market ki movement par focus karna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: market ki movement par focus karna chahiye

    Asslam.o.alaikum dear forex member umeed krta hon k ap khriet sy hon gy and forex trade sy benefit hasil kr rhy Hon gy ji aapane bahut hi acchi baat ki hai ke market ke movement per Najar Rakhna chahie Kyunki jawab market ki movement per Najar Rakhenge to aapko market ke bare mein pata chalega ki market profit mein kya rahi hai yah loss main to Abhi market Mein trade Karke Jyada Se Jyada fayda Utha sakte hain Iske alava Jab aapke pass Jyada knowledge Hoga tabhi aap market ki movement per Najar Rakhta Karenge aur Sahab send kar Sakenge Iske alava Agar aapke pass nahin hai aur time nahin hai to ab trade nahin kar sakte isliye market movement per rakhne ke liye time Hona bahut Jaruri AccuWeather time hoga market Mein Rakhenge aur Jyada Se Jyada profit Hasil kar Sakenge Shukriya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: market ki movement par focus karna chahiye

      Ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki market ki moment per ko kaise Rakhna chahie bilkul Aisi hi baat hai Hamen chahie ki Hamen market ki moment per Jyada Se Jyada focus Rakhna chahie Jo log Mar ki ki moment per Jyada Se Jyada focus rakhte Hain Wohi log acchi reading kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain isliye Jab Bhi trading layak Jaayen to Hamein market per Jyada Se Jyada focus Rakhna Hoga aur Market per hi Hamen acche tarike se learning Karni Hogi analyse Karni Hogi Kitni Jyada Ham market ki moment per analysing Karenge market ki moment ko Dekhenge market Ki Ab don ko Dekhenge ham utani hi acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur Forex per acchi Kamyab ho sakte hain isliye market ki moment ko dekhna Hamare liye bahut hi important hai acchi trading ke liye Jo log market ki moment ko Jyada Se Jyada Khyal rakhte Hain Vahi log Forex se fayda Utha sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain isliye market ki moment ko ignore karna mat chhode Jyada Se Jyada analyse Karen Taki Ham acchi trading Kar Paye
      • #33 Collapse

        Re: market ki movement par focus karna chahiye

        Assalam o alakium
        Dear forex member aapane bahut achi baat ki hai Hamen main har second market ki movement per focus rakhna chahie UK forex trading main market every second change hoti rahti hai agar ham market ki movement per Kaun khas Nahin karenge to Hamen last ka samna karna padega har second market ki movement per rakhne se Hi Ham acche trader Ban sakte hain aur achcha profit hasya kar sakte hain
        • #34 Collapse

          Re: market ki movement par focus karna chahiye

          humay acha focus krna chahiye market ki movement pe mein tu kehta hon hardworking kro gy to expeience b gain hoga or forex skills develop hon ge any way hardworking and experience both are necessary for forex trading. hamain chayia k forex k business main zaida sy zaida mant karain ar achi tarha earning hasal karain.
          • #35 Collapse

            Re: market ki movement par focus karna chahiye

            humay market ki movement pe acha focus karo ap agar hum forex ke liye mehnat karenge to hum ne experience bee ayega . ese tra agar hum me forex ka experience aur knoewledge nahy ho toi hum trading me earning nahy kar sakte app ko is man well or highly experience or knowledge bi gain krna hoga phir hi ja kr app is business man success bi gain kary ga or is man more handsome profit bi gain kary gay.
            • #36 Collapse

              Re: market ki movement par focus karna chahiye

              ji han aapki baat bilkul theek hai market ki movement ko follow karna chahie market ko follow Karen market ko acchi tarah analysis Karen apne analysis ko strong banaen aur Achcha entry point milane per hi trade open Karen Taki aap Jo trade open Karen usse aapko bahut Achcha profit ho aur aap loss se bacha saken isiliye hamesha mehnat Karen aur kamyabi Hasil karne ki koshish karen ek Kamyab trader hamesha mehnat per Focus karta hai mehnat karenge to kamyabi khud BA khud milegi aur unlimited earning kar sakenge isiliye hamesha mehnat ke sath kam Karen market ke ko analysis karna sikhen market ke bare mein information Hasil Karen Taki aap expert trader Ban sake aur unlimited earning kar sakte hain
              • #37 Collapse

                Re: market ki movement par focus karna chahiye

                Yes dear aap ny thek kaha hy k forex trading me kamyab hony k liy zrori hy k hmain market ko analyse krna bhut zarori hy market ki situations and fluctuations ko analyse kr k profit earn kr skty hn aur kamyab trader ban sakty hn
                Without learning aap kamyabi hasil nhi kar sakty isi liy experience and knowledge gain krny k bad ham market ko analyse kr k profit earn kr skty hn
                • #38 Collapse

