Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

    Assalamu Alaikum dear members yah baat bhi bilkul theek hai kya Hamen Himmat Nahin aani chahie Hamen Forex trading ka kam Jari Rakhna chahie jab tak Ham Jari Rakhenge Uttar tab tak Ham utna Jyada and kar sakte hain isliye important hai ki Hamen Himmat Nahin Aane chahie apni Himmat Aur ummid Ko kam Rakhna chahie Jitna Jyada time Rakhenge Itna Jyada dollar Jaenge aur ham $1 se trading kar sakte hain thankyou members
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

      Salaam Alaikum Hamen Himmat bilkul bhi nahin honi chahie Hamen Apne andar confidence Paida karna chahie aur Hamen ummid ke sath fir se kam karna chahie Hamari Mein Kabhi Bhi Shayad Nahin Hoti isliye Hamen Mat Karna kabhi bhi nahin chhodana chahie aur ham Mein fir se koshish Karni chahie FIR Ham Jarur kamyabi Ho Jaenge aur bahut Achcha profit Hasil Karenge isliye Hamen mat Nahin aani chahie aur main use bilkul bhi nahin Hona chahie Khud per Bharosa Rakhna chahie
      • #33 Collapse

        Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

        Assalamu Alaikum dear Forex member ummid kar di kya aap log bilkul khairiyat se Honge aur apne kam ko imaandari ke sath saranjam de rahi hongi member bilkul sahi kaha aap Logon Ne ki Hamen Himmat Nahin Har Jaani chahie Hamen Sabar Se Kam Nahin chahie Hamen Dil Chhota nahin karna chahie Hamen mehnat ko Jayegi Rakhna chahie daily best 50 post Karni chahie Hamen Apne kam Mein gap Nahin Dena chahie tab jaake ham log Kamyab Ho Payenge Aur cprofit bhi kar Payenge Kyunki Main Sab Kuchh hai mera sab log Kamyab ho sakti hai
        • #34 Collapse

          Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

          Ji bilkul Hamen kabhi bhi Himmat Nahin Hani chahie aur apni mehnat per pura Yakeen Rakhna chahie Jo log Mila Karte Hain vah Kabhi Bhi Himmat Nahin harty Hain Insan ko apni ki jaane wali mehnat per pura yakin Hona chahie ki vah Jarur usko fayda Degi so bilkul bhi Hamen Himmat Nahin Hani chahie aur apni mehnat per pura Yakeen Rakhna chahie aur Lagane ke sath kam Karte Rahana chahie Kyunki ISI Mein Hi battry hai
          • #35 Collapse

            Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

            Kabhi bhi himat nai harni chahiya Dil laga Kay Kam karhay tab hi hamay Acha profit hasal kartay Rahan chahiya Dil laga Kay Kam karhay tab hi hamay mahant hasal karnay may madad milhay gii Dil laga Kay Kam karhay mahnat may azmat hay himat nai harni chahiya is liya Dil laga Kay Kam karhay mahnat may azmat karhay
            • #36 Collapse

              Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

              G han humhy agr ik kamyab trader banna hain tu humhy mehnat karni ho gai na k himat sy harna ho ga ku k forex ik risky business hain is main humny losss or profit dono ka samna krna par skta hain is k liye humhy daily forex main time invest karna ho ga taki hum ik achy trader ban k achi earning hasil kar sake or ik kamyab trader ban sake humhy agr loss hota hain tu humhy mehnat krni ho gai na k himat hrni cjiye
              • #37 Collapse

                Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

                g bilkul ap ki bat thk ha k ham ko chye k ham is mn kabhi bhi himat na harain agr ham is mn himat har gai tu ham is mn kbhi bhi kkmayabi hasil nhi kar sakty hn ham ko chye k agr ham ko loss ho bhi jata ha tu ham ko chye k ham is mn us ki waja se mayoos na hn bal k ham is mn mehnat karain iis mn dil or lagn se kam karain tu ham is mn kmayabi hasil kar skty hn
                • #38 Collapse

                  Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

                  Assalam o alaikum!

                  ummid hai ki aap se bilkul theek honge jaisa ki aapane kaha hai ki kabhi mat nahin aur nahin chahie to aapko Bata to chalenge kijiye aapane bilkul theek kaha hai hamesha buland hosle ke sath kam karna chahie na kami per kabhi bhi Hamen himmat nahin har nahin chahie balki Hamen sabar se kam Lena chahie aur dobara se mehnat karni chahie
                  • #39 Collapse

                    Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

                    Yes dear hum kis market mein himmat ke sath kam karna hota hai market mein trade lagate waqt achcha decision Lena bahut jyada jaruri hota hai agar Ham is market mein acche tarike se kam karte Hain to humko kamyabi Mil jaati hai humko is market mein acche tarike se kam karna hota hai agar miss market mein trade lagane se pahle a jaldbaji karte Hain to Ham khush market mein nuksan ho jata hai agar hamesha market mein soch samajh Kar kam karte Hain to Ham ko ismein achcha result Mil jata hai market mein acchi planning karke kam karna hota hai Ramesh market mein achcha desi lete Hain tumko fayda Mil jata hai Ham kis market mein acchi planning karke kam karna tab farmers market mein kamyab Ho jaate Hain market mein nuksan se bachne ke liye humko apne experience per use karna hota hai tab Umesh market mein successful Ho jaate Hain agar hamesha market mein himmat ke sath kam karte Hain to Ham ko kamyabi Mil jaati hai.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #40 Collapse

