Market ki situation bilkul samajh nahin aati
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market ki situation bilkul samajh nahin aati
    Itna analysis karne ke bad bhi Kuchh samajh Nahin Aata ki trade Kaise Lagani chahie kab Lagani chahie Meri senior se request hai ki mujhe trader Mein guide Karen ki meri help ho jaaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market ki situation bilkul samajh nahin aati

    forex main market ki situation aajkal bahut change hai is main market mein jis direction mein Ham jaate Hain use direction main market ki movement hoti hi nahin hai bahut mushkil ho rahi hai aajkal nahin pata kisko ke kis angle mein trading ne jana hai Ham apni taraf se ek andaza laga kar trade kar rahe hain aur yah hamare liye bahut nuksan de hai hamen chahie ki hamen soch samajh Kar trading karni chahie Varna bahut nuksan ho sakta hai aur mujhe khud ismein bahut jyada nuksan ho raha hai trading lagakar
    • #3 Collapse

      Re: Market ki situation bilkul samajh nahin aati

      Dear Forex member aapane bahut hi acche topic ko discuss Kiya ki market ki moment itni jaldi samajh nahin aati dear Forex member Kyunki Forex trading ya FIR trading Hamari bahut hi difficult situation Mein hoti hai dear Forex member is ko acche tarike se aur bahut hi carefully analyse Karke Iske train se ko Samjha Ja sakta hai lekin dear Forex member is ma ham ko boht he carefully kam kr k apni market ko analyse karna boht he important hota ha.
      ......Forum is a great place for traders talk.......
      • #4 Collapse

        Re: Market ki situation bilkul samajh nahin aati

        hello good morning dear friend aapke question ke mutabik Main yah jawab dekhna chahta hun ki market ki switchuation bilkul samajh nahin aati to uske liye jaruri hai aap Dam account per jakar almost 4 week ke liye practice Karen aapko FIR market situation ups and downs kis Samay a Jayegi before trading aapko Pata Hona chahie ki aap Kis chij Mein ped Laga rahe hain Agar aapko market ka pata hi Nahin Hai To aapko bahut jyada loss hone ke chances hai hi Meri e aap se Yahi Dar fast hai ki Forex form per Jyada Se Jyada post Karen aur aur Aise fayda Hasil Karen Apne senior se contact Mein Rahen unko follow Karen aur Pakistan Forex ke page per jaake metallic videos ko faltu aap Karen use se aapko market situation Ka Pata Chal sakta hai market situation analysis ke bahar aap Hasil nahin kar sakte
        • #5 Collapse

          Re: Market ki situation bilkul samajh nahin aati

          ji main aapki baat se Mustafa ko aapane bahut acchi baat ki market ki aajkal samajh nahin a Rahi market ki movement bahut tej ho chuki hai yah pal Hi pal mein aap Ho jaati hai aur large madam Ho jaati hai isko samajhne ki jarurat hai
           
          • #6 Collapse

            Re: Market ki situation bilkul samajh nahin aati

            Assalam-O-Alaikum Good morning everyone u is fine and working well in forex and I'm also fine u saying absolutely right that we can properly understanding situations of the market I want to tell for market analysis is very important and experience is very necessary but in those days situation is very different we can not properly understand the market situation but its situation I continue our learning market analysis jazakAllah
            • #7 Collapse

              Re: Market ki situation bilkul samajh nahin aati

              Forrex market ki situation smajh nhi ati lekin hum ko isy smajny ki koshish krni chaiy aur koi bhi trade open keny sy phly hum ko market ki analysi krni chaiy kunky market ki analysis krein gy tu hum ko bahut hi acha profit Mila gy
              • #8 Collapse

                Re: Market ki situation bilkul samajh nahin aati

                ji han market analysis ek bahut hi acchi khila jisko milati hai vah ek mein kamyab ek din mein bhi kamyab hai isliye hamen ko samajhne ki koshish kar di chahie aur acche se work karna chahie aur aajkal market ka pata nahin chalta kab ho sakta per jaati Ho bahut jyada down Ho jaati hai isliye hamen chahie aur usko samajh sakta haihamen main karni chahie aur jinda dham mehnat karenge mein itna hi fayda hoga aur achcha billi bolane se milega
                • #9 Collapse

