Kya Friday ki sham ko trade Laga leni chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Kya Friday ki sham ko trade Laga leni chahie

    Hello all kaise hain sab ummid hai sab theek honge hanji members trade ke bare mein yahi khaungi ke trade hamen market ki moment ko dekhkar hi lagani chahie to proper analyse hokar trade karenge to aapko benefit milega Ham aisa kabhi bhi nahin kar sakte ki jaruri nahin hai Kya main Friday ko hi prit laga Le to hamen fayda hoga aisa nahin hota hamen proper tarike se pahle analyse hona padta hai maarpeet ki moment ko check karna hai soch samajhkar trade lagani hai acche signals ko dekhkar lagani hai aap aise hi sham ko agar trade lagate Hain dekhe hue to aapko kabhi bhi best benefit nahin milega to yah kabhi bhi din per yah days par depend nahin karta balki hamesha market ki movement trade depend karti hai ki hamen kab open karni hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Kya Friday ki sham ko trade Laga leni chahie

      Definitely agar aap Forex trading Mein Friday ko trading karna chahte hain to aapko ismein different opportunities available ho rahi hoti hai agar aapko friday evening ko ek acchi trading opportunities available Ho Rahi Hai To Aisi condition main aapko Hamesha isase Jyada Se Jyada advantages ko increase karna Aasan ho sakta hai aapko Hamesha market mein jyada Se Jyada advantages Hasil karne ke liye consistently market ko completely focus karna hota hai aur ismein aapko Apne advantages ko profitable banana Hota Hai.
      • #18 Collapse

        Re: Kya Friday ki sham ko trade Laga leni chahie

        Assalamu alaikum my dear friends ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge aur Forex trading Mein maximum profit injoy kar rahe Honge friend ji aap par depend karta hai ki aap Hriday ki sham ko trading karna chahte hain ya nahin lekin agar aap market to analyse kar chuke hain to main aapko advise Karunga ki aap trade open Karen ramer instructions to follow Karenge to aap Jarur Kamyab Honge Jindagi Rahi to Fir Milte Hain Ab Tak ke liye chawal Ali ki taraf se Allah Hafiz
        • #19 Collapse

          Re: Kya Friday ki sham ko trade Laga leni chahie

          assalamu Alaikum ji han bilkul main aapki baat se confirm karta hun ke Pakistan Forex forum mein Friday wale din hamen trade lagakar nahin Sona chahie agar aap ismein trade laga kar so jaenge to mondy wale din market ki movement bahut jyada hogi kyunki use time market ka start hoga jitni jyada aap ko pata bhi nahin hoga ki market kahan per ja rahi hai FIR aap soch samajhkar munde wale dene trade lagaen aap loss mein hai ya profit mein hai aapko Friday wale din trade close karna chahie kyunki market hai iska Koi pata bhi nahin chalta isliye hamen soch samajh Kar ismein work Karen aur is sy acha profit bhi Hasil Karen aur ismein success bhi ho jaenge
          • #20 Collapse

            Re: Kya Friday ki sham ko trade Laga leni chahie

            as-salamu alaykum dostonHamen kabhi bhi fried Dekhi sham ko trade nahin karna chahie Kyunki market ka Kuchh pata nahin Hota is tarike se Ham profit ki bajah Se Jyada nuksan kar sakte hain.Hamen market ko analyse karna chahie aur Usi ke mutabik hi Hamen Tarad karna chahie Hamen zyada lalach nahin karna chahie.Kyunki lalach Buri Bala Hai
            • #21 Collapse

              Re: Kya Friday ki sham ko trade Laga leni chahie

              Agar aapko Achcha entry point Najar a raha hai aur aapko fundamental analysis and technical analysis Karke yah Maloom ho raha hai ki coming week mein bahut Achcha munafa Hasil Kiya Ja sakta hai aur trade aapke favour Mein Hogi to aapko trade leni chahie Magar 99% acche traderji Kahate Hain ki aap ko Friday ko apni Shabd rates ko close kar dena chahie even more positive Ho even vah negative Ho Kyunki market Mande ko kis direction se start hoti hai ya kuch kaha Nahin Ja sakta aapki favour Main Bhi Ja sakti hai aapke against Main Bhi Ja sakti hai
              • #22 Collapse

                Re: Kya Friday ki sham ko trade Laga leni chahie

                Assalam o alikum dear forex member g han ap Friday ki shaam ko trade laga saktay hain .ap trading jumay kay din Kar saktay Hain . Friday ko ap trade tu Kar saktay Hain lykin achi trade kay lye ap ko market ka analysisas Kar na bohat zarori hai
                • #23 Collapse

