post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren
    dear friends forex forum pa achhi quality k liay zroori ha k posting mn mistskes na hon isliay ap jb bhi posting kren to post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren aur posting mn jo mistakes hon unko door kr k submit kren ta k apki posting ki quality achhi ho aur apko forum sa bonus bhi achha milay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren

    Gee haan forex mein humain forum per kaam kertay huay apni posts ko lazmi aik bar perhan chahyea iss sae humari postings achi hoti hain forex main trading karte hain to ap ko pata hona chahie hai ke aap jis business main apna kam karte hain wo aik aisa business hai jo dunya ka no 1 business hai aap ko trading main mehnat aur Iman dari se aap ko apna kam karna chahie hai pak forex forum aik aisa business hai jo dunya main bahut ehmiyat ka hamil business hai ap is business main ap ko acha profite kamane ko milta hai iss lye achi postings achi income
    • #3 Collapse

      Re: post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren

      Assalam walekum kaise hain aap umeed karta hun aap theek Honge aapki baat bilkul theek hai Aksar aisa hota hai hamare pass time nahin Hota aur ham voice typing Karke apni posting complete Karte Hain voice typing se mistaks Ho Jaati Hain jinko correcr karna Jaruri hota hai agar aap voice typing karte hain to aapko chahie Apne mistakes ko correct Karen aur Agar vaise bhi typing karte hain Fir Bhi post submit karne se pahle Ek Bar hi read out kar liya Karen agar koi mistake ho to use theak kar diya Karen Kyunki Agar mistakes wali posts submit ho jaein tu wo delete ho jatti ha isi liya apni posting mein mistake se avoid krna chahiya ye bht zaruri ha
      • #4 Collapse

        Re: post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren

        forex forum pe post ko readout kar laina behtar hay q kay is say hum ko kafi in immigrant arrondissement of doors in the in the frankly risible the take 1 bhtachabusines hy jo poori in stranger realm-and-at large-class me changeless hy js meindnia bhr here in the topic of supplementary in on the in on unceasingly friend burner kam krty hydrogenazide or apni subhuman ko asan bnarhy hnBilkul adorable intelligence wit for of counsel Forex Mein Karenge Nahin to sikhenge Kaise isiliye lekin agar aapHar proscribe errors karte rahenge to Jo harass aapko Hoga wo naqably talfi Hota Haiisliye is step- in treaty fulfil hasty to to Jyada Se Jyada errors ko bypass undeceptive alien the dwell in the in the open exotic karne ki koshish karnechahie agar aap apne errors ko kam karna chahte hain to aapko dusron kigaltiyo se bhi sikhana chahie bizarre dusron ki galtiyo se bhi apni errors kothik kar sakte hain doston temerarious 4x mein agar koi casualty Karte Hain To Hamenusa sikhana chahie Agar unusual apni subordinate se sikhenge tabhi Kamyab Ho Sakengeaur kisi bhi partner in infamy ko Chhota Nahin samajhna chahie Agar Hamyles ka adjacent to adore to attempt a beyond a area on to on designs on of par hiajis sy Stagecraft bht kch seekhty hian pile erase copied to by forex tradign me misktake kamatlab hai paisy ka nuqsan aur ziada invest in down a in a holding circle-hand on open complexion for ki soorat emto apaka acoutnhiya beth sakta hia. Comparable ignoring elucidate contributors forex me exalternate krty hoey apkobht ehtiat krni parti hia, in perspicacious use into dean ap beginners hian to unrestricted enjoygain
        • #5 Collapse

          Re: post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren

          dear friend hameinpost submit karny sy pehly aik martaba read zaror kar lena chahiye kyo ko kuch log jaldi jaldi likhtein hain woh deikhty nahi hein ky kaha mistake howi hy jab ham aik martaba read kar lety hain tu ham apni ghalti ko khatam kar sakty hain hamein zaror submit sy pehly read kar lena chahiye
          • #6 Collapse

            Re: post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren

            Jahan bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai aapane post ko Pakistan Forex form submit karne se pahle apni post ko read kar lena chahie aur apni post ki quality ko check kar lena chahie aur apni post ke andar maujud spelling mistakes ko direct kar lena chahie agar aap Pakistan soex form Se Achcha weekly Banna Sa Hasil karna chahte hain to aapko Yaad Aa Se Jyada apni post ki quality papaocus karna chahie aur Hamesha Pakistan Forex form per standard quality wali post share Karni chahie tabhi aap Forex form Se Achcha weekly bonus kar sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren

              Assalam o Allakum dear friend umeed hy ap kharyat sy hon gy dear friends ap ny bilkul right baat ke hy khe humy apne post ko submit krny sy phaly apny post ko reads krna chaye ager hum apny post ko reads karin gy to ess sy hum apny mistake ko improve kr sakty hin lakin ager ap ke post main zeyada mistake hon ge to ap ko kabhe axha bouns mil mily ga..
              • #8 Collapse

