apni wo galtian share karain jin ki waja se ap ko forex mai loss hua hu
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    Main forex main new trader hn is lea abhibtk koi galti nahi.ki lakin mujhe pata he agr main jaldbazi oar lalch main aa kr trade ki to wo mere lea kafi.nuqsan dah ho gi is k ellawah experience oar trading skill se bhi nuqsan se bacha ja sakta he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      hamain apni mistakes ko avoid kar k hi hum achy say loss say bach sakty hain aur hamain is k rules ko mind main rakhna ho ga tab hi hum achy say perform karein gay aur har koi achi trade lga skaty hain so hamain markt main run karein gay ta k earning ho saky gi
      • #858 Collapse

        meri to sab say bari ghalti yeh hai kay mujh say sabar ni hota. mujhy pta bhi hota hay kay mera account balance kam hay phr bhi market analysis kay baghair he ziada say ziada trades open karta hon ta kay ikhatha munafa ho jay but is tarah hamesha loss hota hay.
        • #859 Collapse

          hamain apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main run karin gay aur hamain market main rules ko follow karien gay tab hi hum kamyab ho sakty hain aur hamain is k bary main information hasil kar k hi hum real main sucess hon gay
          • #860 Collapse

            hamain apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k hamain market main kam kanry main bi koi mushkil na ho saky gi aur loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is forex main trend ko ue karna ho ga
            • #861 Collapse

              forex mai agar kam karty howe hum sy koi galti ho jy to hamy loss ho jata hain or jab hum kam karty howe emotions or lalch ko qabo mai nahi rahkty to be hamy loss ho jata hain or is mai market ka koi qasur nahi hota or jab hum is mai bager learning ky kam akrty hain to be hamy loss hota hain hamy in sub ko avoid karna bohat zarore hain
              • #862 Collapse

                Dear friend forex main kabhj kabhj new trader sah asi galtiyan ho gati hain aur woh apnay acount ki worth say ziada lot size laga lety hain ges say onhen bad main bohot ziada pareshani ka samna karna parta hy lehaza asi baton ka khas kheyal rakhen
                • #863 Collapse

                  yes humhain chahaiye k hum apni mistake ko note kare hum apni mistake ko lazmi dosro k sath b share kare k hum ne kitna loss kiya hian hum ne kitna profit kiya hain jis waja say loss hova hain vo lazmi hum note kare and aagy logo k sath b share kare forex main stop loss hit hote haina nd forex main tp hit hote hain is liye zarori hain k hum stop loss and take profit ko lazmi use kare agar stop loss hit ho jata hain tu hum aram say kisi or achi entry ka wait kare tu bhot he best rahy ga
                  • #864 Collapse

                    mujay is bar trading main kafi loss howa.kue kay main nay is business main ziada profit hasil karny ky liya big lot size ka use kiya.mager mari trade maray capital kay hisab say buhat bari thi.is liya is bar mera pora account hi wash ho gaya.or ab main new bonus ka wait ker raha hoon.jasay hi mujay bonus milay ga. main apni trading ko again start karo ga.or is bar apni trading main is tarha ki mistake kabhi nahi karo ga..
                    • #865 Collapse

                      Aslam o alikum dosto instaforex business mein lalach nahi kar na kio k ye lalach karny say lose melta hai subar our bar dash say kam kar lena ghusa waghara nah karna kio k ye ek online business hai ye kiss ka hat mein nahi ka ka apko lose say Bach saky ye profit say Bach saky
                      • #866 Collapse

                        is forex main apni mistakes ko avoid kar k hi hum achi trade kar sakty hain aur hamain is k bary main pahly learning karni ho gi ta k loss kam ho saky ga aur is forex main har jeet tou hoti hi rhti hai so ahamin is forex main trend ko use karna ho ga ta k earn ho
                        • #867 Collapse

                          Assalam alaikum bhai forex ak bahut acha online business hai us main ham ko agr ak acha trader bnna hai tu ham ko galtion sa seekhna pra ga blka ham ko forex trading main galti krni he nea chaya kiun ka agr haam koi bhe galti kran ga tu ham ko lose ho ga muj sa tu ya galti hoti hai ka lalch a jata hai mind main maina do dafa apna account wash krwaya hai ham ko trading main blkul lalch nea krna chaya agr profit earn krna hai
                          • #868 Collapse

                            mistakes ko avoid kar k hi hum achy say trade karny k kabli ho sakty hain aur is forex main up aur down ko dekhna ho ga ta k achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum real main perform karein gay
                            • #869 Collapse

                              bhai forex me loss hone ki kai wajuhat hen lakin sub se bari wajah ye hoti he k greed se jo log kam karte hen un ko hamesha loss hota he agar ap bhi ek trader hen to me ap ko yehi suggest karu ga k ap kabhi bhi greed se kam na lain ku k greed hi kamesha loss karwati he ku k jub insan greed se kam leta he to wo andha ho jata he or usy loss ki samaj hi nai lagti k yaha se loss bhi ho sakta he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                Re: apni wo galtian share karain jin ki waja se ap ko forex mai loss hua hu

                                hamain apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi aur har koi achi trade lga sakta hai so hamain is main palning karni ho gi aur har koi achi trade lga sakta hai so hamain is forex main loss say bachny k liye bi learning karni ho gi ta k hum achy say profit hasil karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X