successful trader ?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    succesfull trader wo hota hai jis key pas achi knowledge aur experience ho wo hi tradding mein kamyab hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ubaid ullah پيغام ديکھيے
      forex may aj tak successful trader kisi ko koi nahi ke sakta hai koi b nahi i am right or rung ?

      may manta ho may loser hon but successful trader koi nahi hai meray nazar may buss only acha trader hai not successful successful who B nahi hotay hai jo log yeh brokers ko open kar k betay hai who is liyeh k who b loss kar letay hai brother our har time latest learning kartay ahiso only ap us ko acha trader keh saktay ho successful na name mat do who is liyeh k who b loss kar jatay hai :confused:
      ear profit and loss is a part of forex trading iska matlab yeh hargiz nahi k successful koi bhi nahi aisa nahi hai forex main apna aim set karen target banaen aur latest learning hasil karen experience k bad hi is kam main hath dalein...
      • #498 Collapse

        forex trding main acha bussiness man wo hai jis k pass knowledge bht acha hai learning achi hai aur exprinced hai q k achy knowledge se hi ap achi planing kr skty hain aur soch smj k invest kr skty hain
         
        • #499 Collapse

          forex me bht mahnat krna ha is main learning krna ha us kay bad hi koi success is main hasil kr lain gy lakin bht mushkl main hota ha hota zaroora ha success
          • #500 Collapse

            succesful trader har koi ban sakta sab mehnat ki bat hoti hy janab forex is the best business of the world bagair knowledge k kuch trading karnay ki kuch skills kay begair ap trading mei agay nahi jay gay sekhna zaruri ha plang honi chaye 482qer kaam karnay ki hard work bohat cheez hoti ha kamyabi phir milay gi
            • #501 Collapse

              sucessfull trader wo huty hain jin ki koi bhe trade opposite na jate hu balqa wo aap ko munafa dete hu is saa ap ko kafe bachat hasal hute haaa is maqsad ka liye aap demo accounts paa kam krna chahye is sa aap ko faida hu gaaa
              • #502 Collapse

                hmmm .. dear aap ne sahi baat ki hai forex mai koi bhi aisa nahi hoga jis ne loss na kya ho ...aur forex mai learning process nahi rukti hai matlab her din forex mai kuch naya hota hai
                • #503 Collapse

                  ji ah bhi ij success full trader bunny kai liy humko yha pr bohat zada mehnat krny pary gi is kaia bad experinc eki obhat zyad zarot ho gi jis sia hujm ko fiada ho jai ga
                  • #504 Collapse

                    yar jaha tak mere malumat hai ik successful trader kafe long period ke trade he ker ta hai wo jada tar kam volume ke trade he laga ta ahi us ko trend ke kafe ache knowledge bhe hote hai.
                    • #505 Collapse

                      succesful trader har koi ban sakta sab mehnat ki bat hoti hy janab forex is the best business of the world bagair knowledge k kuch trading karnay ki kuch skills kay begair ap trading mei agay nahi jay gay sekhna zaruri ha plang honi chaye 482qer kaam karnay ki hard work bohat cheez hoti ha kamyabi phir milay gi
                      • #506 Collapse

                        g sai bt hai is liye sai bt hai ap ki q k is se hum is per hum kabi b axhy trader nai ban sakty.successful trader nai ban sakty hai kabhi b is liye hum forex ko jitna b jan le utna hi kam hai is liye hum is per bht sa kam ker k earning kr sakty hai
                        • #507 Collapse

                          koi successfull trader itni asani se nai banta iskeliye
                          bhot mehnat aur high power of knowledge ki zarorat hoti
                          hai aj kal jo forex main apne apko successfull manega
                          wohe sab se bara loser hoga kiun ke yeh busniss koi
                          game nai hai ke ap raton rat is main ameer ban jayen
                          saalon is main mehnat chaye hoti hai jab hi hum is main
                          success pa sakte hain aur yeh jabhi mumkin hai jab
                          hamari skills achi hungi aur apne mind main planing kar
                          ke aur uski aik strategy bana ke trading kare jabhi hum
                          trading main successful hosakte hain
                          • #508 Collapse

                            hum aisa bhi nhi keh sakte q k jo shakhs ek munasib profit hasil karna shuru karde to wohi kamyab he. ab ager ap kaho ke maximum profit hasil karne wala hi successful he to maximum ki to koi limit hi nhi he ap is ke top tak pahanch nhi sakte kiun ye utna hi high lage ga jitna ap ooper jao ge
                            • #509 Collapse

                              forex trading platfrom ma successful trader wo hota hai jo yahan se acaha khasa profit earen kar sakee or usku profit gain karne ma koi problem na hoty ho or wo forex ko baree achy tarhan janta ho isko successful trader kehty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                nahi yaar main kahan ho successful trader . main last two months say ker rah hun buessiness lekin abhi tak koi samj nahi ayi kay earning kese keparni hai :-D :-) ;-) ap e bta do

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X