Lot size samajhkar rakhen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Lot size samajhkar rakhen

    lot size Samajh Kar Lagaya Karen lot size jaldi main kar apni galti se galat Laga Lete main uske aapko Kuchh Bhi Nahin Hota Hai ke liye lot size Lagate time aapko market ko bhi dekhna chahie market Mein Achcha Nani FIR kar lena chahie Jo person kam karna chahte hain vah Hamesha lot price ko dekh lete ho to aap Soch abhi bhi Hamesha ya nahin dekhna chahie Humko Kaise kharab ho Rahte Hue aapko aana hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Lot size samajhkar rakhen

      Doston Hamen lot size ke istemal mein Bade samajhdar ke sath kam karna hoga Kyunki lot size hi Forex trading main aapke Na Paye aur nuksan karta Ban sakta hai isliye aapko chahie ki aap apni money management Ka hisab se lot size rakhen Taka Forex trading Mein Achcha profit and karne mein Kamyab ho sake
      Thank you for your attention
      • #33 Collapse

        Re: Lot size samajhkar rakhen

        ji bilkul shredding mein loot size bahut jyada important hai tum ke saare depend loot size per hota hai agar ham lut size jyada rakhe to hamen jyada bole jyada profit bhi a sakta hai aur jyada loss bhi a sakta hai to loot size jyada Hona ek taraf se riski hai to isiliye agar market aapki favour mein jaati hai to aapko bahut jyada fayda Hoga lekin agar market aapki against jaati hai to aapko bahut jyada loss ho sakta hai yah aapka count wash bhi ho sakta hai
        • #34 Collapse

          Re: Lot size samajhkar rakhen

          Assalam o alaikum. I hope sb theak hain yhan aur achy sy apny kam kr rhy hain.
          Forex trading main learning knowledge aur experience ka hona bohat zarori hai.
          Forex main investment sy pehly lot size ka khayal lazmi rakhna chaiye. Isi sy loss ya profit determine ho ga. So market trends air fluctuations k mutabiq lot size ko choose krain. Market favourable ho to ziada lot size main b investment ki ja sakti hai. Isi lye trading k waqt market trends ko dekhty hue lot size main investment krain. Ta k loss sy bach skain aur acha profit earn kr skain
          Thanks
          • #35 Collapse

            Re: Lot size samajhkar rakhen

            money management ko properly samajhna aur isko apni trading per reply karne ka basically purpose yahi hota hai ki aap lot size ki selection according to available balance Karen agar aap apne account per lot size ki selection according available balance select karte Hain to aap ke liye Forex trading market mein successful hona difficult ho sakta hai aur aapke liye bahut jyada problems generate ho sakte hain isliye aapko lot size ki selection according to market volatility aur according to analysis hi karni chahie.
            • #36 Collapse

              Re: Lot size samajhkar rakhen

              Lot size ki selection of ke liye bahut hi important decision making hoti hai agar aap Forex trading market me lot size ki selection carefully Kahate Hain aur apne account balance aur available margin ki basis per Karte Hain To definitely aap iski against free account kis team Indian karne ke sath reasonable amount of profit bhi Hasil kar sakte hain isliye aapko Hamesha Koshish Karna Ho Ji ke market Mein Apni advantages ko increase karne ke liye consistently is platform par focus Karen aur apne advantages ko increase karne ke liye Hamesha market Mein advantages increase Karen.
              • #37 Collapse

                Re: Lot size samajhkar rakhen

                Yes dear Humko is market Mein lot size Jab use karna Hota Hai To Apne account ke hisab se use karna ho to Uske bad Hamesha market mein Apne account ko sev kar sakte hain jordar Apne account per lot size Jyada use karte hain vah is market Mein nuksan kar lete hain Humko Apne account Per money management ke hisab se lot size message mat karna hota hai agar Ham is market Mein acche analysis karte hain aur acchi trade Lagane ke liye lot size Jyada use karte hain to usse Humko fayda ho sakta hai lot size or neighborhood select karna Hota Hai Uske bad Humko profit Milta Hai.
                • #38 Collapse

