confident vs overconfident

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    confident vs overconfident
    Forex trading make confident or overconfident mein kya Fark Hai Agar Ham Dekhe to confident Ham Apne knowledge aur quality ki visheshta hoti hai aur overconfident ham Apne lack of knowledge ki vajah se Hote Hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: confident vs overconfident

    Assalam u Alaikum dear members umeed Karta hn ap sab sy hon gy forex bohat acha platefrom hai Jis main ham Ghar Beth kar Bohat acha rozgar kama sakty hain yai bohat acha business hai hamain confidence k Sath is ly kàam Karna chahiye
    • #3 Collapse

      Re: confident vs overconfident

      ji han Forex mein confident hona bahut jyada lajmi hai agar aap ke andar sahi confidence hai to aap tabhi Forex mein kam kar sakte hain kyunki confidence ke agar aap trade ko kabhi bhi ho nahin kar sakenge iske alava overconfident hona hamen bahut jyada lost deta hai kyunki jab bhi Koi insan aur confident hota hai to overtrading karta hai aur market ko sahi tarike se analyse nahin karta aur jaldbaji mein bahut jyada nuksan uthata hai isliye aapko overconfident hone se avoid karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: confident vs overconfident

        Assalamu alaikum dear friends main aapko batana chahta hun kaun si dance ke sath trade hamari acchi lagti hai jisse hamara profit chahta hai agar ham overconfident peony bar bar trade ka istemal karte hain bar bar market ki movement ko samajhte Hain to aise hamen loss hota hai to hamen overconfidence se bachana chahie walke market ki movement ko ek dafa samajhkar trade laga deni chahie
        • #5 Collapse

          Re: confident vs overconfident

          Assalam.o.alikum dear forex member umeed ha ap sb khairyat sy hun gy or acha bouns bi hasil kr rhy hun gy g dear ap ny bilkul thk kha ha humy confidence ka sth kam krna chyn humy knowledge or experience ka sth hi kam krna chyn over confidence sy lack knowledge malta ha is liy phaly knowledge or experience gain kryn
          • #6 Collapse

            Re: confident vs overconfident

            Forex mein confidence sae kaam kernay kay sath ka.yabi hasil hoti hai aur over confident ho ker kaam kernay sae nuqsaan hota hai agar aap ke andar sahi confidence hai to aap tabhi Forex mein kam kar sakte hain kyunki confidence ke agar aap trade ko kabhi bhi ho nahin kar sakenge iske alava overconfident hona hamen bahut jyada lost deta hai kyunki jab bhi Koi insan aur confident hota hai to overtrading karta hai aur market ko sahi tarike se analyse nahin karta aur jaldbazi mein bahut jyada nuksan uthata hai isliye aap ko over confident hone se avoid karna chahie tub hi hum forex mein kamyab ho ker achi earning oer saktay hain
            • #7 Collapse

              Re: confident vs overconfident

              dear friends new version confidence or overconfidence Mein Fark Piche hai Jin Logon ke pass kaun si dance Hota Hai vah Kahin na Kahin Se Apna knowledge Ras Peene se kam tha Karke apne business ko game kar lete hain bahut jyada profit Halka lete hain aur vah log Jinke pass knowledge bhi experience Bhi Hai Sara Kuchh hai lekin confidence Nahin Hai Jab vah Jyada overconfidence se kam Lena Shuru kar dete Hain Unki market javelas Ne Chali Jaati Hai unko Aaj Din law syllabus hota hai FIR bataunga Aakar kam karna Chhod Dete Hain vah Kisne Hamari apni mistake hai Hamen chahie Ham bahut jyada Hamesha mein bahut jyada main se kam karna chahie bahut jyada mehnat ke sath Achcha Nahin Peene Samay increase karna chahie maarpeet ki moment ko Sani ke sath Samajh Kar bahut jyada Main Na karke bahut jyada balance kar lena chahie tha kya mein kamyabi ho
              • #8 Collapse

