Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai
    Assalamu Alaikum bilkul Hamari mehnat hi Namumkin ko Mumkin Mein tabdil kar sakte hai aage se Usi Waqt Hoga Jab Ham struggle Karenge dil se hard work Karenge To Hai Har Namumkin point ko Ham Mumkin karne ki position Mein a Jaenge isliye Hamen chahie ki struggle Karen mehnat Karke Sahi kamyabi Milegi aur Achcha fayda Hoga isliye main aat Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai

    Walekum dear ummid hai ki aap sab khairiyat se honge doston agar humne hath karte Hain to jarur kamyab hote Hain isliye hamen chahie ham Apne hi mehnat burai bhula banaen Karke ham kamyabi hasil kar sake isliye hamen aaj ka kam aaj karna chahie kyunki agar ismein last ho Gaya to fir hamen himmat Nahin aani chahie agar himmat hamari andar hogi to ham jarur namumkin ko mumkin bana sakte hain isliye hamen chahie ham Soch samajh Kar kam Karen
    • #3 Collapse

      Re: Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai

      gi hamara jo maksad hy ky aik tu hamny mumkin ko namumkin banana hy is ky liye hamein hamesha mehnat karni ho gi kyo har kam mehnat sy hota hy mehnat ky bagair koi kuch nahi kar sakta hy agar kamiyabi ki taraf barhna hy tu hamein mehnat kar ky namumkin ko mumkin banana ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai

        main aapko ek chij batata chalo Jo bahut jyada important hai ki Life mein kuchh aisi chij hoti hai jo hamare liye possible nahin hoti lekin Ham samajhte Hain ki yah chij hamare liye possible nahin hai lekin main aapko ek chij batata chalein ke vah chij hamare liye possible hoti hain Ham apni struggle aur mahina se unko pahunchi pal kar sakte hain aur forex forum mein kaisa form hai Jahan per Ham apni life ki sari needs ko pura karte hue apni har chij ko possible banaa sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai

          jee haan mehnat kisi b na mumkin kaam ko mumkin bna dthi hy forex trading business ko karna ka lia haman pahla is ka bara ma knowledge hasil karni hoti ha aur phir demo practice sa experience bhi hasil karna hota ha phir hi earning ki ja sakti ha.knowledge ka hona zruri hai forex trading mein success hasil karna bhi easy ho sakta hai agar experience hoto
          • #6 Collapse

            Re: Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai

            Aoa umeed hy sb sy khriyat sy hon gy ji dosto bilkul sahi baat hy jb hm mehnat krty hain to hm kaam. Mein kamyab ho jaty hain or Hr namumkin kaam mumkin ho jata hy mehnat K bgair koi b kaam mumkin nai jb log mehnat krty hain Wohi kamyab hoty hain mehnat kiye bgair hm forex py kbi b kamyab Nai ho skty na he Acha profit hasil. Kr skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai

              g haan ap hamesha na mumkin ko mumkin bana saktay ho agr ap mehnat kry gy to ap ko experience ata jy ga aor forex ap par aya hoti jy gi experience ata he mehnat se he agr mehnat na ki jy to experiece khude to nahe ata he ap ka experinece barta jy ga bagheer mehnat ky experience nahe ata ye dono chezy lazmo melzoom he
              • #8 Collapse

                Re: Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai

                na mumkin ko.mumkin bnanay k liyay un thak.mehnat krni hoti hay or mehnat hoti hay sehat or tandrusti k sath sehat ek naymat hay or mehnat sonay pay suhaga ki haysiat rakhti hay to phir mehnat say jo kamyabi hasil hogi woh apko zindgi main fazool bayth kr hasil njen ho sakti so try to understand k kia hota hay or kaysay hota hay jo bho hota hay sb mehnat say hota hay dear so try to get sucsess with hard work
                • #9 Collapse

                  Re: Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai

                  Aapki baat bilkul theek hai agar aap mehnat karenge to namumkin bhi mumkin ban sakta hai lekin iske liye zaroorat hai hamen se pahle Jada se Jada mehnet krni hogi
                  • #10 Collapse