                  Re: Lot size samajhkar rakhen

                  ji member aapane bahut acchi baat ki hai aap bilkul perfect kah rahe hain mujhe aapki baat bahut acchi lagi hai to Lot size hai vah soch samajh Kar rakhna chahie ji aapane bilkul theek hai jab bhi Ham painting karte nahin ho to Laut science answer hai vah aapko chahie kya aap soch samajh kar rakhe jitna jyada soch samajh per upload size ka intihan karenge utna hi jyada aapke liye faydemand hoga for example aapka kaun sa hai uske according agar aap rakhte Hain to ismein bhi aapka hi fayda hai kyunki agar aapka kam hai aur aap per lot size haiaap lot size hota hai vah jyada rakhte Hain to is tarah se aapko loss ho sakta hai isliye aapko aisa nahin karna chahie balki aapane account bonus ke according hi lot size ko rakhna chahie per yahan per jab aap ka bonus jyada hota hai Bata per lots of John Seva jyada nahin rakh table ke kam dekhte hain to is tarah se bhi aapko loss ho sakta hai isliye soch samajhkar lot size ka intezar Kiya Karen
                  • #39 Collapse

                    Re: Lot size samajhkar rakhen

                    Lot size ki selection aapke Apne account capital ko mutabik karna ho ki to aapko ismein kamyabi milegi forex market Mein Ham Jab kam kar rahe Hote Hain To Ham ismein dekhte hain ki Hamen market Mein Soch Samajh Kar koi bhi trade open karna hoti hai agar Ham ismein koi bhi aur on bhi Sajan Denge To isase Hamen loss ho sakta hai agar Ham ismein acche decision Lenge aur Market ki movement ko Soch samajhkar work Karenge To Ham ismein kamyabi Hasil kar sakte hain Kyunki aap Jab acche tarike se analysis ko perform Karke toilet karte hain aur aapas mein acche se market ko watch cricket koi bhi trade open karte hain to aapko ismein cprofit hota hai agar aap is market Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to Jyada Se Jyada Apna experience increased Karen aur office mein jyada Se Jyada knowledge Hasil Karke kam karen to aapko ismein kamyabi Jarur milegi agar aap money management ke rules ko follow Nahin Karte to aapko loss ho sakta hai.
                    • #40 Collapse

                      Re: Lot size samajhkar rakhen

                      Assalamu alaikum dosto Forex trading mein jab ham trading start karen to hamen Apna lot size zarur check kar lena chahie agar hamara account balance Kam hai to hamen chahie ki ham lot size ko small use karen Agar hamara account balance strong hai to ham lot size ko bigger rakh sakte hain magar market par depend karta hai ki market ki position kis trend mein hai.
                      • #41 Collapse

                        Re: Lot size samajhkar rakhen

                        Walekum assalam g members aapane acchi baat ki hai mujhe aapki baat bahut acchi lagti hai aapane bahut interesting informative baat majak Kiya ki hai ki lot size samajhkar rakhe ji member plot cycle mujhe samajh Kar rakhna chahie agar Ham small 8 se trading karte hain to uska bahut bada fayda hai isase hamara kaun was nahin hota ji member agar hamare analyses ke against bhi chali jaaye fir bhi hamen Koi Fark nahin padta kyunki hamara account watch nahin hota agar Ham bade not ki ped lagate Hain aur ped hamare nourishes ke against chali jaati hai to hamara kaun bahut jald was ho jata hai aur dobara account banane mein bahut time lag jata hai jiski wajah se hamari learning nahin hoti isliye hamen chahie Kya main shah small what se trade lagaen Taki hamari trade hamesha profitable Rahe aur hamara account save Rahe
                        • #42 Collapse