                  Re: Kya Friday ki sham ko trade Laga leni chahie

                  Asslam.o.alaikum dear forex member umeed krta hon k ap khriet sy hon gy and forex trade sy benefit hasil kr rhy Hon gy ji aapane bahut hi acchi baat pahunchi hai kya Friday ki sham ko information ke liye batata Chalein ki Friday ki sham ko aapko trade Nahin Lagana chahie Kyunki Friday ki sham ko market close Ho Jaati Hai To aapki Pride Lagi rahti hai isliye aapko chahie kya Friday ki sham ko bilkul bhi trade Na Laga Kyunki Na De to trade Lagi rahti hai on market ki koi samajh nahin aati ke market last Mein Jayegi yah profit Mein Jayegi isliye aapko chahie Kaise Baat Karen aur aap trade bilkul Bhi Na lagaen jisse aap aur nuksan Ho Iske Saba se kam Le Taki aapko Jyada se jyada fayda ho aur Market Mein trade Usi Din Lagaye Jis Din market open ho aur Jis Din close honi ho to aap market Mein trade bilkul Bhi Na lagaen aur Lagi hui ho usko close kar den Shukriya
                  • #24 Collapse

                    Re: Kya Friday ki sham ko trade Laga leni chahie

                    Dear friend Friday ko market off ho jaati hai hai to isliye hamen currencies per trade Nahin Karni chahie agar lagi hui ho to hamen close kar leni chahie aur agar aap crypto currency per trading kar rahe ho to trade laga le kyunki crypto currency pura week 24 ghante on rahti hai
                    • #25 Collapse

                      Re: Kya Friday ki sham ko trade Laga leni chahie

                      Hello good evening friends I hope aap khairiyat se Honge aap Logon Ko chahie kya Friday ki sham ko trade Nahin Lagani chahie Kyunki market ka Kuchh pata nahin chalta aur ho sakta hai ki market Upar ya niche Chali Jaaye Aise aapko profit Ya Allah sone ke bahut jyada chance hote hain isliye aapko chahie ke Friday ko apni trade ko hold mein rakhen aur next week se ped Lagana Shuru Karen ki aap market se Jism Ka Pata Chalta Hai rate ko lalach se nahin market ki moment ke mutabik ki open karna chahie Aise ham log Jyada Se Jyada profit Hasil kar sakte hain thank you
                      • #26 Collapse

                        Re: Kya Friday ki sham ko trade Laga leni chahie

                        Dear is market Mein trading kar rahe hain to Humko yah Pata Hona chahie is market mein humko trading shehdol Bana Lena chahie Uske hisab se kam karna chahie Humko is market Mein Soch Samay kar kam karne se Kafi Jyada fayda Mil Jata Hai gram is market Mein Achcha takat Hasil karne ke liye planning Karni Hoti Hai Agaram is market Mein Achcha decision Lete Hain Ham Khush market Mein Kafi Jyada fayda Mil Jata Hai is market mein humko Koi Samay ka kam karne se Kafi Achcha result Milta hai agar Hamesha market Mein Soch Samay kar kam Karte Rahte Hain Ham Khush market Mein Kafi Jyada fayda Mil Jata Hai.
                        • #27 Collapse

                          Re: Kya Friday ki sham ko trade Laga leni chahie

                          asslam o alaikum,
                          g mera kehna hai k friday ki sham ko trade laga lain phir b kuch nahi agar na b lagayen to zyada asar nahi hoga q k market ny off hona hota bana relax ho k weekend spend karen monday ko fresh ho k trade py bethy
                          • #28 Collapse

                            Re: Kya Friday ki sham ko trade Laga leni chahie

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_raja پيغام ديکھيے
                            Bonus Transferred Hua hy kya use market ke mutabik Hamen is time trade Lagani chahie Hamen market ke analyses kar lena chahie ya wait karna chahie market ka acche se Ham kam Karenge to kar sakte hain
                            Hamen Jab Bhi Koi trade Laga Nahin Hoti Hai To pahle Hamen market ko dekhna chahie aur Friday wale Dena Agar Hamara bonus transfer Ho Jata Hai To Hamen Surat Mein trade Lagani chahie Agar Hamen market confirm profit de rahi ho Agar Hamara profit Nahin a Raha Hota To Hamen FIR apni trade ko close kar dena chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Kya Friday Ki Sham Ko Trade Laga Lenay Chahie?


