Post ki quality kesy check ho
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Post ki quality kesy check ho

    Assalamu Alaikum ji Ham Forex Mein post ki quality Is Tarah sy check kar sakte hain ki Hamari post Logon ke liye informative Ho Hamare post per Log Jyada Se Jyada thanks den Agar Hamari post quality ki Hogi to Hamari post ko log Pasand Karenge aur uska Jyada Se Jyada thanks Denge Is Tarah Se Ham Forex mein Achcha bonus Aasan kar sakte hain Agar Ham Forex Mein Kamyab Hona Chahte Hain To Hamen Hamesha is per focus karna chahie aur Hamesha is per kam karna chahie Is Tarah Se Ham Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte hain aur ham Ek Kamyab Kadar Ban sakte hain aur Hamesha Kamyab trader Ki pahchan Nahin Hoti Hai Ki vah Apne kam Mein mehnat karta hai aur apni post quality ki karta hai jisse wo acha bonus ly ke acchi trading Karke Achcha profit hasil karta hai
    https://t.me/pump_upp
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Post ki quality kesy check ho

      Assalam alaikum guys forex k rukes k under reh k agr post ki jain tu post quality behtar rehti hai agr rukes ki violation ho rhi hai tu samjhyn k post ki qualityvko maintain karna bhut zaroori hai or agr hamri post forex forum se delete ho rhi hain tu post quality forex forum ko meet nhe kar rhi hai so post quality ko impeove karna ziada zrooei hai
      • #33 Collapse

        Re: Post ki quality kesy check ho

        Assalamu alaikum dosto dear members pak forex forum main jo post forex se related hogi aur ham uska jwab bhi forex se related dain gy hamari post main spelling mistake bhi nahin hogi to woh post quality wali hogi .aur hamin fazool thread per reply karny se bachna chahy .jab thread delet hota hay to us per ki gai tamam postin bhi delet ho jati hain .esily post karny ky ley achy thread ka bhi intkhab zaroori hay .
        • #34 Collapse

          Re: Post ki quality kesy check ho

          Good morning dear Forex member kaise hain aap sab ummid hai ki aap sab khairiyat se Honge aur forex business Mein Apna Kam kar rahe Honge Sahi Kaha Hai Aap Logon Ne ki Ham daily basis per jo bhi post Karte Hain Ham uski quality ko kaise check kar sakte hain Agar Ham apni poster typing Se Kar chuke hain Uske bad Agar Ham use kar lete hain to is per Hamen apni post ki quality ka khud bahut andaza ho jaega apni post ko readout karke hi forex business Mein Summit karna chahie jisse Hamari post ki quality bhi acchi ho jayegi aur ismein mistake bhi nahin hongi Aise Ham Achcha profit bhi Hasil kar sakte hain
          • #35 Collapse

            Re: Post ki quality kesy check ho

            Dear Forex member Pakistan Forex forum ka weekly bonus mukmmal Taur per Hamari post ki quality par depend karta hai aur quality post check karne ke liye Hamen apni post ke unwan ko read karna chahie Agar post ka unwan unique ho aur apni post ke andar spelling mistakes bilkul Nahin Karni chahie aur apni post ke andar Forex ki information aur Forex ka knowledge share karna chahie Is Tarah Ki post ko standard quality wali post Kaha jata hai aur Hamen Pakistan Forex forum ki taraf se Achcha weekly bonus mil sakta hai isliye Hamesha miyari quality wali post Pakistan Forex forum per share karne ki koshish karen.
            • #36 Collapse

              Re: Post ki quality kesy check ho

              mere Bhai post ke quality aap khud apni posting ke dauran check kar sakte hain kyunki insan ko andaza ho jata hai ki vah kis quality ki posting kar raha hai kyunki jab Ham posting karte Hain to hamen maloom hota hai ki humne kitna se jyada Forex related information post Ki Hai hamari posting mein jitna jyada Forex related material hota hai Patna se jyada hamari posting mein main quality hoti hai hai jisse hamen maloom ho jata hai ki humne acchi quality ki posting ki hai agar Ham out of related Forex ke bare mein information post nahin karne karenge to Ham khud BA khud samajh jaenge ki hamari post kis quality ki hai
              • #37 Collapse

