apni wo galtian share karain jin ki waja se ap ko forex mai loss hua hu
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    dear members mein forex mein new member hu mein ne aj hi forex start ki hai or treadin g mein ne nahi ki filhal is liye mein ne abhi tak koi ghalti or loss nahi ki hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      Mere khayal jo log loss kar bethte hain wo ziada experienced b nahi hote or demo acount pe sahi tarha practice b nahi karte or jaldi profit hasil karne k chakar main loss hasil kar lete hain or phir forex se ukta k ise chor dete hain halan k agar ap 6 month is ko achi trha samjhen to aik din ache trader ban sakte hain.
      • #468 Collapse

        hmmm mene aj tak trade nahe ki jo me apni ghaltiyan btaoun per itna zarur bta sakata hu k hamen apni aesi ghaltiyan dosro se share karni chaiye ta k hamen to loss hua per koi hamari ghaltiyo se sekh kar un se bach saky..
        • #469 Collapse

          bhai je mein pehlay zayida amount ki trade karta tha ap jab se loss huia hai menay small amount ki trading kar de hai yah best hai
           
          • #470 Collapse

            bhai je mein pehal bari amount ki trade karta tha ab jab se muje trade mein loss huia hai menay small amount ki trade start kar de hai
             
            • #471 Collapse

              forex trading main loss ki different reasons hoti hain aur her trader ko loss hony ki vaja bhe mukhtlif hooti hay for example aik trader ko greedy ki vaja say loss hua ay to maybe dosry trader ko emotions ki vaja say and another trader ko weak risk management ki vaja say loss ho jay
              • #472 Collapse

                we should know very well about this business before plunging into it to avoid the bad things that might happen. we must have enough knowledge. forex is not easy to do business there is great risk in it.
                we need to know about the strategies that we use but Forex is a best trading business for the people to make money and gain good experience. Forex is a good opportunity to make more and more money in short time.
                • #473 Collapse

                  dear meari galti ki sub sy bari waja yahi hai k mein ny bht zaida trading ki js k bd kamyab ho skty hain hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry forex mein kamyab hona chaty hain tu jitni mehnat kry gy utna e kamyabi k chance
                  • #474 Collapse

                    brother mn to abhi new ho or mn to siref demo account k bary mn hi bata sakta hon kh jab meri eak trade profit mn gai to mn ny jaldi se eak or trade laga di phir light off ho gi jab light ayi to mn kafi sary loss mn tha
                    • #475 Collapse

                      hahaha bhai jan yaha per bohat sarey log aisey hoon gey jo forex trading me galti kertey hen aur na us ko kisi say share kertey hen aur na us ko door kertey hen mene last time aik big mistake ki trading me mene pehley eur/usd sell kia aur bad me buy ker dya aur acha khasa loss howa.
                      • #476 Collapse

                        forex me mujhe greed ke wajah se hi loss hoya hai aur forex me lot size bada rakhaneki mene kai baar galati kiya hai jab hamara account me kam dollar ka capital hota hai jese ki 200 se 250 dollar jitana tab hume kabhi lot size 1 nahi lagana hai mene kiya to mujhe lss hi hota hai kai baar
                        • #477 Collapse

                          jald bazi and self control ke waja sy loss hoa tha main aap sub he ko main yea mashwara dun ga k agar selfcontrol hona chahya hy or agar aap ka targate pura ho jay to izafi profit k chakar main bhe loss hota hy
                           
                          • #478 Collapse

                            mujy loss sorf mere lalch ki wjaa sy hova wun k main aik trade ko chlaata jb wo losss main hoti usy cancel kr k new lga deta jb wo b loss main hoti usy cancel kr phr new esi trha cancel kr kr k main losss brhaata rha aur kafi sary losss main pr geya
                            • #479 Collapse

                              bhai mere mene abhi tak forex ko poora complete learn nahi kara hai kiun ke is me complete learning itna jaldi nahi kar pata hai koi bhi is me practice bhi bohat karni parti hai or aap ko mehnat or bohat carefully chalna parta hai is business me warna aap ko profit bohat kam or losses bohat hote hain .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                zayada tr galtian lack of knowledge ki wja sy hti ahin experience na ho or zayada loss tb hta hai jb apko market ka bilkul pta na ho market ka pta hna bot zrori hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X