Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi bhi himmat nhi harni chahie
    Asslam o alaikum dear members umeed hy ky aap ab kheriat sy ho gy me ye khena chata ho ky agar hum ko loss bhi ho jay kamyabi ja bhi lily tu bhi hum ko kbhi bhi himmat nhi harni chaiy bulky hum ko phly sy bhi zyada mhenat krni chaiy ta ky hum loss ko recover kr saky gy hum ko continu mhenat krty rhna chaiy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

    assalamu alaikum ji han hamen kabhi bhi himmat nahin aani chahie agar Ham himmat har jaenge to Ham kaise kam kar sakenge agar hamen ek waqt mein Las ho jata hai hai to hum ghabraye nahin bol ke acchi se acchi mehnat Karen Taki Ham jyada kam a sake agar Ham Sabar se kam lenge aur himmat ke sath kam karenge to ismein hamara apna hi fayda hai hamen chahie ki Ham jyada se jyada mehnat karke prapt kamaye hamen jitna jyada prapt kam aaenge hamen apna yadav fayda hoga
    • #3 Collapse

      Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

      mery bhi gi han kabhi bhi himat nahi rehna chahiye himat harna aisa hy jaisy hamari sari ki howi mehnat zaya ha himat harna aik buzdali hy is ka matlab pichy hat jana hy agar ham kam kar rahein hain kabhi himat nahi harni chahiye koshish kosish karni chahiye
      • #4 Collapse

        Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

        اصل پيغام ارسال کردہ از: AbdulMohid پيغام ديکھيے
        Asslam o alaikum dear members umeed hy ky aap ab kheriat sy ho gy me ye khena chata ho ky agar hum ko loss bhi ho jay kamyabi ja bhi lily tu bhi hum ko kbhi bhi himmat nhi harni chaiy bulky hum ko phly sy bhi zyada mhenat krni chaiy ta ky hum loss ko recover kr saky gy hum ko continu mhenat krty rhna chaiy
        Jab Ham market Mein kam kar rahe ho To Hamen chahie ke Hamen Himmat Nahin hone chahie train mein kamyabi Hasil karne ke liye Ham Dil lagakar kam Karenge To Hamen kamyabi milegi Agar Ham Jindagi Mein Aage Badhana Chahte Hain To Hamen Jyada mehnat Karni chahie aur ham Jitna gana Dil lagakar kam Karenge Hamen utani hi jyada kamyabi Milegi 4 aksharon Mein To bahut hi Achcha on isliye Hamen Forex trading per Jyada Se Jyada baat karni chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

          Profit or loss Zindagi Ka hissa Hai Kabhi Insan ko bahut Achcha profit ho jata hai to voh bahut khush hota hai lekin Agar kabhi kisi Insan ko loss hota hai to voh Himmat Har Deta Hai Hamen Forex Mein Pahle Se Hi yah mind banaa Ke Rakhna chahie Agar Hamen loss Ho Jata Hai To Hamen Himmat Nahin Harni Bal ke pahle se zyada mehnat Karke us loss ko recover karna hai aur Ziyada profit gain karna hai agar Ham Himmat Nahin harenge aur Pahle Se zyada mehnat Karenge to Allah Tala bhi Khush Hoga aur voh Hamen zyada Se zyada profit dega.
          • #6 Collapse

            Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

            Assalam.o.alikum dear forex member umedd ha ap sb bi khairyat sy hun gy or acha bouns bi hasil kr rhy hun gy g dear ap ny bilkul thk kha h humy kabi bi himmat nhi harni chyn ku ka business ma loss tu hota hi rehta h is liy himmat kabi bi nhi harni chyn kamyabi hasil krny ka liy business ma loss tu hota hi rehta ha himmat bilkul nhi harni chyn bilka profit bi tu ho shkta ha himmat nhi harni chyn
            • #7 Collapse

              Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

              Assalamu alaikum vate karta hun kya sab kah Rahe honge ji han hamen aur hamen kabhi bhi himmat nahin aani chahie apni mehnat karni chahie mehnat nahin azmat hai ek achcha trader apni mehnat ki vajah se pahchana jata hai hamari pahchan hi hamari naam hai
              • #8 Collapse

                Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

                G han hamaasha himat sa kam lana chiya himat sa kam kam lan ga to hi kamyab ho sackaan ga jo log himat har jata hn wo kbe b zindgi ma kamyabi hasal ni kr sacta or jo log himat sa kam lata hn wo asman ki bulandiyon ko chutta hn as liya hamaasha himat sa kam lana chiya
                Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

