nai dear agar ham sab baat karain k kisi ko bhi lose nai ho sakta hay to hamari bhool hay lose to har ik field ka hissa hay magar jin traders nay forex main earn karna hay ya kartay hain to wo kar rahay hain mana k unko bhi lose hota hay wo to hona he magar jo propper earn kar rahy hain unko ham successful traders keh saktay hain unhone forex main mehnat ki hay wo earn kar rahay hain unka kabhi kbhi lose hota hay wo to na honay k barabbar hota hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим