loss se hum ko sekhna ho ga

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss se hum ko sekhna ho ga
    bhai jan humra ager loss hota hai to hum ko preshan nahin hona chahye apko phr se koshish krna ho ga ap aisa krna ha trading leaning krna shoro kr dain or mujy ummid hai k ap ek din apne loss recover zaror kro gy mahnt se ye sab kuch mumkin ho sakta ha trading ko apne easy apne bilkul nahin lana jab bhi ap entr ho to phly analysis kiya krian or us k baad trade kiya krain
    Last edited by ; 21-02-2021, 11:17 AM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss se hum ko sekhna ho ga

    Forex trading 1 risky business Hai Kyon Ke forex market ki movement Hamesha flexible hoti hai isliye Jab Ham apni trade ko open Karte Hain To Hamen nuksan aur profit donon ke liye taiyar Rahana chahie aur Agar aapko trading ke dauran nuksan ho jata hai to aapko pareshan bilkul Nahin Hona chahie aur apne nuksan ki waju Hath ko Talash karna chahie aur apni in mistakes ko select Karke improve karne ki koshish karne chahie aur apne nuksan se learn karne ki koshish Karni chahie aur apne next trade open karte waqt apni previous mistakes ko Apne mind Mein Rakhna chahie aur unko bilkul repeat nahin karna chahie tabhi Ham Forex per Kamyab trader Ban sakte hain lekin agar aap apni mistakes ko Bar Bar repeat karte rahenge to aap kabhi bhi 4 x per Kamyab trader Nahin Ban Sakte isliye Hamen Yad Se Zyada apni mistakes se learn karne ki koshish Karni chahie Taki Ham Forex Mein Kamyab Businessman Ban sake.
    • #3 Collapse

      Re: loss se hum ko sekhna ho ga

      g han bhai ap sahi kah rahy hain hamain apni galti se sabk seekhna chahie q k loss hamain apni galti se hota hy sjab ham jaldi main trade ko open ker daty hain jis ki waja se ham galti ker bahthta hain our hamain loss ho jata hy hamain kamyabi hasil krny k liay sabar se our soch samjhe ker kam krna hop ga tabhi ham kamyab honskty hain
      • #4 Collapse

        Re: loss se hum ko sekhna ho ga

        gi han loss sy hamein seikhna chahiye hamein kabhi bhi preshan nahi hona chahiye agar loss ho gaya hy to os sy hamein seikhna chahiye jo hamny ghaltiya ki hain woh ghaltiiyan dobara nahi hon
        • #5 Collapse

          Re: loss se hum ko sekhna ho ga

          jee haan i am agree with you humay loss se sekhna chahiye sab traders apne experience ki base per hi successful hotay hain. without experience aur practise k hamain trading karne ka koi faida nahi hota.app logo k pass is main ek acha experince or knowledge ho tu app is main kisi be time is main trading kar sakty ho or is main ek bohat he acha profit earn kar sakty ho par is main ap logo ko hard working bohat he zaroree hain
          • #6 Collapse

            Re: loss se hum ko sekhna ho ga

            Ji han bilkul theek kaha ke loss se Hamen sikhana Hoga Kyunki Ek Business mein do chijen Jarur Hoti Hai Ek loss aur ek profit Jo log mehnat Karte Hain imandari ke sath interesting ke sath Apna Kam Karte Hain vah Log profit Hasil karte hain lekin jo log mehnat Nahin Karte aur business per focus Nahin Karte Apne work ko acche se nahin Karte to vah log loss uthate Hain Hamen chahie ke yahan Forex Mein acche se kam Karen aur Agar Hamen loss hota hai To Ham use loss se Sabak Hasil Karen Ham Apne love se Sabak Hans Karenge to hi Aage badh Jaenge aur kamyabi Hasil kar Payenge
            • #7 Collapse

              Re: loss se hum ko sekhna ho ga

              Ham logon ko market Kendra jab nuksan hona shuru ho jata hai to uska Ham logon ko koshish karni chahie ki learning stage ko increase karna shuru kar de aur jitni jyada learning ability increase hona shuru ho jayegi utna maximum reward Ham logon ko yahan se Milana shuru ho jaega yah kafi jyada technical market hai iske andar aap logon ko jyada se jyada achcha kam karna hota hai tab jakar aapki profitability increase na shuru Ho jaati hai
              • #8 Collapse