                  Assalamu alaikum dear friend Apne se Kahan hai hamesha himmat Nahin harne chahie agar aapko trading mein loss ho jata hai to aap fir se try karen to aapko achcha profit milega agar aap supporting mein himmat har jaate Hain to aap next time kaise profit Le sakte hain isliye himmat mat a rahe Apne kam ko can't no rakhen acche trading Karen aur apne loss ko cover Karen agar aap apne kam ho achcha karenge to aapke sath achcha Hoga aapke trading kamyab rahenge aur aap achcha profit lete rahenge agar Apne work mein main laparwahi karenge lal aaj karenge to aap kamyab Nahin ho sakte isliye Forex per mehnat Karen hard work Karen tab aap apne maqsad mein kamyab ho sakte hain Faraz bahut hi achcha online business hai 👍
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

                    Assalamu Alaikum hope you all are fine ji bilkul sahi baat hai Hamen kabhi bhi Himmat Nahin aani chahie balki Sabar se kam Lena chahie Business mein loss aur profit Hota rahata Hai isliye Hamen patient se kam Lena chahie Hi Agar Hamen loss hota hai To Hamen Himmat Nahin Hani chahie Nahin Apna Kam chhodana chahie Ham Main Apni mistakes ko not out karna chahie aur UN per Jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Taki vah mistakes correct ho jaaye aur dobara Hamare liye last Ki vajah Na bane Tu tabhi Ham Kamyab ho sakte hain Agar Ham Himmat Har Jaate Hain To Ham kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Jo log Sab Nahin lete vah kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte Forex state and Mein Hamen patient se kam Lena chahie aur jaldbazi Nahin Karni chahie Ham Jitna jaldi kam karte hain Itni hi jyada mistakes hoti hai Jim ki vajah se a Hamen loss ka Samna karna padta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

                      Aap Ki Baat bilkul theek hai Hamen kabhi bhi Himmat Nahin aani chahie Business mein Hamen loss Jarur hota hai lekin iska matlab yah Nahin Ki Ham Himmat Haar Ke kashtiyan jalake Baith Jaaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

                        Assalam u Alaikum dear members umeed Karta hn ap sab kheriyat sy hon gy bohat achi bat ki hai hai Bhai ny forex main kàam karty heuy hamain kabi b himat nai harni chahiye apny kàam ko mehnat or lagan sy Karna chahiye ziyada sy ziyada hardworking k Sath kàam karna chahiye daily routine work complete karna chahiye post ki quality ko behtr sy behtr rakhna forex k rules ko lazmi follow Karna chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

                          hello everyone my dear all pak forex ferinds umed hai ka ap sb pak forex main sy ziyda sy ziyda fiyda utha rahy ho gy ji han ap ki bt bilkul sahi hai ji han kabhi bhi himat nahi harni chaie ku ka dear ager ap apni life main himat har jaty hain to ap kabhi bhi kamyab nahi ho sakty es leya ap sb ko chaie ka ap ko loss ho jaye to ap kabhi bhi himat na hary aur tension bilkul na ley aur dear ap apny kam ko to bilkul stop na kary tb ja kar ap es main kamyab ho gy ji han daer jo insan himat har jaty hain wo kabhi bhi kamyab nahi ho sakty es leya hum sb ko chaie ka hum ko ager loss ho to hum himat sy kam kary aur joesh aur jazby ka sath kam kary tb ja kar hum kamyab ho gy ok thanks my dear all pak forex members.....
                          • #14 Collapse

                            Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

                            Asslam o Alikum umeed krta hn sb khariyat se hogy g han hamein himat nai harni chahaiye forex bhai ne acha seal kia hai forex main hamein dn raat mahant krna hogi achy se dil lga ke kam kry gy to hamein loss nai ata hamein loss ata hai jb hamry dil main lalich or jld bazi ajati hs se hamein bhot ziada loss ajata hai or ham apna account wash kr dety or sara ilazam ham forex pe dal dete han hamein aisa bilkol nai krna chahaiye sbr se kam lena chahaiye tbhi ham kamiyab ho skty han apna khyl rkhna Allah hafiz
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kabhi bhi himmat nhi harni chahie

                              Han ji bilkul Hamen kabhi bhi Himmat Nahin aani chahie balke Hamen Sabar se kam Lena chahie Kyunki Sabar Ka Phal Meetha hota hai aur Allah Tala bhi Sabar Karne Walon Ko Pasand Karte Hain Jo log Sabar Karte Hain To kamyabi Unka Mukaddar Ban jaati hai isliye Hamen chahie ke Ham Sab Bhar Ke Sath Kamle isiliye Hamen mehnat Karte Rahana Hogi aur Hamen kabhi bhi mayus nahin hone Dena Hoga Khud Ko

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X