                          Re: Lot size samajhkar rakhen

                          Yass dear bhot hi AchA sawal kia haii Apnee lot size samajhkar dekha jee bilkul thek KhA haii Pakistan forex forum prlot size samajh kar rakha Karen jab Ham Pakistan Forex barambar kam karen to lot size samajh kar rakhe aur uski yad Karen jab Ham Pakistan Forex forum per kam karte Hain to hamen hamara account lot size ka ho jata to use hamesha kamyab bana kar rakhe aur uske liye hamari acchi kamyabi hogi Pakistan lot size hamesha Marley Bob hamen chahie ham log rakhenPakistan Forex foreign pawar lot size rakhne wale har ek insan ko chahie hamesha se sambhal karke usse mein uski kamyabi ho gai uske liye accha sabit hoga jab aisa karega to bahut jyada profitachcha Prasad hasil karna hai to decide ko sambhal kar rakhna padega jab Pakistan forest form per kam karen to use larvicide comments time bahut sambhal kar rakhna padega aur uske liye accha sabit hoga passion for param ek achcha aur kam yah business permission kam karne ke liye acchi kamyabi ki jarurat hoti hai thank you wala office
                          • #43 Collapse

                            Re: Lot size samajhkar rakhen

                            ji han bilkul aapane bahut acchi baat ki hai hamen lot size apne account balance ko dekh kar hi lagane chahie kyunki agar Ham apne account balance se jyada lot size laga dete Hain To hamara account high risk mein chala jata hai isliye apne account ko agar safe rakhna hai To lot size hamen hamesha minimum hi rakhna chahie Taki hamar account bhi safe Rahe aur ham acchi earning bhi Kar paye
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #44 Collapse

                              Lot Size Samajhkar Rakhen

                              1. Lot Size Kya Hai?


                              Lot size trading ki duniya mein ek bohot ahm concept hai. Yeh define karta hai ke aap kisi trade mein kitne units khareed rahe hain. Forex trading mein, lot size ka matlab hota hai ke aap kis quantity mein currencies ko trade kar rahe hain. Yani agar aap ek standard lot kharidte hain, to yeh 100,000 units ke barabar hota hai, jabke ek mini lot 10,000 units aur micro lot 1,000 units par mabni hota hai. Isliye, lot size samajhna aapki trading strategy ke liye bohot zaroori hai.
                              2. Lot Size Ka Ahemiyat


                              Lot size ka sahi istemal aapki trading performance ko behtar bana sakta hai. Agar aap chhote lot size se trading karte hain, to aapki risk kam hoti hai, lekin potential profit bhi. Dusri taraf, agar aap bada lot size istemal karte hain, to aapka risk bhi barh jaata hai lekin is se profit bhi zyada hota hai. Isliye, lot size ka selection karte waqt apne financial goals aur risk tolerance ko madde nazar rakhna chahiye.
                              3. Lot Size Aur Margin Trading


                              Lot size ka selection margin trading par bhi asar dalta hai. Margin trading ka matlab hai ke aap broker se kuch leverage lete hain, jis se aap apne paas jitni capital hai usse zyada trade kar sakte hain. Iska matlab hai ke agar aap 1 standard lot ka trade karte hain, to aapko uski total value ka kuch percentage apne account mein rakhna hoga. Agar aap chhote lot size se trade karte hain, to aapko margin requirement bhi kam hoti hai.
                              4. Lot Size Ka Asar Profit Aur Loss Par


                              Lot size ka sahi istemal aapke profit aur loss par seedha asar daal sakta hai. Agar aap chhote lot size se trade karte hain, to agar market aapke khilaf jaata hai to aapka loss bhi chhota hoga. Lekin agar market aapke haq mein hai, to profit bhi kam hoga. Isliye, aapko apne risk appetite ke hisaab se lot size ka chayan karna hoga.
                              5. Different Types Of Lot Sizes


                              Trading mein different types ke lot sizes hote hain. Standard lot, mini lot, aur micro lot woh sab se aam hain. Standard lot 100,000 units, mini lot 10,000 units aur micro lot 1,000 units ka hota hai. Iske ilawa, kuch brokers custom lot sizes bhi offer karte hain, jo traders ko flexibility dete hain.
                              6. Lot Size Aur Leverage Ka Taluq