                    Re: Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai

                    g haan ap ki mehnat na mumkin ko mumkin bana sakti hay experience dono ko he bohat zyada importance hasil hen aur ye dono he hamary liye bohat zyada zarori hain kiu k experience k sath sirf kam nai chal sakta balkay haman us k sath mehnat karne ki b zarorat hoti hai aur phir ham kamyab ho sakte hen
                    • #11 Collapse

                      Re: Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai

                      Yes dear forex member ap ki bat bilkul thk hai ap ny sahi kaha hai k mehnat kabhi zaya nhi jati ap jitna ziada mehnat karty hain utna ziada mehnat ka aillah hasil karty hain es liye mehnat ka daman kabhi na choren meehnat karty rahen mehnat aik din ap ko zaror kamyabi deti hai mehnat karny sy ap na mumkin kaam bhi mumkin ho jata hai es liye koshish karen k mehnat karty hai sillah jany khuda jany Allah pak mehnat ka sillah zaror dety hain ....
                      • #12 Collapse

                        Re: Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai

                        Assalam.u.Alaikum !
                        Umeed karti hun aps ab kheriyat sy hon gy or apna kam bhi achy sy kar rahy hon gy hamy chaye ky ham apny kam ko achy sy karyn ham janty hain ky koi bhi cheez na mumkin nahi hoti hamy doosro ko dekh kar hasrat nahi karni cahye balky hamy khud mehnat karni cahye ham mehnat kar ky kisi bhi an mumkin ko mumkin bana sakty hain ham agar lowest class hain to ham trading ma mehnat kar ky achia profit gain kar sakty hain or isy mumkin bana sakty hain ky ham bhi khushaal zindagi guzzar sakty hain Allah paak ka bhi yeh hi farmaan hai ky koi bhi kam naa mumkin nahi hota ham mehnat kar ky us manzil tak pohanch sakty hain so mehnat karty rahyn to achi zindagi apka khuwab na mumkin nahi balky mumkin hoty apko nazar aye ga.
                        • #13 Collapse

                          Re: Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai

                          Assalam-o-alaikum
                          Dear fellows mein ummid karta hun ki aap sab log khairiyat se honge ji aapki baat bilkul theek hai ke insan mehnat karke namumkin ko bhi mumkin banaa sakta hai insan mehnat karke aasman ki bulandi Ho Tak pahunch sakta hai to vah mumkin ko namumkin kaise nahin banaa sakta insan mehnat karke forex per namumkin chij ko bhi mumkin kar sakta hai shukriya
                          • #14 Collapse

                            Re: Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai

                            Aslam o alekum dosto forex main hamain hardworking ki zaroorat hoti hy tb hi ham apnu apbko prove kar paty hain chahy mushklat jetni bhi ain kam ko jari hakin ham zaroor kamyab hoty hain agr ham musalsal hardworking se apna kam sar enjam dein to .tb hi ham namumkin ko mumkin bna skty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aapki mehnat Namumkin ko Mumkin banaa sakti hai

                              Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Pakistan Forex form aur Forex training Mukamal Tor per Hamari mehnat per depend karta hai agar aap Forex trading Mein kamyabi Hasil karna chahte hain aur Pakistan Forex form Se Achcha weekly bonus Hasil karna chahte hain to aapko Zyada Se Zyada Forex per mehnat karna chahie aur Jyada Se Jyada Apna time Forex per invest karna chahie Forex per time invest karne ka matlab yah hota hai ki Hamen daily basis per Pakistan Forex form per apni posting ke target ko complete karna chahie Ham daily basis Park 50 post kar sakte hain isliye Hamen daily basis per Apne 50% a target ko complete karna chahie aur Jyada Se Jyada apni post ki quality per ko kasht Dena chahie ISI Tarah trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen Jyada Se Jyada demo account Bharat trading ki practice karni chahie aur forex market ki movement ko analyse Karte Rahana chahie Is Tarah Ham Forex Mein kamyab Businessman Ban sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X