                              Trading ek aisa amal hai jisme waqt ka bohot ahmiyat hota hai. Har trader ke liye yeh samajhna zaroori hai ke kis waqt trade lagana behtar hota hai, khas taur par agar baat Friday ki ho. Is article mein, hum dekhenge ke kya Friday ki sham ko trade lagana chahiye ya nahi.
                              1. Trading Ka Aham Din: Jumeraat Aur Jumma


                              Jumeraat aur Jumma trading ke liye khas tor par maamoolan busy din hote hain. Jumeraat ko traders market ki movements ka jaiza lete hain aur Jumma ko wo apne trades finalize karte hain. Friday ki sham ko trade lagana ka faida aur nuqsan dono hain.
                              2. Market Ki Volatility


                              Friday ki sham mein market ki volatility badh jaati hai. Is waqt, traders ka behaviour alag hota hai kyunke wo weekend ki taraf ja rahe hote hain. Market mein is waqt zyada fluctuations hoti hain, jo trading ke liye mauqa banati hain.
                              3. Weekend Ki Tayaari


                              Friday ko traders weekend ke liye tayar ho rahe hote hain. Yeh waqt hota hai jab wo apne positions ko close karte hain ya nayi positions lene ka sochte hain. Agar aap bhi Friday ki sham ko trade lagana chahte hain, to yeh zaroor dekhain ke aapki strategy kya hai.
                              4. Economic Reports Aur News


                              Friday ko aksar economic reports aur news releases hote hain jo market ko affect karte hain. Agar aap in reports se waqif hain, to aap apne trades mein inhe shamil kar sakte hain. Lekin, bina research ke trade lagana khatarnaak ho sakta hai.
                              5. Trading Volume


                              Friday ki sham ko trading volume aksar badhta hai. Is waqt zyada traders market mein hote hain, jo liquidity ko barhata hai. Lekin, is ka matlab yeh bhi hai ke market mein zyada competition hota hai, jo ke trading ko mushkil bana sakta hai.
                              6. Position Closing


                              Aksar traders Friday ko apni positions ko close karte hain taake wo weekend ke liye khush rahein. Agar aap bhi position closing ki soch rahe hain, to is waqt trading karna behtar ho sakta hai. Lekin, aapko is baat ka khayal rakhna hoga ke market kaise react kar raha hai.
                              7. Risk Management


                              Risk management har trader ke liye bohot zaroori hota hai, khaas tor par Friday ki sham ko. Agar aap trade laga rahe hain, to aapko stop-loss aur take-profit levels tay karne chahiye taake aap apne losses ko limit kar saken.
                              8. Trend Reversal Ka Khauf


                              Friday ki sham mein trend reversal hone ka khauf hota hai. Agar aap is waqt trade laga rahe hain, to aapko market ke movements par nazar rakhni hogi. Kabhi kabhi market unexpected tareeqe se ghoom sakta hai, jo aapke liye nuksan ka sabab ban sakta hai.
                              9. Weekend Ka Asar


                              Weekend ka asar bhi Friday ki sham ki trading par hota hai. Traders weekend se pehle positions close karte hain, jo market ko affect kar sakta hai. Aksar, market Friday ki sham ko weekend ke liye kuch expectations ke sath close hota hai.
                              10. Trading Strategy


                              Aapki trading strategy Friday ki sham ko trade lagane mein bohot important hoti hai. Agar aap scalping kar rahe hain, to yeh waqt aapke liye faida mand ho sakta hai. Lekin agar aap long-term trades ki soch rahe hain, to shayad yeh waqt behtar na ho.
                              11. Psychological Factors


                              Trading mein psychology bhi bohot ahmiyat rakhti hai. Friday ki sham ko traders ka mental state alag hota hai, kyunke wo weekend ki taraf dekh rahe hote hain. Yeh factors aapki trading decisions ko affect kar sakte hain.
                              12. Chart Analysis


                              Friday ki sham ko trade lagate waqt chart analysis zaroori hai. Aapko previous week ki movements ka jaiza lena chahiye taake aap samajh saken ke market kis direction mein ja raha hai. Is analysis se aap apne trades ko behtar bana sakte hain.
                              13. Diversification


                              Agar aap Friday ki sham ko trade lagana chahte hain, to diversification par bhi nazar rakhna chahiye. Alag alag assets mein invest karke aap apne risk ko kam kar sakte hain. Yeh strategy aapko ek hi market ke fluctuations se bachayegi.
                              14. Conclusion


                              Aakhir mein, Friday ki sham ko trade lagana aapke goals aur strategy par depend karta hai. Agar aap market ki volatility aur trading volume ko samajh kar trade laga rahe hain, to aapko faida ho sakta hai. Lekin, hamesha yaad rahe ke risk management aur analysis bohot zaroori hain. Apne decision ko soch samajh kar lein aur kabhi bhi impulsive na hoon. Trading mein hamesha tayyar rehna aur seekhna bohot zaroori hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X