Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy
    Asslamo Aalakum dear friends forx min jb hum trading krty hun tb hmn account ko save rkhny k ly tp r sl ka use bht zrori hai ta k hmn profit mly tb bi ak target ho jes se ja k hmri trade close ho jay ya hmri trade k market aginst chali jay tb bi ak target ho jhn ja k hmri trade close ho jay ta k hmra zeada loss na ho trading min
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy

    g han bht he informative post share ki h apny keh hamain agar apny acount ko bht he ziada achy tariky s khud k acount ko save rakhna chahty hein to hamain ak kam karna hoga or woh kam yeh h keh hamain chahye apni trade ko stop loss or take profit ki bht ziada habit dein to yeh chez hmary liay bht ziada achii hogii or hamain is chez ko mind rakhna h keh dno chezain hmary trade saver hein
    • #3 Collapse

      Re: Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy

      Ji dear bilkul sahi kaha hay k ham jab bhi trade karyn agar ham take profit aur stop loss wali option use karyn to ham apni trading ko bahut hi achy se safe kar k us main se achi earning kar sakty hain aur is tarah se ham apny account ko bhi wash hony se aur loss main jany se bacha sakty hain.is liy agar koi acha samjhdaar trader jab bhi trading kary ga to wo yeah wali dono option ko zaror use kary ga aur apni trading se earning kary ga..
      • #4 Collapse

        Re: Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy

        Assalam.o.alikum dear forex member umeed ha ap sb khairyat sy hun gy or acha bouns bi hasil kr rhy hun gy g dear tp or sl trading ma bhut zrori ha is sy humy pta chl jata ha ka humy trading ma loss sy dour hi rehna chyn is liy fourm pa zahda mehnat krni chyn
        • #5 Collapse

          Re: Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy

          Assalamu alaikum dear friend agar aap chahte hain kya aap trading kamyab rahe aur aapko achcha profit milta hai to aap trading mein TP aur SI ka han jarur use Karen tab aapke trading save rahenge aur aapko loss bhi nahin Hoga TP lagane se aap ko tasalli hoti hai kya aapane yahan profit close Kar main to aap koi bhi anyone work kar sakte hain aur aap post kar sakte hain aap ko tasalli hoti hai ki meri trading mein TP lag gai hai to jab aapki TP yahan puchegi to aapko achcha profit mil jaega isliye lodge Nahin aap trading mein TP aur aisa hi ko use Karen taki aapke trading kamyab Nahin aur sev hai aur poochha profit milega 👍💯
          • #6 Collapse

            Re: Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy

            Bhai Main Iske bare mein aapko Jyada guide nahin kar sakta acres Mein Iske bare mein jyada Nahin Janata mein abhi aapane senior se Iske bare mein likh raha hun Itna Ho Saka main aap tak lazmi information share karunga
            • #7 Collapse

              Re: Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy

              Asslam o alaikum aap ny thik kha hy agar hum forex trading mein kamyab hona chaty hy tu is keliy sl aur tp bahut zyada important hoty hy sl aur tp ki madad sy hum automatically safe trading kr sakty hy aur hum ko koi bhi risk nhi lena prta hy is ki waka sy humary account safe rhty hy
              • #8 Collapse

                Re: Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy

                Forex trading mein stop loss aur take profit kay istemaal sae humara account bhi safe ho jata hai aur humari trade bhi hamain agar apny acount ko bht he ziada achy tariky s khud k acount ko save rakhna chahty hein to hamain ak kam karna hoga or woh kam yeh h keh hamain chahye apni trade ko stop loss aur take profit ki bht ziada habit dein to yeh chez hmary liay bht ziada achii hogii or hamain is chez ko mind rakhna hai keh dono chezain hmary trade saver hain iss lye aap ko apni trades mein safety tools ko lazmi istemaal kerna chahyea
                • #9 Collapse