                Re: post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren

                Asslam o alaikum aap ki bat thik jab bhi hum kisi thread pr reply post krty hy tu hum ko answer post krny sy phly eik bar read kr lena chaiy aur agar is mein koi mistake ho tu is ko thik krna chaiy t a ky humari post ki quality improve ho saky aur voh delete bhi na ho agar mistake ho gi tu voh delete ho jati hy
                • #9 Collapse

                  Re: post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren

                  Assalam u Alaikum dear members umeed Karta hn ap sab kheriyat sy hon gy g bother ap ny bohat acha sawal kiya hai forex main kamyabi k liye hamain 1st step posting Karni hoti hain daily ka 50 post target complete karna hota hai ham jab post karty hain to us post main ham bohat c words mistakes karty hain jiski wajha sy hamari post bemaqsad ho jati hai is liye hamesha post karty waqat post likh kar dobara zaroor read Karni chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren

                    assalamu Alaikum their friend jaisa kya aap jante Hain forex forum ek bahut hi accha business ise main jitna jyada post ki quality ko improve karenge itna jyada mein fayda hoga aur ham bahut jaldi ismein kamyab ho sakte hain isliye main chahie ki mera Karen jisse mein bahut jyada paida hoga aur ham bahut jaldi se mein kamyabi ho sakte hain agar Pakistan forex forum posting karne se pahle read karne se pahle ek bar read kar lena chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren

                      Post ko post karne se pahle aap pahle dekh liya Kare Ki aap ko kya Achcha kam mil raha hai kaise kam Achcha karna hai ek UK job post aapko Achcha profit Degi vah hi aapko kam Yad Karegi aur Usi post ko aap acche se karte hue kam to Achcha karte hain aur fayda Hath Karte Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren

                        Walaikum salam Biradar Alhamdulillah Allah ka shukr hai yes brother aapane 100% correct baat ki hai aur aapane bahut acche topic per baat ki hai ki Ham Ko Jab Bhi Ham post apni type kar le to usko Ek Bar read karna chahie jitne bhi members aaen Galti Har Kisi Se Ho Jaati Hai Kyunki Koi Bhi Insan perfect Nahin Hota mistakes Insaan Se Hoti Hai isliye aapko chahie ki aap apni post ko type karne ke bad Ek Bar use read Jarur Karen Taki aapko pata chal Jaega post Mein Koi mistakes to nahin hai agar aap apni post Mein mistakes ko remove kar dete Hain To aapki post Karbonn Saccha ban jata hai to isliye koshish Karenge apni post ko without mistakes submit Kiya Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren

                          Ji han bilkul theek Aage Hamen chahie Jab Bhi Ham aapane post ko submit karne lage to pahle Ek Bar wait kar le Kyunki post ko read karna bahut jaruri hai agar Ham se mistake Ho Jaati Hain aur voice typing per to Jyada mistake hoti hai isliye Hamen chahie ke hun aapane mistake ko recover karen vah to submit karne se pahle ek bar rate kar le Taki agar koi Galti Ho To Ham use Khabar kar sake aur apni post ko theek kar sake
                          • #14 Collapse

                            Re: post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren

                            Aoa hope u all are fine g dosto bilkul sahi baat hy Hmain hmesha Es baat ka khyal rkhna chaheay k hm jb b post krein us ko submit Krny sy phly read zarour krein kun k agr hm read krty hain to hmain post mein mistakes nazar aa jati hain jin ko hm us time correct kr skty hain lekin agr hm jaldi mein asy he lost submit kr dty hain to hm mistakes ko correct Nai krty or hmari mistakes ke wja sy hmari post ke average achi Nai hoti or Hmain bonus b kam diya jata hy Es liye agr kamyabi chahty hain to jalbazi kbi b na krein kun k jaldi ka kaam shetan ka hota hy dehan sy apni post read krein koi mistake Ho to us ko use time he correct kr lyn
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: post ko submit krnay sa pehlay aik bar read zroor kren

                              Ji han bilkul Hamen post ko read karne se pahle a usko acchi Tarah understand karna chahie aur agar usmein koi mistake Hai To Hamen usko Sahi karna chahie Kyunki Agar Ham wrong post ko upload Karenge to usko information aur knowledge sahi se Logon Tak Nahin pahunch sake gi aur uska Hamen bonus reward bhi achcha Nahin Milega basically aapko jaaiye ki aap recheck lazmi Kya Karen Jab aap post ko upload kar rahe ho isase aapki mistake sko recover hota hai aur aapko bonus reward may be increased milega.

                              Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





                              اب آن لائن

                              Working...
                              X