Agar app ki lot phas jain tab app kia ker tey ho?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #601 Collapse

    is main learn kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main lot of size ko kam rakh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main profit hasil karny k liye boht hi acha earn karein gay aur market main plane kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur earning ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #602 Collapse

      is main boht say log kam karty hain or trade main achi earning hasil karty hain humain lot ko set kar kay achy say kam karna ho ga jis say market main loss km say k m ho sakay practicec karna ho ga kun kay is main jb b kam karty hain to low risk ko join kar kay achy say kam karna ho ga lot size ziada hony say humain kafi risk b hasil ho sakta hay
      • #603 Collapse

        hamain is main pahly trade karny say is k rules ko follow karna ho ga aur market ki movement ko dekh k hi trade karni ho gi aur lot of size ko kam rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur earn ho gi
        • #604 Collapse

          lot ko set karna zrori kam hota hay humain agr kam karna hay to is main hard work kar kay achy say ana ho ga low risk say kam karna ho ga is main main humain practice karna parti hay ta kay kuch hasil ho sakay i main ziad lot karty hain to aysa hota hay ziada risk ho sakta hay jis say ye hota hay humain market main ziada loss ho ga
          • #605 Collapse

            Asi soorat haal siraf us soorat main paish ati hai jab aap stop loss nahi lagatay. Kiunke agar aap ne stop lagaya hota tu aap ko kabhi aik limit se ziada loss na ho. Is lie hamain har trade par stop loss aur take profit zrur lagana chahie take loss kam se kam ho aur peofit bhi yaqeeni ho jae.
            • #606 Collapse

              Dear friend agar hamen trading men loss ho rha hai aur ham ne apna lot size bra use kia hai to hamari mazeed lots to lag ni sakten ,isliye behtar ye hai k ham apni trade close ker den aur market ki trend ka wait kren aur jab hamen markete men koi signal mille ham trade open kr len ,ham apne loss ko thora thora profit bna k recover kr sakte hain ,ham aik hi baar men apne loss ko recover ni kr sakte hain q k hamare acount less hone ki waja se barri lot ni lagti hai.
              So isliye hamen trading men entry hi choti lot se krni chahiye ta k hamen aisi situation dekhne ko na mille.
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #607 Collapse

                Pak Forex forum both Bada forum hai or business
                K liye Jabardast Jagah hai Jahan Par Hum easily trading kar sakte hain aur Agar Hum kis jagah par phans be Jate Hain toh Hame baar baar koshish karte rehna chahiye Dil Nahi Chodna chahiye aur Apna loss Ko Hum Zyada Se Jyada Khushi Se recover kar sakte hain
                • #608 Collapse

                  G bhai agar meri koi trade phns jaye to main jald say jald chahta hn kayy yeh meray Stop loss ko hit karay takeh ic ki tension khtam ho - app ko chahye kay app stop loss ko hit honay dein - aur apna risk money mangment k rules kay hisab say rkhein
                  • #609 Collapse

                    i think us time humay zada risk nai lena cahiay aur agr humay lag raha hay k humay zada loss ho sakta hay tou humay apni lot ko cut kar dane cahiay na k market k wapis aany ka w8 kar k apna sara account wash kar day
                     
                    • #610 Collapse

                      agr hum trading kr rahy hay aur humari lot phance jati hay yani humay loss hone lagta hay tou humay cahiy k hum mazid intazar kiay bagyr apni lot ko minimize kar day
                       
                      • #611 Collapse

                        sb sy pehli bat k lot hamaisha apny balance k mutabiq lgani chahiye bul k pehly choti lot sy start laina chahiye agr bilfrz aap ki lot phans jati hai ya aap ko lgta hai k aap ko loss hony lga hai to aap ya to new lot lga dain ya lot ko close ya cancel ker k phir choti lot sy start krain...
                        • #612 Collapse

                          Dear forex trading ma chote lot hi lani chahiya bcz agar phans b jay to usa close kr dan ta ka zyada loss sa bach jayaan or new lot open kr lan or apna account ka balance ka hissab sa hi lot uthani chahiya
                          • #613 Collapse

                            Lot size 1st July Tumne situation ko analyse Karke Apne order ko close kar deti hai ya phir might ke trend reversal ka wait karti hoon Agar balance kam ho toh order ko close karne nahi battery samajhti Hoon Agar balance jyada ho toh phir aao close nahi karti aur Market trend reversal ka wait karti hoon
                            • #614 Collapse

                              hamain is main loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur lot of size ko kam rakh k hi trade karein gay aur makret main anlyase kar k hi trade karni ho gi tba hi hum achi trade kar k market main profit hasil ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #615 Collapse

                                bhai agr ap is masla mein par jat hain tab apka bachna bhut mushkil hota hai apko is mein ya to or investment kar kah us ko bachna parta hai ya phir apko is mein hadging kar lani chahiya laqen us waqt hadging bhe kam ni karti hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X