Agar app ki lot phas jain tab app kia ker tey ho?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    marey bahi is ke leye to dua kr saktey hai aur ap ko chahey ke low balance se jab ap trading start krtey hai to ap ko chahey lot bhe low se start karey aur cents me trading karey best hai ziada ke chakar me jaye gey to loss he ho ga...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      agar koi lot phans jaye to sabar sy kam lena chahiye us lot ko long term trading par chor dayn agar capital acha he long term men koi problem nai he long term men ye hoga k price phir sy equal ho jaye hi ya itni kareeb ajayegi k loss kum ho ga,
      • #48 Collapse

        bhai main is business main short term trading kerta hoon.ager mari koyi trade mujay zayada loss danay lag jay.to main apni us trade ko close ker seta hoon.or apni next trade main us loss ko pora karnay ki koshish kerta hoon.main is business main long term trading nahi kerta hoon..
        • #49 Collapse

          Iss trah ke situation mein pehlay tou aap ko koshish kerni chaheye k aap itna zyada wait he na kerein k aap k capitral k khatam ho janay ka khtra ho jai aur aap ko apni trade pehlay he close ker denni chaheye aur ager phr b aisi situation samnay aa jai tou phr hedging ker denna he behtar hai ta k aap ka loss aur increase na ho.
          • #50 Collapse

            Mere piyary bhai jaisa k ap keh rhy hn k acont me balnce bahot kam reh gia he aur trade phans gai he to phr is k nikalne k liye bas dua hi kr skty hn aur khch ni,
            isi liye hamko kam lot chota lot lena chahiye ta k agr khuda na khasta hamari trade phans b jati he to ham aik aur l
            • #51 Collapse

              dear forex trading aik business hay aur har business me humain loss aur gain hota hay aur har business me difficulties ati hain lakin hum jab bhi phas jain to humain perachan hone ki bajae apni galtio se learn karna chahiye aur forex business aik asan business hay.
              • #52 Collapse

                bhai ji aap ny jaisy bataya hy kih ham ny kam balance ky sath bari lot lagai hy or hamari lot phans gai hy to ham is min kuch nahin kar sakty hain balkih is min hamra loss yaqeeniu hy is liy hamin chahiey keh ham kam lot lagain taa kih ham pareshani sy bach sakin
                • #53 Collapse

                  ya boot acha qustion ha brother ya sub k liyea helpfull ha ager app ki lat loss ma ja rehy ha to phlay to app wat keroo ager app dakh reahy han is markeet ny apnu juga wapis ny ana to thoray sy loss ma cat doo ya phir is ko hack kar do
                  • #54 Collapse

                    forex trading mai mai abhi posting karta hun mai ny abhi trading start ni ki hai mai is mai ziada sy ziada hard working karta hun ta k mai is mai aik kamyab trader ban sakun is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain is mai ham without knowledege earning ni kar sakty hain
                    • #55 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: muneer khan پيغام ديکھيے
                      yaar agar humara account ka capital small hay or kisi bari move ki waja say humari lot bori terhan phas gaiy or account bhi danger zone men chala jai tab app kis terhan is pareshani say niklo gay?
                      Dear agar hamari trade continously loss main ja rahi ho tu aisy main mere khayal say humain hedging ki technique ka istemal karna chahiye kyun jab aik he pair ki trade for example sell ki hai aur contionous loss main ja rahi hai tu ussi pair ko achi tarah analyse karny kay baad sell ki trade laga deni chahiye aur jaise he hamara loss cover ho humain trade close kar deni chahiye.
                      • #56 Collapse

                        dear sir humen trading karte waqt agar hamara belance kam ho to humen chota lot lena chahiye ,farz karo agar humari lot kahen phans jaye to hum aik or lot le sakte hain or apne ap ko nuqsan se bacha sakte hain or profit bhi kar sakte hain..
                        • #57 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: muneer khan پيغام ديکھيے
                          yaar agar humara account ka capital small hay or kisi bari move ki waja say humari lot bori terhan phas gaiy or account bhi danger zone men chala jai tab app kis terhan is pareshani say niklo gay?
                          is surat main apko margin call lagi gey aur apka account khali ho sakta hai apko chahiye k ap ki jo trades ziada lot size ki hain unhain kat kar apney account ko bacha lijiye.
                           
                          • #58 Collapse

                            Forex Trade:
                            bhai mery khayal se is k do tareqy hai jin se aap kam sy kam mazeed loss sy bach skty hen pehle tareqa hegding hai aur dosra tareqa ye hai k aap us ko close kar k nay trade lagaen..............
                             
                            • #59 Collapse

                              my dear me abi is forex trading business me aik new joiner hu or abi tak khud b learning hi kar raha hu is liy me to abi kisi lot k bry me kuch zyada nahi janta, me khud abi posting hi kar raha hu or knowledge or experiance gain karny ki koshish kar raha hu
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                jee janab agar aap ki lots phass jati hey thab aap ko chahiey key aap trend ko daikey agar trend aap key opposit ehy thab aap apni equity daikey key agar aap ki equity kaafi hey thab trade cancel naa karey or equity kam honey ki soorat mey trade close karna hee better hey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X