                Re: confident vs overconfident

                AOA DEAR MEMBERS.
                I hope you all are fine i am also fine .
                agr ap log pakistan forex mein mehnat kr rhy hain to ap logoon ko iska sila zaror miley ga . krna sirf itna hai apney knowledge ko increase krein practice krein to ap logoon k andar self confidence produce ho ga jo apko trading mein help krta hai lekin kch log overconfidence ho jaty hain to un logoon ko hamesdha loss hota hai apney andar confidence zaror paida krein lekin kabhi bhi ap log overconfidence ho ker kam bilkul na krein thank you Allah jhafiz
                • #9 Collapse

                  Re: confident vs overconfident

                  Dear member agar aap Pak Forex form ke online business Mein Hai Apna work kar rahe hain aapko Maloom Hona chahie ke Pak Forex form ke online business mein agar aap confidence ke sath Apna work Karenge to aapko confidence ke sath work karne se acchi kamyabi Haasil hoti hai koi bhi business Hoga aap usmein kaun si team ke sath work Karen Apne upar focus Karke Apne mind ko set Karke aur mukmmal confidence ke sath work karne se aap Business mein kamyabi Hasil kar sakte hain agar aap overconfidence hokar apna work Karenge to aapko kabhi bhi kamyabi hassle Nahin ho sakti hai isliye overconfidence ke sath work karne se aapko Las ho sakta hai aur aapka business las Mein Ja sakta hai isliye Hamesha confidence ke sath aapko work ok karna chahie ta ki aap bhi Pak Forex form ke online business mein Main acche Kamyab aur behtarin kamyabi Hasil Karke aur aur apne Upar hokar karke hi Apna work karna hai aur Mukammal confidence ke sath Apne work ko complete karna hai
                  • #10 Collapse

                    Re: confident vs overconfident

                    aapane bahut acche point ko hmra share Kiya hai jab Ham forex per kam kar rahe hain to hamara confidence level bahut manta karta hai agar Ham confident hokar market mein in hote hain aur trading karte Hain to Ham bahut achcha package banaa lete hain achcha profit gain kar lete hain lekin confident hokar kam karna acchi baat hoti hai aur confident hokar jab Ham market mein in hote Hain to hamen bahut San uthana padta hai kabhi bhi forest ko aur overconfident ke sath uchit nahin kiya ja sakta hai isliye hamesha apni confidence level ko manage Karen aur overconfident hone se bache hue ke overconfident aapko loss ki taraf se jata hai isliye hamesha confidence ke sath kam KKa
                    • #11 Collapse

                      Re: confident vs overconfident

                      Forex trading mein kamyab hony keliy hum ko confidence ki zarorat hoti hy lekin agar voh confidence over ho jay tu hum kbhi bhi kat nhi go sakty hy isliy hum ko khud or resist kr ky nam krna chaiy aur bahut zyada mhenat ky sath kam krna chaiy
                      • #12 Collapse

                        Re: confident vs overconfident

                        kisi b trademein kamiyabi k liye confidence ka hona bht zarroi hy aap key sarmya mean capital key lose hoeny ka andesha hey pehly demo account per kam kar key thora bohat experience hashil ker lena chahye ap k liye nuqsan da bhi ho skta ha is k bary main sab kuuch pata hona chaiye koi bhi kaam krny say pahly us kam ko sikhna chaiye.
                        • #13 Collapse

                          Re: confident vs overconfident

                          overconfidence bht zaroi hy forex mein ap ko loss hote rahenge and ap ko kam karne mein bohot mushkil honge qk forex mein knowledge and bohot zarurat hoty hai ap is pr kam nahhi kr payenge bar bar ap ko loss hote rahenge and ap ko kam karne mein bohot mushkil honge qk forex mein knowledge and bohot zarurat hoty hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: confident vs overconfident

                            trading humesha confidence ke sath kerni chahye over confident nahi hona chahye humesha soch samej ker trading kerni chahye ismain har cheaze importance ha imain apko zyaada sy zayada knowledge hona chahiye or achi practice honi chaiye jo apky forex trading business ko achi kamyabi or profitability dy saky
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: confident vs overconfident

                              Confident Hoke kam Kiya Karen confident percent Hamesha Kamyab rahata Hai vah confident ke sath kam ko karta hai apni performance acchi karta hai aur ek confident hi Hamen market Mein profit De sakta hai jo % confident Nahin Hota vah kabhi bhi profit Hans nahin karta confident aapko Jab Bhi Hasil karna hai aapko samajh lena hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X