakhe


                              Trading ek aisi activity hai jismein sirf strategies hi nahi, balki aapka dimaag bhi kafi ahmiyat rakhta hai. Jab aap trading karte hain, to aapko apne mind ko active aur focused rakhna zaroori hota hai. Is article mein, hum yeh samjhenge ke kis tarah se ek active dimaag aapki trading performance ko behtar bana sakta hai.
                              1. Dimaag Ki Ahmiyat


                              Trading mein dimaag ka role sirf sochne tak hi mehdoood nahi hota. Ye decision-making, risk assessment, aur emotional control ke liye bhi zaroori hai. Jab aapka dimaag active hota hai, to aap zyada acchi tarah se analysis kar sakte hain.
                              2. Emotional Control


                              Trading ke dauran emotions jese anxiety, fear, aur greed ka samna karna padta hai. Agar aapka dimaag active hai, to aap in emotions par control rakh sakte hain. Is se aap impulsive decisions se bachte hain aur aapki trading ki profitability barhti hai.
                              3. Focus Aur Concentration


                              Jab aap trading karte hain, to focus aur concentration behtar results ke liye zaroori hain. Aapko market ki movements, news updates, aur price changes par nazar rakhni hoti hai. Ek active dimaag is focus ko maintain karne mein madadgar hota hai.
                              4. Information Processing


                              Market ki har choti-badi information ko samajhna aur us par react karna zaroori hai. Active dimaag aapko is information ko tezi se process karne ki salahiyat deta hai, jisse aap behtar trading decisions le sakte hain.
                              5. Planning Aur Strategy Development


                              Trading se pehle planning aur strategy tayyar karna kafi zaroori hai. Dimaag ka active hona aapko effective trading plans banane mein madad karta hai. Aap market trends aur patterns ko dekh kar better strategies develop kar sakte hain.
                              6. Risk Management


                              Risk management trading ka aik ahm pehlu hai. Aapko hamesha yeh samajhna hota hai ke kis trade mein kitna risk lena hai. Dimaag ki active state se aap apne risk tolerance ko behtar samajh sakte hain aur accordingly decisions le sakte hain.
                              7. Adaptability


                              Market conditions kabhi bhi badal sakti hain. Aapko apni strategies mein flexibility rakhni hoti hai. Jab aapka dimaag active hai, to aap asani se naye circumstances ke mutabiq apne aap ko adjust kar sakte hain.
                              8. Continuous Learning


                              Trading mein success ke liye hamesha seekhna zaroori hai. Aapko naye techniques aur tools ke bare mein jaan kar unhe apni trading mein istemal karna hota hai. Active dimaag aapko is learning process mein madad karta hai.
                              9. Self-Discipline


                              Trading mein self-discipline ka hona behad zaroori hai. Aapko apne plans par amal karna hota hai aur distractions se bacha rehna hota hai. Jab aapka dimaag active hai, to aap is discipline ko behtar tor par uphold kar sakte hain.
                              10. Time Management


                              Trading mein waqt ka sahi istemal bhi zaroori hai. Active dimaag se aap waqt ko efficiently manage kar sakte hain. Aapko market trends aur analysis ke liye time allocate karna hota hai, jo aapke active dimaag se asaan hota hai.
                              11. Positive Mindset


                              Positive mindset trading mein ahmiyat rakhta hai. Jab aapka dimaag active aur positive hota hai, to aap negative situations ko bhi as an opportunity dekh sakte hain. Yeh aapko long-term success ke liye motivate karta hai.
                              12. Networking Aur Collaboration


                              Trading mein kabhi kabhi dusre traders ke sath networking bhi zaroori hoti hai. Active dimaag se aap effective communication kar sakte hain aur naye ideas aur strategies exchange kar sakte hain.
                              13. Analysis Aur Review


                              Trading ke baad apne performance ka analysis karna bhi zaroori hai. Aapko dekhna hota hai ke kya kaam kiya aur kya nahi. Active dimaag is analysis mein madad karta hai, jisse aap apne mistakes se seekh sakte hain.
                              14. Health Aur Wellbeing


                              Aakhir mein, apne health aur wellbeing ka khayal rakhna bhi zaroori hai. Healthy lifestyle se aapka dimaag active rahega. Exercise, proper diet, aur sufficient sleep se aap apne mental state ko behtar kar sakte hain.
                              Conclusion


                              Trading karte waqt hamesha apne dimaag ko active rakhna na sirf aapki trading performance ko behtar banata hai, balki aapko emotionally stable bhi rakhta hai. Yeh aapko behtar decisions lene, risks ko samajhne, aur successful trading strategies develop karne mein madad karta hai. Apne dimaag ko active rakhne ke liye healthy habits, self-discipline, aur continuous learning par focus karna chahiye. Agar aap in principles ko apne trading routine mein shamil karte hain, to aap apne trading success ko barha sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X