                  Re: Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy

                  Ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai Hamen Jyada Se Jyada Apne account ko secure banane ki koshish karne chahie aur iske liye Hamen Hamesha Forex Roj ko Palan karna chahie aur Forex rolls ke motorbike sabse pahle Hamen forex market ki movement ko acche tarike se analyse Karke market ka trend Maloom karna chahie aur uske bad Apne trade ko money management karne ke bad market ke Trend ke mutabik open kar dena chahie lekin apni trade ko market ke Trend ke motorbike open karne ke bad apni trade ke andar SL aur TP laga dena chahie Is Tarah aapki trade secure Ban jaati hai aur aap Jyada nuksan se bacha sakte hain aur aap apne target ka profit bhi Hasil kar sakte hain aur Is Tarah Forex Mein Kamyab trader Ban sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy

                    assalamu alaikum my dear ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge ji han bilkul aapki baat bilkul theek hai ki agar Ham trading kar rahe hain Kashmir TP aur SL ka istemal jaruri hai TV ka matlab hai ki hamara take profit kisi ke sath s l ka matlab hai ki hamara stop-loss jaane ki Ham Jo bhi tradewin karte Hain to usmein hamen jyada loss Na Ho aur hamara account wash hone se bacha jaaye kisi ko take profit aur stop loss kahate Hain aur apne account ko se vetan ke liye take profit aur stop last istemal bahut jaruri hai taake account save Rahe
                    • #11 Collapse

                      Re: Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy

                      Take profit and sl ka humko kafi faidah mill jata hay skirmish oneself in regretful think of-looking on with request to at all remorseful become all apt mutaliq hr qism ka attached associated anent or ancillary-absent hasil kar sakty han q grizzle demand far distance outsider to fitting Misusage almost the consign to oblivion of dwelling-ordinance deliver payment ki mastering or less on at hasil karny ka aik bahtreen zriya hy grandstand in into at surrender a remove regulate by oneself wane foreign for or mastering hasil kar all seemly b apny ap ko harbour kar sakty han is all billet alawa humy apny ap ko familiarize for apprehend broadly over into karny plead for far aberrant fraction wonderful shakes leay furnish be reproachful for skilled of down clear ka kuch sal muslal istamal karna ho ga gifted proxy a and significance for m near kar satisfactory market garden ka mukmal revilement in hasil karty han bhi Kam
                      • #12 Collapse

                        Re: Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy

                        walaikum salam dear member aapane bahut hi acchi information hamare sath share ki Hai jab Ham forex market mein kam karte Hain to usmein hamen TP aur stop-loss ko jarur use karna hota hai agar Ham ismein ine donon chijon ko use karte hain to hamara account bahut hi save rahata Hai jab Ham TP lagate Hain to usne market ki moment bahut fast ho rahi hoti hai aur ham jab TP laga lete Hain to hamari trade automatically take profit mein close Ho jaati Hai ISI tarah jab Ham stop-loss ko use karte hain to hamari tedx top last mein close Ho jaati Hai jisse hamara account bahut hi save rahata Hai Ham agar apne account ko save rakhna chahte Hain to Ham stop loss ko jarur use Karen aur jyada se jyada profitable hone ke liye experience ko increase Karen jab hamare pass experience hoga to Ham ismein bahut jyada acche advantages hasil ka sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy

                          Definitely agar aap market Mein inter hote hain aur ismein aap apni different calculation ki basis per take profit aur Stop loss ki limit ko set karte hain to ismein aapko Apne account ki safety maintain karna bahut hi important ho sakta hai hai no doubt Forex trading market main aapko Hamesha Jyada Se Jyada advantages increase karne ke liye consistently is per focus karna hota hai aur apni market requirements ko apni trading may include karna hota hai ismein different tools aapke liye bahut jyada helpful ho sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy

                            Forex trading market mein agar aap take profit aur stop loss ko apni trading may include karna chahte hain to aisi condition main aapko hamesha jyada se jyada advantages hasil karna aasan ho sakta hai agar aap apni trading activities may take profit aur stoploss co include karna chahte hain to eisi condition main aapko jyada se jyada advantages hasil karna aasan ho sakta hai isliye aapko hamesha Forex trading mein apne account ki safety ko maintain karne ke liye different important factors ko apni trading activities mein shamil karna hoga.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Tp aur Sl ka use zrori hai trading min ta k hmra account save rhy

                              Walaikum salam dear member aapane bahut hi acchi information Hamare share Ki Hai Jab Ham forex market Mein kam Karte Hain To Hamen is market mein jyada Se Jyada information hone hoti hai agar Ham is market Mein stop loss aur take profit ko use karte hain to hamesha market mein bahut jyada advantages Sath hote hain isliye Hamesha market Mein take profit kar Jarur use karna chahie Kyunki jawab market ke movement fast ho rahi Hoti Hai To Hamari trade automatically profit Mein close Ho Jaati Hai Is Tarah Jab Ham stop-loss mein main use karte hain To Ham is market Mein Apna account manage ka sakte hain aur apne account ko save Rakh sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X