market ka inzaar kerna
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ka inzaar kerna
    forex trading k doraan bohaat say traders is main jab baithaty hain to wo market ka intzaar nahain kertay hain and jald baazi main ghalat trade lga baitahaty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    gee haan bhia hmein apne trading ke lie market mein sahih time ka intzar krna hota he aur hmein apne trading mein sahih experience hona chahe aur apne trading mein mhnt krne he aur jb trading ka sahih trend ka pta chl jae phr apne trading krne chahe
     
    • #3 Collapse

      g bhai forex trading ki market mein ap har waqt entry nahi le sakte is mien apko entry lene ke liye apko isko sahi se seekhna hota hai aur iski practice karni hoti hai.
      • #4 Collapse

        G han jo professional traders hoty hein wo hmesaha market ka wait kertay hein jab tak unko koi confirm signal nahi milta hai wo apna order ko open nahi kerty hein is liey apko bhi ager forex men professional banna hai tu market ka wait kerna ho ga jab tak ap ko koi conifrm signal nahi milta hai,
        • #5 Collapse

          Patience is the key of success. Hamain wait krna chaheye aur jab market favourable ho jaye to phir is main enter hona chaheye. Hamain market key trend ko dekhna hy aur phir order laganey hain. Agar aap baghair sochay samjhey aur without any update leye, market main enter ho jayen gey, to big loss sey nahi bach saktey.
          • #6 Collapse

            market ka tab hi intazr krna chaiya jab hamy bhot pka yaken ho k ham tradeing sahi kr rhy hy warna w8 krny sy loss hi hoota hy agar ham ny trading kr rhy ho our ham profit my ho our ham zeada wa8 kry to aksar market profit my hony k bjay loss my chali jati hy
            • #7 Collapse

              gee haan bhai hmein apne trading mein sahih wqt ka intezar krna hota he aur hmein apne trading mein jldbaze nhe krne he aur hm apne trading mein shaih experience se kam krein to hmein apne trading mein profit ho ga aur hm apne trading mein kamayb hon ge
               
              • #8 Collapse

                Ap ko pata hai k Forex market ki movement bohat fast hsi.likan ap ko es market mai analysis krba hai aur phr ap ko es market mai trend KY mutabiq pending ya regular order open krna hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Bilkul Bhai Apne thek Kaha hamen signal Ka intezar Karna chaie jab tak hamen koi green signal na mile tab tak hamen koi trade nai Karni chaie

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X