successful trader ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    dear jab bandy ka ais market mai loss hta hai to atna zaida hota hai kay banda soch bhi ni sakta aisi liay pata ni hota kn succes ful hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bro u r right forex main koi bhi trader apny ap ko succesful trader nai kh sakta q kay is main kabhi market main prices up down ho akti han lakin agar un kay pas acha experience hai to wo achy trader ban sakty han
       
      • #18 Collapse

        yes dear app ka swal bilkul thek hy forex bi aik sea ki tara hy jis ko jitna bi learn kiya jae thora hy es liye ham apny app ko forex may expert nahi keh sakty hain hamary pass jitna bi knowledge and experience ho hamary liye wo bi thora hota hy es liye hammy forex ki learning ko leave nahi karna chahiye.
        • #19 Collapse

          Aik kamjab trader woh hota ha jo kay dil say forex main kaam kary aur phr iss kay baad iss main dil laga kar kaam kary aur phr hi woh iss main kamjab ho sakta ha lakin iss kay liye hum ko chahye kay jis kaam main bhi hum hissa lain us main hum kamjab hun aur yah us soorat main jab humary andar mehnat aur lagan aur aghy barhny ka jazba paida ho
          • #20 Collapse

            dear frind asa to ho nahi sakta k k koi bhi trading mai successful nahi hosakta agr ham khud ko forex mai manwana chahte hain to ham mahnat krte hain or kamiyab bhi hote hain
             
            • #21 Collapse

              ap nay bilkul thk kha hai is ki bari waja yehi hai k forex me hame khud ko kamyab trader kehnay k lye bhot sara tajurbay chahye aur jb hamaray pass tajurba a jae to hum achaytrader ban saktay hain.
              • #22 Collapse

                almos talways there si decine along with benifits in any businees/trading. to acquire experience involving decline you may need etire attentaion along with very good determination in appropriate occasion along with in a very appropriare means. in case you dn't accomplish that it's gonig to be totaly decrease of cocasio, income and also other means. men alyways come across precsiely what they attempts pertaniing to.
                • #23 Collapse

                  bhai dekhen aisa nahin hai kay koi successful nahin hota main maanta hun kay yahan par loss ka ratio profit kay ratio se kahi ziada hai par agar hum sahi se mehnat karen to success pa sakte hain aur apne apko successful keh sakte hain
                  • #24 Collapse

                    Friends success full trader wohi hota hy jo live trading mey kum se kum loss or zada se zada profit gain karta hy or is key liye zarori hy hum demo account per zada practice karey
                    • #25 Collapse

                      Loss is a part of forex so here is no trader who never losses in forex market. we need to learn the business well for success in forex. Only a good trading knowledge can make a god trader.
                      • #26 Collapse

                        har koi successfull trader itni asani se nai banta iskeliye bhot mehnat aur high power of knowledge ki zarorat hoti hai aj kal jo forex main apne apko successfull manega wohe sab se bara loser hoga kiun ke yeh busniss koi game nai hai ke ap raton rat is main ameer ban jayen saalon is main mehnat chaye hoti hai jab hi hum is main success pa sakte hain aur yeh jabhi mumkin hai jab hamari skills achi hungi aur apne mind main planing kar ke aur uski aik strategy bana ke trading kare jabhi hum trading main successful hosakte hain
                        • #27 Collapse

                          forex trading main bohat sy tarder loss kerte hai sucessful trader wo hai jo zayda loss na kare foex main chiye wo kam he khoe na earn kere but apni investment main sy loss na kare wo aik sucessful trader hai
                          • #28 Collapse

                            forex trading may successful honey k liya bhot mahnet karni parti hay forex trading may vo insan hi kamyab hota hay jis k pass forex trading ka knowledge zada sy zada hota hauy or experince b bhot zarori hota hay or successful ben k liya ap k pass itni elam hona cheya k market keb up or keb down hoti hay or trading b achi honi cheya teb hi ap successful insan ben saktey hay
                            • #29 Collapse

                              bhai first thing ye k agr ap apne ap ko loser kaho gy to ap khabi b trading ni kar sako gy.. apne ap par confident rho .. nd hope for the best phr sub theak rahe ga.. secondly garoor to karna buri bat hai agr koi successful trader hai b to usay is par garoor ni karna chahiye ye sub Allah ka diya howa hai aur wo khabi b lay sakta hai .. just hardworking karo zaurur profit ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                nahi aisa nahi hai ap aisa bol sakte hain ke forex trading ke business ko koi bhi 100% learn nahi kar sakta aur koi 100% ok trade har waqat open nahi kar sakta but is business main wohi success hota jo daily earning kare aur monthly target ko pura kare

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X