                  Re: Market ki situation bilkul samajh nahin aati

                  Product ki situation ko samajhne ke liye market Mein acchi tarike se kam karna hoga jab tak market Mein analysis Nahin Karenge tab tak Hamen market ki samajh Nahin a sakti price action aur money management bhi bahut jyada Jaruri hote hain market ko samajhne ke liye aapka knowledge hi Kafi nahin hai uske sath aapka Achcha experience or analysis bhi hone Jaruri Hote Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Market ki situation bilkul samajh nahin aati

                    Forex market ki aap ko sahih samajh tub aati hai jub aap nay market kay achay sae analysis kye hotay hain aur aap ko news ka bhi pata hota hai market mein jis direction mein Ham jaate Hain use direction main market ki movement hoti hi nahin hai bahut mushkil ho rahi hai aajkal nahin pata kisko ke kis angle mein trading ne jana hai Ham apni taraf se ek andaza laga kar trade kar rahe hain aur yah hamare liye bahut nuksan de hai hamen chahie ki hamen soch samajh Kar trading karni chahie warna bahut nuksan ho sakta hai aur mujhe khud ismein bahut jyada nuksan ho raha hai trading laga kar forex aik bahut acha business hai forex mein mehnat kerain
                    • #11 Collapse

                      Re: Market ki situation bilkul samajh nahin aati

                      Friends..!!!
                      Market ko smhjna etna easy ni hota ha kyn k trading karna or market ko analyse karna aik professional work hota ha. Market ko smhjne kaly ap ko bhut zeada market ko analyse karna parta ha jasy k ap ko market ka technical analysis or fundamental analyse karna ana chahye jb ap both ways sy market ko analyse karen gy tb hi ap achi earning kar sken gy wrna ap ki trade ap ko loss dage. Market ko analyse karne kaly ap ko chart ka knowledge candlesticks ki movements ko smhjna b zarori ha or sath sath news sy b related rahen or update rakhen news ko follow karen then ap ki trade ap ko profit hi dage so carefully ya sb chezain dakhen tb hi ap acha profit earn kar sken gy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Market ki situation bilkul samajh nahin aati

                        Assalamu Alaikum ummid karta hun aap sab bhai khairiyat Se Mujhe ji bheja na aapane bilkul theek kaha hai ki market ki movement ke bare mein Hamen Kuchh samajh nahin aati week ke Aakhiri Din Jani ke Friday ke din market ke moment ke bare mein bilkul samajh nahin aati isliye Hamen chahie ki market Friday ke din hone ka Waqt Hota Hai To Hamen chahie Kya Na lagaen aur Baki Dinon Mein thoda bahut samajh Aati To Hai Lekin Jyada samajh nahin aati Hamen to seniors ko Aati Hogi Hamen kya pata
                        • #13 Collapse

                          Re: Market ki situation bilkul samajh nahin aati

                          Ji han dear agar aap ek new member Hain to aapki baat bilkul sahi hai ki market ki movement ki kuchh samajh nahin aati kyunki market ki moment ko samajhne ke liye aapke pass knowledge aur information ke sath experience ka hona bhi bahut jaruri hota hai tabhi aap market ki moment Koi mat acche tarike se samajhne ke bad Koi achcha action bhi le sakte hain aur is tarah hi aap achcha profit bhi hasil kar sakte hain isiliye market ki moment ko acchi tarike se samajhne ke liye aur acchi aur profitable trading karne ke liyeapna knowledge or experience increased Karen Taki aapko isi ke mutabik kaam karne ka mauka Mile aur aap acchi earning hasil kar sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Market ki situation bilkul samajh nahin aati

                            ji han bilkul dear aapane bilkul sahi kaha hai forex market mein Ham jab kam kar rahe hote Hain to hamen ismein bahut soch samajh Kar kam karna hota hai aur hamesha mein acchi tarike se knowledge hasil karke kam karna hote Hain to main ismein kamyabi jarur milti hai kyunki yah ek aisa business hai ki jis mein aap jitni jyada mehnat karte hain aur aap ismein jitna jyada knowledge hasil karke kam karte hain iska aapko itna jyada fayda hota hai ghar office mein kamyab hona chahte Hain to uske liye jyada se jyada mehnat Karen aur ismein jyada se jyada knowledge hasil karke kam karen to aapko ismein kamyabi jarur milegi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market ki situation bilkul samajh nahin aati

                              ji bilkul theek kah rahe hain aap market ki situation bilkul samajh nahin aati market ke movement ab bahut tej ho chuki hai aur bahut hi mukt ho chuki hai is ko samajhne ke liye bahut jyada mehnat ki jarurat hai naraj karna bahut jaruri hai uske bad trade Karen
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X