                      Kabhi Bhi Himmat Nahi Harni Chahie

                      1. Himmat Ka Ahamiyat


                      Himmat insani zindagi ka ek ahem pehlu hai. Har shakhs ko apni zindagi mein mushkilat ka samna karna parta hai, lekin himmat rakhne se hum in mushkilat ka samna kar sakte hain. Himmat se hum apne maqsad ki taraf barh sakte hain aur apne khwabon ko haqiqat mein tabdeel kar sakte hain.
                      2. Zindagi Mein Challenges


                      Zindagi mein challenges ka hona aam baat hai. Har insaan ko apne safar mein rukawat ka samna karna padta hai. Ye rukawat kabhi bhi aati hain, chahe wo maali masail hon, rishtedari ke masail hon ya health issues hon. Lekin agar hum himmat nahi harte, to hum in sab ka samna karne ki taqat rakhte hain.
                      3. Himmat Aur Taqat


                      Himmat insani taqat ka ek zariya hai. Jab hum himmat rakhte hain, to humari soch aur tafakkur badalta hai. Himmat se humari jazbat aur hosla badhta hai, jo humein mushkil waqt mein sahi faislay lene mein madad karta hai.
                      4. Himmat Se Kamiyabi


                      Jab hum himmat nahi harte, to humari kamiyabi ke chances badh jaate hain. Har bar koi naya tajurba karne par humein dar lagta hai, lekin agar humne himmat se kaam liya, to wo naya tajurba humein naye dars aur experiences de sakta hai. Kamiyabi ka asal raaz himmat rakhna hai.
                      5. Akele Na Hona


                      Mushkil waqt mein akele mehsoos karna aam baat hai, lekin yeh sochna galat hai. Aapko yeh yaad rakhna chahiye ke aap akeli nahi hain. Aapke doston, parivaar, aur colleagues ka support aapke saath hota hai. Unse baat karein aur unki madad lein.
                      6. Positive Soch


                      Himmat rakhne ke liye positive soch zaroori hai. Jab aapko kisi mushkil ka samna karna hota hai, to khud se kehna chahiye ke aap is mushkil ko paar kar sakte hain. Positive soch se aap apne emotions aur jazbat ko control kar sakte hain aur better decisions le sakte hain.
                      7. Goal Setting


                      Apne goals ko clear rakhna bhi himmat ka ek ahem hissa hai. Jab aapka goal clear hoga, to aapko apne raste mein aane wali rukawatein samajhne aur unhe paar karne mein asaani hogi. Goals ko chhote hisson mein taqseem karein taake aap asaani se unhe achieve kar sakein.
                      8. Seekhna Aur Grow Karna


                      Har mushkil waqt ek seekhne ka mauka hai. Himmat rakhne ka matlab hai ke aap mushkilat se seekhne ko tayar hain. Seekhne ki is process ko apne liye ek growth opportunity samjhein. Isse aap apni skills ko enhance kar sakte hain aur next time ke liye behtar tayyari kar sakte hain.
                      9. Samay Ka Ahmiyat


                      Himmat rakhte waqt samay ko bhi madde nazar rakhna chahiye. Har mushkil waqt guzar jaata hai. Aapko samay dena hoga taake aap apne issues ko suljha sakein. Kabhi kabhi, thoda waqt lene se aapko behtar faisla lene ka mauka milta hai.
                      10. Mashq Aur Fitness


                      Jab aap mentally aur physically fit hote hain, to aapki himmat bhi barhti hai. Regular exercise se aapka stress level kam hota hai aur aapko positive energy milti hai. Fitness ka khayal rakhna aapki himmat aur jazbat par behad asar dalta hai.
                      11. Support System


                      Apne aas paas ek support system banana himmat ka ek important pehlu hai. Aap apne doston aur parivaar ke saath waqt guzarein, unse baatein karein aur unki madad lein. Support system aapko himmat deta hai aur aapko mushkil waqt mein sahara dene ke liye tayar hota hai.
                      12. Apne Aap Pe Yaqeen


                      Apne aap pe yaqeen rakhna sabse zaroori hai. Jab aap khud pe yaqeen karte hain, to aap zyada himmat se kaam karte hain. Khud par yaqeen karne se aap apni abilities ko samajh sakte hain aur unhe behtar bana sakte hain.
                      13. Failures Se Seekhna


                      Failures ka samna karna sabke liye mushkil hota hai, lekin inhe apne akele samajh kar chhod dena galat hai. Har failure ek lesson hai. Jab aap in failures se seekhte hain, to aapki himmat barhti hai aur aap agle mauke par behtar perform kar sakte hain.
                      14. Naye Mauke Aur Risk


                      Himmat rakhne ka ek aur zaroori pehlu naye maukon ka samna karna hai. Jab aap naye maukon ko apnate hain, to risk to hota hai, lekin yeh risk aapko naye tajurbe aur skills de sakta hai. Hamesha risk lene se mat darna, kyunke kabhi kabhi yeh risk hi aapki kamiyabi ka raasta kholta hai.
                      Conclusion


                      In sab baaton ka khulasa yeh hai ke kabhi bhi himmat nahi harni chahiye. Himmat rakhne se aap apni zindagi ko behtar bana sakte hain, mushkilat ka samna kar sakte hain, aur apne goals ko achieve kar sakte hain. Zindagi ke safar mein himmat aapka sabse bada sathi hai, isay kabhi mat chhodiyega.



                      اب آن لائن

                      Working...
                      X