                              Leverage trading ka ek bohot ahem hissa hai, jisme aap apne initial investment se zyada trade kar sakte hain. Lekin yeh bhi yaad rahe ke zyada leverage ka istemal karna risk ko barha sakta hai. Agar aap bade lot sizes ke sath high leverage ka istemal karte hain, to aapka potential loss bhi utna hi zyada hoga. Isliye, leverage aur lot size ko sahi balance mein rakhna chahiye.
                              7. Apne Account Balance Ka Jaiza Lena


                              Lot size ka selection karte waqt aapko apne account balance ko dhyan mein rakhna chahiye. Aapko yeh samajhna hoga ke aapka account balance kitna hai aur uske hisaab se aap kitna risk uthane ke liye tayyar hain. Agar aapka account balance chhota hai, to chhote lot sizes ka istemal karna behtar hoga taake aapka risk control mein rahe.
                              8. Risk Management Ka Role


                              Lot size ka sahi istemal aapki risk management strategy ka ek hissa hai. Aapko har trade mein kitna risk lene ka tay karna chahiye aur uske hisaab se lot size ka selection karna chahiye. Yeh zaroori hai ke aap kisi bhi trade mein apne total account balance ka sirf ek chhota hissa risk karein, jaise ke 1-2%. Isse aapka account lambe waqt tak chal sakta hai.
                              9. Lot Size Ka Calculation


                              Lot size ka calculation bohot asaan hai. Aapko sirf apne risk tolerance, entry aur stop-loss levels ko dekhna hota hai. Agar aapke paas $1,000 ka account hai aur aap sirf 2% risk lena chahte hain, to aap $20 ka risk le sakte hain. Isse aapko yeh dekhna hoga ke aapka stop loss kitne pips par hai aur iske hisaab se aapko lot size kaise adjust karna hai.
                              10. Trade Execution Mein Lot Size Ka Asar


                              Jab aap trade execute karte hain, to lot size ka asar aapki trade execution par bhi hota hai. Chhote lot sizes se trade karne par aap market mein zyada smoothly entry le sakte hain, jabke bade lot sizes se aapki trade execution mein challenges aa sakte hain. Isliye, lot size ka dhyan rakhe bina trade execution karna risky ho sakta hai.
                              11. Psychological Factors


                              Trading mein psychology bhi bohot important hai. Jab aap bade lot sizes se trade karte hain, to aapke emotions zyada intense hote hain. Aap zyada pressure feel karte hain, jo aapke decision-making ko affect kar sakta hai. Isliye, aapko apne psychological comfort level ko samajhna hoga aur iske hisaab se lot size ka selection karna chahiye.
                              12. Lot Size Ka Effectiveness Ka Assessment


                              Lot size ka effectiveness ko assess karna zaroori hai. Aapko apne past trades ka review karna chahiye aur dekhna chahiye ke kaun sa lot size aapke liye behtar kaam kiya. Yeh analysis aapko agle trades mein behtar decision lene mein madad karega.
                              13. Continuous Learning Aur Adjustment


                              Trading ek aisa field hai jahan continuous learning zaroori hai. Aapko apni strategies ko time ke sath adjust karna hoga. Lot size ke istemal mein bhi aapko adapt karna hoga, taake aap market ki changing dynamics ko samajh sakein aur apni trading ko behtar bana sakein.
                              14. Conclusion


                              Lot size samajhkar rakhna aapki trading success ke liye zaroori hai. Yeh sirf ek technical aspect nahi, balke yeh aapke trading psychology, risk management, aur profit potential par bhi asar dalta hai. Isliye, lot size ka sahi istemal karna seekhein, apne risk tolerance ko samjhein aur apni trading strategy ko behtar banayen. Yeh sab aapko ek successful trader banne mein madad karega.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X