                Re: loss se hum ko sekhna ho ga

                Yes dost loss hota ha aur koi bhi loss se nakaami se bach nahi sake ga is liye jab ye hota ha to ap best kam ye kar sakte ha ke ap is se learn kar le acha profit earn kar shakte hain qk yeh kafi profitable work hai or forex best hai muje forex main trading karna acha lagta hai aur practice k baghair app trading kar hi nahi sktey agr ap new ho to
                • #9 Collapse

                  Re: loss se hum ko sekhna ho ga

                  Ji han bhai bilkul aapane sahi Kaha Forex forum per Ham Jitna Jyada Delhi ka target complete Karenge utani Jyada Hamen kamyabi mil sakti aur ham ismein bahut jald kamyabi ho sakte hain isliye main chahie cal or se sikhana chahie Agar Ham loss Se ghabrate Hain To unko bhi bich Mein Kamyab Nahin ho sakte
                  • #10 Collapse

                    Re: loss se hum ko sekhna ho ga

                    Assalamu alaikum dear fellows ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se hongeji aapane bilkul sahi baat ki hai ke jindagi mein ek dafa Las hone se hamen usse kuchh Na kuchh sabak lhasal karna chahie aur agali dafa UN galtiyan ko vitra karke hamen trade karni chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: loss se hum ko sekhna ho ga

                      Bhai jan loss apko apki ki gaye ghalty ke bare me kafi kuch bata jata ha ap agar focus ho to ap in ghaltiyon se lazmi sekhe kar agay barho ge is ka procedure bohat simple hai magar is main kamyabi kay liey zarori hai kay ziada practice honi chahiey .is say bohat jald aik acha trader bana ja sakta hai
                      • #12 Collapse

                        Re: loss se hum ko sekhna ho ga

                        ji han garmi loss hota hai to hamen apne se sikhana chahie aur bahut jyada mehnat karna chahie hamen apne bete ko points ko kabhi bhi nahin chhupana chahie bol ke Ham kitni jyada mehnat karenge hamen apna hi jyada fayda hoga humne apne bhi kaun se kaun note kar lena chahie aur unko improve karne ki koshish karne chahie ismein hi hamara fayda hai agar Ham Life mein aage badhana chahte Hain to apne mistakes ko kabhi bhi najar andaj Na Karenyah hamari kamyabi ki sabse badi wajah hai ki Ham apni skills to improve karne ki koshish karen aur khud se sikhane ki koshish karen
                        • #13 Collapse

                          Re: loss se hum ko sekhna ho ga

                          Bilkul aapane bahut acchi baat kahi hai Hamen love se sikhana Hoga Hamen Jaaye ki Hamen loss Ho Jaaye To Hamen class Se Kitna Kuchh sikhana hoga to hi Hamen kamyabi Milegi Apne best 100 galti se sikhenge Tu Hi Ham Kamyab Honge isliye Hamesha apni Galti hone se sikhane ki koshish karen to aapko acchi kamyabi Milegi aur Soch samajhkar bar Karen aur acche se Achcha work Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: loss se hum ko sekhna ho ga

                            Hello Tamam dost u forex per kam kar rahe hain unko chahie k wo log sab sy 0hele demo account par kam karin us k bad wo log real account main investment krin q k ham tab he loss sy bach sakty hain jab ham ko experience hoga k market kese fluctuate krti hai market kese up and down hoti hai wo dost jo biggners hain unko chey k wo log dwmo account pr kam krin apni mistakes ko correct krin usk bad ap log real account kain kam krin wo log he kamyab hain jo demo account par practice krty hain. Loss sy bachy kele zarori hai k demo account par kam kia jay. Thank you
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss se hum ko sekhna ho ga

                              Hello good evening friends agar aap log forest Mein kam kar rahe hain to aapko chahie ki sabse pahle Forex demo account per kam Karen Taki aap ko experience Ho ke kam kaise karna hai agar aap without experience Kuchh kam karte hain to aapko last hone ke bahut jyada chances Hote Hain kindly Jab Bhi aap se kam start karte hain to aapko chahie aap apne senior ko follow Karen Unki previous post Ko Dekhkar post lagaen Apna Jyada Se Jyada focus Apna Kam Mukammal karne mein lagaen Jab aapki post complete Hogi proper Hogi infomentry informative Hogi to aap log Jyada Se Jyada bonus receive kar sakte hain Jab aap log without experience ko trade Lagate Hain To usmein aapko last hone ke bahut jyada chances hote hain to Kundli apni Galti hone se sikhane ki koshish karen Shukriya.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X