apni wo galtian share karain jin ki waja se ap ko forex mai loss hua hu

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    mery mutabiq forex main loss ziyada lot size use karny sy hota hai..forex trading main loss acha market analysis na karny k wja sy bhi ho sakta hai.. is k sath sath greed ki wja sy bhi ap ko loss ho sakta hai..agar ap trade market ka technical aur fundamental analysis kiye baghair lgaty hain to phir bhi chances hain keh ap ko loss ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      dear ap nay barra he acha question ask kia hay is main ham sab ki renamai hogi mairay hisaab say ham sab main bahut sari ghaltian hain maine apna account jub start kia to mujhay feel hua k mujh main yeh ghalti hay main jub order lagata hoon hoon to maira stop lose bahut chota hota hay jo jaldi hit ho jata hay jis ki wajah say mujhay lose ka samna kena parta hay.
      • #798 Collapse

        bhai sab se bari mistake ke monay managment follow na krna fuzool me jaldi se trade me enter ho jana oske elava apko kabhi bhi pateince ke binna kam ni krna hn aur sl ka lazmi lagana hnstart me mene yehi mistake ki thi lekin ab mujhe profit hota hn :)
         
        • #799 Collapse

          well I have to face loss only because I don't have control on emotions sometime and i think lots of people in forex faces loss because of lack of emotion control and some some people face los because of greed these are major reasons of loss in forex trading all people have to lost their money because of these habits
          • #800 Collapse

            Forex trading men mjy jab bhi loss hota hai wo jaldbazi ki waja se hota hai , main ne ki baar useless trade ki hai jis se mjy loss hua hai, ab main ne apni iss mistake ko apna lesson banaya hua hai.
            Ab main jab tak market ka sahi trend analyse na kr loon main bilkul bhi trade ni krta hoon, trading k liye market ko analyse krna bahot zaruri hai.
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #801 Collapse

              bohat achi baat hay humay apni galtiyan share krni chaiye jinkay waja sey humay loss huwa forex mei jab meray paas trading ka khaas knowledge nahe tha achi strategy nahe thi greedy bhi hota tha tab loss huwa tha muje yehi meri mistakes thi
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • #802 Collapse

                Me nay almost aik saal demo account pay practice ki thi phir real account bna k trading start kr di thi me hmaseha aik he indicator ko follow krta tha wo ha RSI lekin kae dfa mujhay RSI k right signal nai milta tha aur me loss main a jata tha. So always use multiple indicators so you will succeed in forex
                • #803 Collapse

                  kuch mistakes Aisi hoti hai jinko aap market Mein karte hain aur aap ko profit nahi hota hai aap profit ki Bajai market Mein Apne account ko - Pe Le Jate Hain aur nuksaan ho jata hai aapko yahan se isliye bahut zyada careful Shahan
                  • #804 Collapse

                    bhai dkehi sab se barey ghalti ye hn ke trader over confidence me a jata hn ke hamrey to ab hamesha profit hoga becoz start me profit hota hn oske bad over loting se 1 pip ka loss se bohat zyada loss ho jata hn to ye sab se barey mistake thi meri to recover krli hn :)
                     
                    • #805 Collapse

                      hamain mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main anlayse kar k hi hum achi trade karein gay aur loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur earning ho skay gi
                      • #806 Collapse

                        bhai main tu apni galtio zaror share karunga q k meri ajkal aik he galati hai or wo yah hai k main time par trade o open nahi kar pta aik tu net kbhi problem karny lag jata hai or kbhi kuj or ho jata hai or mujy loss ho jata hai
                        • #807 Collapse

                          Forex mein trading krty huye mujhy jb bhi kabhi loss hua hy uski kuch reasons hoti hain jin mein order lagany mein jaldi krna , thory sy profit py laalach krty huye over trading krna aur market analysis ka na hona ye woh tamaam reasons hain jin ki wajah sy mujhy loss ka saamna krna parrta hy
                          • #808 Collapse

                            hamain apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum markt main kam karny k kabil hon gay aur is forex main loss say bachny k liye hard work krana boht hi zarori hota hai so hamain is main planing kar k hi trade karni ho gi
                            • #809 Collapse

                              hamain apni mistakes ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main loss say bachny k liye is k bary main experience hsail karna ho ga tab hi hum run karein gay aur trend ko use kar k hi hum sucess hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                agar hum forex trading main galtia karen gay to es chakar main hum market main theak say earning nahi kar sakty so humay chahiey keh es business main money management karty huway he trading karen tab keh market main bohat achi earning kar saky tab he hum market main safe reh sakty hay s
                                ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X