                  Re: market ki movement par focus karna chahiye

                  ji han bilkul hamen market ki movement par focus karna chahie because jab Ham apni market ki movement par focus karte Hain To hamen is baat ka ehsaas hota hai ki Ham kisi bhi time yahan per kam karke bahut acchi mehnat kar sakta
                  • #39 Collapse

                    Re: market ki movement par focus karna chahiye

                    Dear friend agr hum Forex mein trading kar rahe hain to hamen hamesha soch samajhkar trading karne chahie market ki movement ko samajh Kar market ko acche se analysis karke best entry point ke sath hi trading karne chahie Jo trading karte hue jaldbaji karte hain lot size ka use apna account balance jyada kar dete Hain money management ko follow nahin karte woh kabhi bhi ismein kam yad nahin ho sakte isliye main chahe hamesha soch samajhkar trading Karen aur kabhi bhi trading karte hue jaldbazi na Karen Jo log dating karte hue jaldbazi karte hain aur lot size ka use apne account balance se zyada kar dete Hain vah kabhi bhi ismein kamyab nahin ho sakte isiliye hamen hamesha soch samajhkar trading karni chahie trading karna Koi aasan nahin hota hai iske liye mehnat ki zarurat hoti hai jo log mehnat karte hain apne learning par focus karte hain woh zarur kamyab Ho
                    • #40 Collapse

                      Re: market ki movement par focus karna chahiye

                      Assalam o alikum dear forex member humain market ki movement par focus karna chahiey .market kid way main ja rahi hai is ka pata karna chahiey ta kay trade karnay main ko dikat na ae . market ki movement oper ja rahi hai ya nichay ja rahi hai ya side main jarahi hai in sab ka pata hona zarori hai.ta ke loss say bacha jae
                       
                      • #41 Collapse

                        Re: market ki movement par focus karna chahiye

                        Assalamualaikum dear forex members g han dear forex members Apki bat blkl drust hy Pakistan forex forum me kam krne kalye zrori hy k apko ziada se ziada market ki movement ko dekh kr Kam krna chiye Market ki movement ko ko fucus krna chiye es se Apko trade ki movement ka b pta chl jay ga
                        • #42 Collapse

                          Re: market ki movement par focus karna chahiye

                          Assalm o alaikum tamam pak forex members umeed hay ap sab thek hon gay aur achay tareeke se trading kar rahay hon gay, Forex trading main aapka focus market ke upar Hona chahie Jab Bhi market aap aur Don hoti hai to aap apni trading use hisab se start karen to aapko Kafi fayda hoga, jitne bhi Forex trading members Hai unko market ki movement Firefox karna chahie market ki movement ke hisab se agar aap trading Karenge to aapki trading Kafi useful Hogi and a profit bhi achcha earn kar loge.
                          • #43 Collapse

                            Re: market ki movement par focus karna chahiye

                            Agr ham chahty hn k hmen trading mai loss bilkul na ho to hmen sb sy ziada jis chez par focus krna h wo market ki.movement h . Hmen in baton ka khas khyal rkhna hoga k kab market loss mai chal rhi h or kak profit mai. Usi k according hmen apni trading start krni chahiye. Lekin agr ham market ki movement ka khyal nhi rkhen gy to ham kbhi achi trading nhi kr sken gy or ziada sy ziada loss hasil hoga isi liay agr ham forex par acha trader bnna chahty hn to sab sy pehly market ki movement ko analys krna hoga or phr trading krni hogi. Hmen market ki movement ko analys krny k bad achy sy idea ho jata h k kis trading krny sy hmen loss hoga or kab hmen profit hasil hoga isi liay har time market ki movement par tawajja deni chahiye
                            • #44 Collapse

                              Re: market ki movement par focus karna chahiye

                              hi guys kase ho app main umeed krta hn k app kheriat se hn gy or bonus acha kama rhy hngy ummed hy agy bhi ye silsla jari rahy ga so agr app market ko dekh k trading krengy to app ko acha profit milaga atherwise app acha profit nahi earn kr sakogy sp app k lye acha hy koi bi trade lagany se pehly markit ka jaiza lain us k baad rade lagea shkrya
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: market ki movement par focus karna chahiye

                                Assalamu alaikum my dear frocks members may meet Karti hun ki aap sab Allah Pak ke Karam se Kuchh aur khairiyat se Honge Aur Main yah Kahana chahti hun ke Pakistan Pakistan bahut hi Achcha online business hai aur Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada mehnat Karen aur Jyada Se Jyada Achcha learn karne ki koshish karen Ham jitne Jyada ismein mehnat Karenge Hamen it Nahin Jyada aur Achcha profit dega Hamen chahie ke Ham trade karne se pahle Soch Samajh Kar red Karen aur ham market ki movement ko Jarur check kar lena Agar Hamen market ki movement Ka Pata Hoga To Ham Jarur acchi earning kar Payenge Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada mehnat Karen aur Jyada Se Jyada Achcha learn karne ke bad Apna work start karen aur Jitna Jyada hamare pass knowledge Hoga Ham itni acchi Shiksha sil kar sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X