                Re: Post ki quality kesy check ho

                اصل پيغام ارسال کردہ از: AhsaanKhadim پيغام ديکھيے
                Pahle Baat mere bhai sahab yah hai ki Jab aap post karte hain usko post karne se pahle aap ek bar read karne ke Mane kya likha hai agar koi Aisi Koi mistakes Hain To aap unko production kar sakte hain Din Aap Uske bad usko upload kar sakte hain yah men chij hoti hai ki Jab aap post karte hain dusra aapki post ko understood kar sake and Apna fayda aapki post Le sake post ka matlab hi Yahi hota hai ki apni information Ham dusre Tak share kar rahe hain and Jo Humko Nahin Aata vah bhi Ham dusre Se Puchte Hain isliye apni explanation clear honi chahie
                Ji han bilkul post quality ko check karna chahie post quality best Hogi to bonus bhi best Hasil kar Sakoge post quality acchi Nahin Hogi to bonus bhi kabhi Achcha Nahin a sakega isiliye aap apni post quality ko improve karne ki koshish karen Taki aapka bonus Achcha a sake aur aap Achcha result Hasil karne mein Kamyab ho sake post quality Hamen Achcha aur perfect Banane Mein Kamyab ho sakti hai Jaise Ham acche result Hasil kar sakte hain isiliye post quality ko improve karne ki koshish Karna Ho Geeta Ke Acche result Hasil karne mein Ham Kamyab Ho Chuke aur Hamen Achcha result Hasil ho sake
                • #38 Collapse

                  Re: Post ki quality kesy check ho

                  Assalam o alaikum dear friend ummid karta hun kya sab khairiyat se hongePakistan forex for male best quality ki posting apni mehnat aur samajhdar hi sekar sakti hai jab ham Soch samajh Kar acchi Soch ke sath kam karenge aur best learning join kar ke pata knowledge ke sath kam karenge to hamari post ki quality best hogi jiski hamen advantage bhi pathar Dil hote HainHmain rules ko follow krna chaheay us k bd post ke quality or quantity dono he bht achi hon chaheay post mein asy alfaz use Krny chaheay jo bht easy hon log easily smjh skein post mein hmesha apna knowledge share krna chaheay ghair zaruri batein nai krni chaheay ase wording use krni cheahy jo new qamars asani sy read kr sakein or hmari post sy information hasil kr sakein tb hm bht acha bonus hasil kr skty hain
                  • #39 Collapse

                    Re: Post ki quality kesy check ho

                    Hello dost masefield main bahut naya hun jiski vajah se mujhe iske bare mein kuchh Nahin pata lekin aap dusron se iska jawab hasil kar sakte hain isliye main aapse mafi mangta Hun Ki main aapki ismein koi madad nahin kar sakta agar aapko is bare mein koi bhi anpadh mission mile To mujhe bataega
                    • #40 Collapse

                      Re: Post ki quality kesy check ho

                      Walaikum salam ji dost main aapko batata Hun ki post ki quality ka matlab kya hai ki aapki post informative hai ya nahin hai tu To isliye ye kaha jata hai ki hamesha acchi aur quality wali post Karen to is Ka yahi matlab hota hai ki aap information aur knowledge wali post den ta ke dusre logon ko aapki post padhakar fayda hasil Ho.
                      • #41 Collapse

                        Re: Post ki quality kesy check ho

                        Assalamu alaikum dear friend ummid karta hun ke sab member khairiyat se honge agr ap achi quality ki post krty hain to apko achi kamiyabi hasil hoti apko chahie k ap axha knowledge or experience hasil krne k bad kam key to apko axha faida milta hai t kamiyab members ma se ho jaty hain threads ke mutabik post Kiya Karen
                        • #42 Collapse

                          Re: Post ki quality kesy check ho

                          Dear how many agar post ki quality ko check karna hai to Ham ko ismein acche tarike se kam karna hota hai Forex market mein kaam karte hue aapko is market mein achcha decision Lena hota hai agar aap is market mein hardwork karte rahte Hain to aasani ke sath is market mein successful ho sakte hain market mein apne rules banakar kam karna hota hai aapki trading strategy ke hisab se agar koi trade ban rahi hai to aapko is market mein trade open karni chahie agar aap is market mein jaldbazi karte Hain to aapko is market mein kafi jyada nuksan ho sakta hai market mein acche tarike se kam karne ke liye apni knowledge or experience ko use karti hui aapko trade karni hoti hai hai jo trader is market mein a trade ke sath take profit aur stop loss use karte hain unke account safe rahte hain is market mein achcha kam karne ke liye aapko planning karni hoti hai tab wapas market mein achcha result hasil kar sakte hain Jo member is form for regular kam karte rahte hain unko post ki acchi quality ke liye information share Karne ka tarika pata chal jata hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #43 Collapse

                            Re: Post ki quality kesy check ho

                            Assalamu alaikum forex members bilkul theek hai aapane bahut acchi baat ki hai mujhe apni baat bahut acchi lagi hai tere bahut ki quality ko kaise check Karen ji member aapane bahut interesting kaise kya hai to bahut hi quality ko kaise check kiya jaaye apni post ko check karna chahte hain to uske liye jaruri hai ki aap ke sath post Karen jab aapke learning acchi hogi to aapke post per automatically acchi vah bhi aapko chahie ki jab bhi aap post karen to acchi learning wali hai Ji hardworking ke sath bahut Karen hardworking ke sath hogi aur aap aur aap achcha knowledge bhi HAL kar sakte hain aur acchi earning hasil karna bhi start kar sakte hain isliye aapko chahie ki aap acchi quality wali post share Kiya Karen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X